saber na karny wala nakam hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    saber na karny wala nakam hota hai
    hamain is forum main learning karni ho gi tab hi hum suces shon gay aur har jeet tou sath sath chlti hai but hamain is forum main learn kar k hi hum achy say trade karin gay aur hamain market main loss hony par sbr say hi kam karna ho ga tab hi hum achy say earn ho saky gi aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main learning karna ho ga tab hi hum achy say earn ho saky gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: saber na karny wala nakam hota hai

    Mere dost Forex trading Ek Aisa Likha Tha Jiske andar apko Hamesha sabse kam karna chahie isliye jaaoge aur Usi din ke andar kam karte hain to vah log na kam ho Jaate isliye bolo kuch isliye Walon Ko chahie Kya Hamesha Soch samajh mein kam karna chahie Lal Se Kam Nahin Karna chahie Lalji Karoge To aap Logon Ne khana ho jaega sabse kam karne wale Hamesha kam hote hain isliye Hamesha sabse kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: saber na karny wala nakam hota hai

      Ji han Sabar se kam na Lene se Insan ko Na Kami ka Samna karna padta hai aur vah Kamyab Nahin Ho Pata Agar vah Sabar ke sath aur tahamal ke sath Kam Nahin Karega to vah Kamyab Nahin ho payega isliye Hamen chahie ke Hamen Apne loss ko recover karne ke liye Sabar ke sath usko face karna hoga aur Majeed mehnat Karke Hamen kamyabi Hasil Karni Hogi Kyunki loss or profit To Har field Mein Hota Hai Agar Hum usko patients ke sath Dil Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin Ho Sakenge aur os field ko jald Hi Chhod Denge
      • #4 Collapse

        Re: saber na karny wala nakam hota hai

        Forex mein jab hum trading kartay han tu is mein sabar buht zaroori hota hai kiok agr hum sabar se trading karain gey tu hi hum market ko samjh saktay han aur market ki samjh ho gi tu hi hum achi trading kar saktay han hum ko trading market ko dekh kar samjh kar aur sabar se market ka analysis kar kay trading kartay han tu profit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: saber na karny wala nakam hota hai

          Pak forex trading ma sabar na karny wlaa nakam hota hay isle hume treading sabar ka sath trading karna chlye aur soch samjh kar treading lagaa chley phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Re: saber na karny wala nakam hota hai

            G han bhai Jan apny thik kha hy k Sabbar na karny wala insan hamasha nakam hota hy is Kam main jitna ham sabar Karin gy utna Hamara faida ho GA Sabbar ka phal metha hota hy hamain is phal ko zaya Nahin karna chaiy or dil lava Kar khob Mehnet karni chaiy
            • #7 Collapse

              Re: saber na karny wala nakam hota hai

              aslamoalekum dear forex members bilkul agr hum kamyabi chty hn to huymn sabr ka damn hath sy ni chorna chy.kamybi hasil krny k liy rasty mn mushkilat ati rhti hn lkn un ka sabr ar himat sy muqabla krna he kamybi ki zamant h.is liy sabr ar himat sy forex mn kam jarri rakhn
              • #8 Collapse

                Re: saber na karny wala nakam hota hai

                Kam karna chahie Ham is Mein Jitna Bhi kam karte hain yah Usi ke hisab se bol deta hai yah Hamen dollar Mein bonus Deta Hai Ham donon Ko Apne currency Mein chane karwate Hain Hamen is Mein full time kam karna chahie Taki Ham ismein acchi earning hasik kar sake hain dollar ka rate kam ya zyada Hota Hi rahata Hai Jab dollar ka rate zyada ho To Hamen ismein zyada kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: saber na karny wala nakam hota hai

                  Foreign exchange is the simultaneous buying of one currency and selling of
                  another. Currencies are traded through a broker or dealer and are executed in
                  currency pairs; for example, the Euro Dollar and the U.S. Dollar (EUR/USD)
                  or the British Pound and the Japanese Yen (GBP/JPY).
                  The FOReign EXchange Market (FOREX) is the largest financial market
                  in the world, with a volume of more than $2 trillion daily. This is more than
                  three times the total amount of the stocks and futures markets combined.
                  • #10 Collapse

                    Re: saber na karny wala nakam hota hai

                    Sabar k andr kamyabi ka raaz chupa hota hy jo log sabar ko apna dost smj lety hn tw sabr unko apny achy asraaat dekhati hy jo log apny business k andr jald bazi ko dost bna lety hn unka business nakam ho jata hy men apki bat se agree kr rh hn q k bht sare members ase hn jo sabr ae kam lety hn aor aj kal wo achi earning hasil kr rh hn aram se koi b tnsn nh hoti unko bas unka knowledge istmal hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: saber na karny wala nakam hota hai

                      Wesay forex main sabar kerna nuksan bhi kerta hay aur baaz dafa profit bhi bhi zayada deta hay. ager trader nay apnay liye trading asool bana rakhay hain. jo kay trading strategy per mabni hotay hain. to trader jab in asolo ko pora kernay kay liye sabar kerta hay to wo us ko fida deta hay. loss kam hota hay aur profit zayada hota hay. jab kay us trader ko sabar itna fida nahi deta jo forex main kisi strategy kay baghair trade kerta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: saber na karny wala nakam hota hai

                        Market ko fully analyse karna aur use Waqt Tak trade open Na Karna jab tak munasib Waqt Na Ho bahut Jaruri hota hai Sabar karna bahut Jaruri hota hai agar aap Kamyab Hona chahte hain aur apne aap ko nuksan Se Bachana Chahte Hain vo trader Jo Bina market ko analyse kiye jaldbazi main trade open kar deta hai nuksan ke chances Badha leta hai aur apne aap ko nuksan Mein Dal sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: saber na karny wala nakam hota hai

                          Stock marketing Ek Aisa business hai jismein Insan ko Achanak bahut bada nuksan bardasht karna per sakta hai isliye Yahan per sirf Vahi Insan business kar sakta hai Jiske andar Apne emotions ko control karne ki kshamta ho aur vah apne emotions ko Apne Upar dominent na hone De nuksan ko Sabar se aur hosle se bardasht Karen aur ek naye energy se trading Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: saber na karny wala nakam hota hai

                            Forex ke andar Hamesha Sabar se kam karna chahie aur jaldbaji nahin karna chahie. Jo log lalach Mein Aakar jaldbazi karte hain aur Sabar Nahin Karte aur acche entrypoint ka wait Nahin Karte to voh log Forex Mein Kamyab Nahin Hote aur na hi profit Kama sakte hain balki voh log loss Mein Jaate Hain. Isliye Forex ko Kamyab karne ke liye Hamesha sbar aur working Karni chahie. Sabar Forex ke liye bahut jaruri hai. Iske alava overtrading bhi nahin Karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: saber na karny wala nakam hota hai

                              ji han yah baat tajurbe se sabit hui hai forex business mein jo log sabar Nahin karte Hain vah Kabhi kamyab Nahin ho sakte hain hamesha loss mein rehte Hain agar vote rate open karte Hain to unko bahut jaldi hoti hai aur koi yah sochte Hain ki ham ek ghante mein ya do ghante mein bahut accha profit banaa lenge aisa Nahin hota hai aapko sabar karna padta hai apni trade open karne ke bad aapke trade Kabhi loss mein bhi ja sakti hai agar aap sab karenge to vahi trade Jo last mein gai hui hai jarur profit mein aaegi aur aapko bhi achcha profit Hoga isliye kabhi bhi forest business mein jaldi na Karen hamesha sabra se work karte rahen yahi aapki kamyabi hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X