Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Har trader ke apnay weak point hotay hain jo usay khud se hi talaash karnay partay hain. lakin jab wo un ko talaash kar leta hai to uss ke liye trading bohat asan ho jati hai. wo losses se bachta rehta hai. humein chaiye ke jald se jald apnay weak points find karein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      je haan bhae jan yea to bohat he achi suggestion hay janab jo koe bhi acha insan kar sakta hay janab je .is leya is pay agar koe insan amal nahe karta to wo loss ka he saminay karta hay profit nahe kar pata hay. is leya is pay amal say he success hoti hay
         
      • #108 Collapse

        g han bilkul traders ko apne weak points py bilkul concentrate karne chahye pehle, kyu k kisi bhi business k liye apko apne weaks points ko door karne chahye, warna apk weaks points apko nuqsan dyne k sath sath apko develop hone bhi nhi dyte apki field main,
           
        • #109 Collapse

          Yes i think, we should concentrate our weak points in forex trading due to this we have go into loss in forex trading market and learn all techniques and strategies of forex trading market and gain knowledge of market trend.
          • #110 Collapse

            yes dear trader ko hunesha apne weak points par concentrate karna chahiye kyu kay forex aik on line business hay aur es me hum apni galtio ki with out loss practice bhi kar sakte hain hum demo account me apni mistakes ko tehek aur new plan aur strategies bhi bana sakte hain.
               
            • #111 Collapse

              g haan ak sucessful trader voi hota ha jo apny weak points pay ziada se ziada concentrate karna cia kyun k yai he ap ke sucess ke zamanat hoti ha aur ap jitni apny points pa grip karo gay itna he ziada ap earn kar sakty ho....
              • #112 Collapse

                han ji ye bht zayda zarori hai ke trader ko apne week points per concentrate karna chiya jese ke kisi trader main ye week point hota hai ke wo juldi bazzi karta hai trade open karne main jis ki waja se os ko loss hota hai chiya ke wo wait kare kyoun ke wait karne se ap ko loss nahi ho ga albata profit ho ga bus thori deer se mile ga
                • #113 Collapse

                  jo trader ye chahta hay usay apni kisi aik trading kay bad koi aur loss na ho to pher usay chaheay kay wo apni ghaltiaon say learn keray aur pher kabhi bhe koi aysi trading na lagaey jo kay forex main dobara kisi bari ghalti ki waja samjhi jaey
                  • #114 Collapse

                    ji han her trader ko chaahiay kay wo apnay week points ore apni mistakes ko zehen me rukh ker trading kerain jo bi apni mistakes ko baar repeat kerta ha wo trader baar loss kerta ha is apni mistakes se lesson lain zaroor kaamyaab hu gay
                    • #115 Collapse

                      dear main ap ki baaat sa agree karta hoon ager trader apna weak point paar goor kara to wo lose sa bach sakta ha . bohat sa traders la weak point ya ha ka wo bhara volume main trading karna start kar datain hain jis sa un ki sari money lose main ja skti hain ager wo greedy karna choor dain or confidence or sakon ka sath trading kaarin small small amount main profit lain to wo lose sa bach saktain hain
                      • #116 Collapse

                        jb tak hum apni khamiyon ko khobiyon me change nahi kartay tab tak hum ek achay trader kehlanay k kabil nahi hain.aur ye insan k apnay skills pay depend karta hai k wo kitni juldi is kaam say faida uthata hai aur kitni late late hota hai.
                        • #117 Collapse

                          bikul sahi baat kari apne, hamy jb bhi kisi trading me loss ho to hamy chahaye k hum us loss ko observe kare usi se hamy apna weak point pata chalega aur jb weak point pata lagega tb hi to hum next time us ghalti se bach skenge aur agr hum us weak point pe concentrate hi na kare to wo zahir hai baar baar hum se hota jayega aur hamy loss bhi ziada hoga.
                           
                          • #118 Collapse

                            janab ya ap na bohat achhi baat ki ha her insan ko apna week point pata hota ha ager wo isay nazar andaz ker k trading karay to wo kabhi bhi nafa nai pa sakta nuqsan hi la ga so ya bohat aham baat ha
                            • #119 Collapse

                              ji haan me ap ki baat se agree karta hioo and i think I prefer to use technological analysis as compared to fundamental analysis, since fundamental analysis cannot have an impact on industry for some time, the merely have an impact on industry mobility for quite a while.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                balkul g main us bat se mukamal agree ho ka trader apni ghultion ka khud ahtsab karna chahia . q mery khyal main agr ham profit b earn kar rahy to tab main apni trade check krna chaian or is ko improve karna chahian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X