Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1981 Collapse

    hamain market main apny weak points ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main concentrate kar k hi trade karni ho gi ta hi hum profit hsail kar k hi hum run karein gay aur market main knowldge hasil kar k hii hum run karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1982 Collapse

      bohat sey log weak points ko nazar andaaz kar detay hain then weak points big mistake ka sabab hotay hain chotay chotay weak points he aap se loss karwanay ki wajah ban jatay hain cause aap ki planning wagaira work nahe karti best trading kay liye aap ko apnay weak points ko samajh lena chahiye
      • #1983 Collapse

        hamain market main apny weak point ko strong karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k trend ko use kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is main jo bi kam karna hai is par focus ho k hi trade karni ho gi ta k earning ho
        • #1984 Collapse

          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear jab tak ham apni kamzoriyon ko dabanay kay bajay un par qaboo nahi pain gay tab tak ham is market mein kamyab nahi ho saktay,kamzori hona koi buri bat nahi hai magar us par qabo pana zaruri hai bohat.
          • #1985 Collapse

            hamain makret main apny weak points ko kam rakh k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main hard wokr karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur focus kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi
            • #1986 Collapse

              jb trader ko business main loss ho jata hai tou ussy himmat nahe haarni chahiye balky uss sy jo mistakes hon us ko cover kerna chahiye or dobara sy plaaning ker k apny weak points ko strong kerena chahiye iss sy hamari learning ho ge or ham trading main acha performe kerr skeingy or zada earn ker sakeinn gy or profit hasil ho ga
              • #1987 Collapse

                g han dear hamain is k baryy main learn kar k hi trade karni ho gi aur focus kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain apny weak point ko strong karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi msuhkil na ho saky gi
                • #1988 Collapse

                  Agr koi trader ka loss ho raha ha bar bar to us trader ko chaye k wo sb se phly apni galti ko pakrain k loss ki kia wajha ha us mistake ko dur krnybk liye use mehnat krni chaye jo wak point ha us ko cover kra phir trading krain.
                  • #1989 Collapse

                    bukul sahi main nay jab bi trading main loss kiya us ki waja ya thi kay jab bi mujay 2 ya 3 trade main acha profit kama leta hoon to mujay ya lagta hay kay ab main trading kerna achi tarha say seekh gaya hoon.or yahi mera over confidence mujay is business main loss ki sab say bari waja bana ha.or ab main apna yahi week point ko khtem karnay ki pori koshish ker raha hoon
                    • #1990 Collapse

                      g ha aap ko is ma kamyab honay kay liay is business ma week point ko dor karna cahay our aap ko is ma mahnat karne cahay our aap is ma galty na kary our agr aap sa mstak hote be ha to aap ko un ko dor karna cahay our aap ko is ma har kaam ko mind sa karna cahay is ma kio be jald baze na kary
                      • #1991 Collapse

                        g ap ny bilkul thek kaha hy, traders k bht sy weak points hotay hain jin sy agay ja kr traders mar kha jatay hain aur loss kr jatay hain, iss liay traders ko start main hi kuch dino tk to apny good aur weak points ka pta chal jata hy....
                        :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                        • #1992 Collapse

                          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hy dear forex trading main trader ko apne weak points par hi focus krna chaiyeh is se time ki bachat hoti hai or zehni thakan bhi nahi hoti. Bar bar pori trading review krne se apko bezari hone lagti hai or akhir kar hum tension ka shikar banjate hain for trading ko bhol jate hain.
                          • #1993 Collapse

                            aap ki bat sa agreey karte ho kay hum ko is ma apnay week point ko achay sa learn karna cahay our un ma hum ko jo be bahtre la saky lane cahay q kay ya aik asa busines ha jis ma aik be mstak aap kay liay dajrnce ha aap ko loss karwa sakte ha to aap ko apnay week point ko dor karna cahay
                            • #1994 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                              Members hum trading mai apny weak points ko neglect kar diaty hain jis ki waja se humaray weak points humari kamzori ban jaty hain or es waja se hum trading mai loss karty hain.Jab trader apny weak point ko samaj lay or learning and practice ki madad se weak point ko trading se khatam kar day tu woh achi skills ko adopt b kar sakta hai or achi trading ki taraf b ja sakta hai.Har trader k apney weak points hoty hain or woh us ko find kar k acha experience hasil kar skata hai.
                              Ap k experienced comments baqi members k leye important hai .Please share it.
                              :mad::p;)
                              Walaikum assalam ji Bhaijaan Forex trading equity critical business hai Sabse pahle Hame chahiye ki hum iss Mein Apne weak points ko Talash Kare Jis Ke Baad Hame chahiye ki Jab aap ke pass bonus khatam ho jaye To Apne weak points par bahut jyada kam Kare Taki next time aapko Woh weakness Na Ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1995 Collapse

                                boht he achi trick btai hay ap ny k traders ko apny weak points pe concentrate karna chhiye. k kahan sy loss main ja rahy hain aur khan sy hum profit ko touch kar skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X