Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.
    Members hum trading mai apny weak points ko neglect kar diaty hain jis ki waja se humaray weak points humari kamzori ban jaty hain or es waja se hum trading mai loss karty hain.Jab trader apny weak point ko samaj lay or learning and practice ki madad se weak point ko trading se khatam kar day tu woh achi skills ko adopt b kar sakta hai or achi trading ki taraf b ja sakta hai.Har trader k apney weak points hoty hain or woh us ko find kar k acha experience hasil kar skata hai.
    Ap k experienced comments baqi members k leye important hai .Please share it.
    :mad::p;)
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear i agree with you that we should concentrate our weak points in forex trading due to this we have go into loss in forex trading market and learn about all techniques and strategies of forex trading market and gain knowledge of market trend and then gain experience in demo account and try to remove and control our weak points in forex trading
    • #3 Collapse

      dost meray khyal main ye bilkul sahee baat ha kyun kay kissi bi field main app apnay weak points ko dour baghair taraqi nahi kar saktay iss jo points app ko pata lag chokay hain un ko foraan dour karain ta kay agay bar sakain
      • #4 Collapse

        g ap ny bilkul thek kaha hy, traders k bht sy weak points hotay hain jin sy agay ja kr traders mar kha jatay hain aur loss kr jatay hain, iss liay traders ko start main hi kuch dino tk to apny good aur weak points ka pta chal jata hy.
        • #5 Collapse

          yeah ap ne thik hi kaha kyue k agar tredar apni weak poient pe dhean nehi deta to wo loss kha sakta hai, is liye tredar ko paihele apni knowledge ko barhana chahiye and achi taleem le k tread business kar na chahiye, aur apna weak poient pe dhean dena chahiye aur kamyabi hasil karna chahiye...
          • #6 Collapse

            ji bilkul apna bht acha point raise out kia hai hum ko apne weak points ko zarur khatam karna chaiye q k forex mai choti se choti galti ki saza mai hum ko he loss hota hai jis se hamare account se balance b khatam hota hai is liye hum ko chaiye k easily slowly & steady kaam karen.
            • #7 Collapse

              G bilkul aap nai 100% theek kaha mai aap ki bat sai agree karta ho ku kai forex mai agr ap apny weak point par concentrate kar kai un sai kuch seekhy gai nahi to aap ko ziyada loss sai koi nahi bacha sakta iss liye apny weak point sai zaror seekhy.
              :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
              • #8 Collapse

                g han forex aisa business hay jis main choti si mistake say big loss
                ho ksta hay so traders ko chaye kay wo mistake ko nazae andaz na
                kary aur os say learn kary takay next time is say again loss na ho
                skay so be care fully work
                • #9 Collapse

                  jnab ye baat bilkul thek hy kiyu kay ap apne kisi bi field may week points ko dour baghair devolpe nai kar sakte is liye ap ko chahiye kay jo points ap ko pta lag chuke hain un ko foran dour kar day ta kay ap agay bar sake and acha profit earn kar sake.
                  • #10 Collapse

                    G bilkul trader ko apnay weak point ko dekhna chahiye because agar wo apnay weak point ko dekh lai to usay kabhi bhi lose nhi hoga aur agar wo is par nhi kabo paya to buhat nuqsan hoga weak point aik experience ka hissa hai jisay agar change na kiya gaya to buhat lose hoga.
                    • #11 Collapse

                      g ha apnay sahi kaha hay.trader ko jis waja say is business main loss hota ho.us ko cahiya kay wo us mis take ko apnay ander say dor karay.takay wohi mis take wo again apni trading main na karay aysa karnay say wo is buusiness ka 1 acha trader ban sakta hay.or is business main achi earning ker sakta hay..
                      • #12 Collapse

                        G han dear ma aap ki baat sa agree karta hon q k agar hum khud he apny week points ko kill nahi karty tu ya hamary losses ka sub sa bara zaria hota ha or her insan apni galtion say he seekhta ha or galtian wohi log karty hain jo kam karty hain.best of luck friends
                        • #13 Collapse

                          yes exactly bohat achi baat ki aapne...hamein agar loss ho jaye to hamein dekhna chahiye k hum ne kya mistakes keen..phir un se learn karna chahiye aur dobara koshish karni chahiye k hum unhein repeat na karein..hamein apni galtiyon ko ignore nahi karna chahiye..:)
                          • #14 Collapse

                            Wo traders jo apny weak points ko janty hein mgar covere nai karty wo apni money or time k sath sincere nai hoty unhein apny weak points ko covere karna chahye, kuch din real trading chor k demo pe practice kar k un weak points ko pehly learn karna chahye pher onhein again real ki taraf jana chahye.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ji han bilkul sahi kaha hai ap nay.Har forex trader ko apny weak points p bohat ziada concentrate karna chaheay or koshish karni chaheay k jitni jaldi ho saky apni weak points ko khatam kary taky forex trade main apni earning ziada kar saky or succful ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X