Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jee mare dost me app se agree karta ho ky trade ko apani weak points ka elim ho chay mare dost is tare app successful trader ban sakhte ho forex trading market me kiu ky apani weakness se ap experience gain karte ho m,are dost.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g ha ya bat bilkul thek ha ka ager ap forex ka success chata ha to pher ap ko apna weak points pa concentrate karna chaea and en weak points sa sekhna chaea ager ap asa kara ga to ap ko success mila gi.
       
      • #18 Collapse

        geee ha janb bilkul sahi trader ko apne week points ko zarur concentrate karna chahiye kue k jab app ek daf ghalt trade laga kar loss kar laye us k ad apko us se seekhna chhiye k konsi jaga par apne ghalat trate lagai hai.
        • #19 Collapse

          han jee main aap sa bikul agree karta hon trader ko apna week points pa consontrate karna chahia is sa us ki weekness dour hon gi aur us k experionce main izafa hoga aur is sa learning hogi tu next time is mistake sa bacha ga jis sa us ka loss k chances kam hon gay aur experience bhi barha ga
          • #20 Collapse

            mein aap ki bat say mutafiq hun kay jab tak ham apni kamzoriyon ko dabanay kay bajay un par qaboo nahi pain gay tab tak ham is market mein kamyab nahi ho saktay,kamzori hona koi buri bat nahi hai magar us par qabo pana zaruri hai bohat.
            • #21 Collapse

              acha aur kamyab trader wo he hota hai jo apnay weak point ko kabhi neglect na karay balkay wo apnau un sub weak points se sabaq hasil karay aur un tmama mistake ko behatr kar k aik to loss se bach skay aur dosra ache trading b kar skay
              • #22 Collapse

                dear friend ye bat tu sach hai k har trader k apna weak point hai aur ye bhi sach hai k kafi trader loss ker k kafi kuch sekh te bhi hen mere khayal se 100% tu koe bhi trader nhi hai han kafi behtri ajati hai tajabe se aur kafi kuch learning se bhi faida melta hai lekin aik weak point jo ziyada tar paya jata hai traders men ziyada greed as ko khatam kerna hoga sab se pehle tu
                • #23 Collapse

                  jee haan A nay bilkul drust kaha... main Smajhtaa hon k ek forex Trader ki nakaami tab hoti hai jab wo apnay Weak points ko nahin Samajhtaa... main Samajhtaa hon k forex Trading main Agar ap Ko loss ho Raha hai tou aap ko Dekhnaa chahiye k aap ko Kis Waja Say loss ho raha hai,Ayaa k aap ki Market analysis achi nahin hai yaa aap nay fundamental analysis thek nahin ki.. Forex Trading eek Typical job hai yahan Kaam karnaay i Mean earning Karnay K liye aap ko thora time dena partaa hai Agar Aap nay time nahin diaa,Sekhaa nahin Tou ye yakenaan aap K liye munafay Ka Bais nahin banay ga.
                   
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #24 Collapse

                    bhaijan aap ne blkl durust farmaya galtiyan hamen hamesha kch na kch naya sikhatii hai balki hum galti karte hi is liye hain ki hamen pata nai hota ki ye chez asal me hogi kaise or hamen un galtiyo se sekhna chaiye or aage chalke avoid karna chaiye same galtiyoo ko...
                     
                    • #25 Collapse

                      yes akarna chahiye.. agar wo esa nhi kare ga to usko loss he hoga..koi bhi nhi chahata k uska loss ho.. agar ap achi earning karna chahate hn to ap forex ko ache se samjh kar har points ko dekh kar trad karen :)
                      • #26 Collapse

                        g han mera dost ma ap ki bat sy agree karta ho k hum ap weak point ko chor deta hai jis ki waja sy humye forex trading business ma loss hota hai.great trader ki ye he quaility hoti hai k wo phle apna weak point ko theak karta hai.
                        • #27 Collapse

                          g haan jnab is main traders ko is main apny week points ko dykhna chahiye ta k un ko is main dobara loss na ho jis main un ko ik bar ho chuka hai ta k wo nekt time is sai bach kar ik achy trader ban saky and is main achi trading kar k achi income hasil kar saky and is main apny dreams ko pora kara kar saky
                          • #28 Collapse

                            Yes dear i agree with you. Trading kai doran agar kisi trader sai koi mistake ho gai ho to usai usko find kar kai us par work karna chaiyai and us ka solution bhi nikaalna chaiyai. IS tarah woh dobara woh ghalti nahi karai ga and apnai weak point ko catch kar kai us ka solution bhi hasil kar lega.
                            • #29 Collapse

                              Yes dear friend traders agar apny weak point ya apni weakness ko point out kar k agay trading ki taraf barhein gay to onhein during trade kam mushkalat ka samna karna pary ga, agar weak points ko covere nai karty to pher trade karna asan nai hoga.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                mai app ke baat say kafe haad tak atafiq ker ta ho waki hum ko apne weak point per demo practice ka zareya concentrate ker chahe yaa es say hum ko apne kafe haad tak apne weakness ko control ker saktay han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X