Trader ko apny weak points pay zaida concentrate karna cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    g han dear agar ek trader ko loss hota ha to next wo loss sy bachny k liye or work kry or sochy k usko kahan py loss howa next us galti ko door kr k kafi achi earning ki ja sakti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      agr humain trade main bar bar loss ho rha hay to hhumain is main learning karna ho gi is main knowledge ki kmi ho gi jis ki wja say humain market main ziada profit hasil nai ho rah magr humain apni mistkae karny ki weak point ko note kar kay market main kam karna ho ga jis say market main kam karna kafi safe rhata hay hard work karna ho ga
      • #1923 Collapse

        G bhai aony bilkul thek kaha traders ko market main trading krry hoy chaye k ham jo ghltian krty hain us oai hamain loss hota hai un pai dyhan dain na k aik ghlti ko baar baar krain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #1924 Collapse

          hamain is forex main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main weak point ko strong karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main profit hasil kar k saky gay
          • #1925 Collapse

            forex trading main jub hmain trading karny par loss hota hai tu hmain chahye k hmain loss ki wajh dhundhny k bad os par dehan dena chahye forex trading main aik acha trador yahi karta hai k wo apni trading se zeyda apny weak point par dehan dena chahye ta k hmain pta chal jata hai k hum ny trading kesy karni hai or es se hmari skills main increse hoti hai
            • #1926 Collapse

              jee haan bhai ap ny bilkul sahe baat ke ha ma apke is baat sy 100% agree krta hu hmain chahiyay k hm apny weak points par focus krain aur apny weak points ko dur karny ke kosish krain jb hm apny weak points khtm kr lain gain tb hm aik achi trade lga skain gain
              • #1927 Collapse

                yes dear mai bhi app ki baat say agree karta hun k jab bhi trader ko koi loss hota hai wo apny app ki galti nahi manta aur markeet ko kharab kehta hai jab k galti uski apni hoti hai ager wo apni galtiman kar apni galtieo ko set karta hai aur usko serious laita hai tu akbhi bhi nakaam nahi ho sakta hai.
                • #1928 Collapse

                  agar hum apny weak points ko theak kar kay trading karen gay to humari trading bohat ahi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmai sahi say mehant karen kyun keh mehant karnay say he humari trading ho rahi hay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #1929 Collapse

                    agar hum forex trading main apny weak points par focus karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karen kyun keh sahi say focus karnay main he humay faida hota hay aur apni kamzorio ko kam karna chahiey
                    • #1930 Collapse

                      Bilkul g jo new member hain ya puranh inko chahiy k wo apni kamzorian door karain aur apni ghltio sy ziada sy ziada seekhain tab ap aik kamyab trader ban sskty ho aur phr apko forex trading main tension bi ni ho gi
                      • #1931 Collapse

                        Forex trading men hamare jo week point hain hamari jo mistakes hain hamen unko door krna chahiye jab tak ham apne week points ko khatam ni karen ge ham ache trader ni ban sakte hain.
                        Hamare liye zaruri hai k trading men ham se jo mistakes hon hamen inhen note kerna chahiye aur in pr bar bar paractice krni chahiye ta k in mistakes ki waja se hamen next time loss na ho.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #1932 Collapse

                          g trader ko apny weak points ko smjhna hota hay aor in ko trading main drust krna hota hay trader mistakes kabhy na kray aor trader ko market main good planing sy trade krny hay aor trader ko experience better kr kay trade krna hai aor trader forex trading main weak point ko thek kar lay aor trading main weak points ko use na kary
                          • #1933 Collapse

                            g bhai apki baat bilkul the hain trader ko cahye k apni ghaltio pai ziada concentrate krain is sy traders ko apni ghlatio ko thek krny main faida hoga or trader apni ghlatio ko thek kr skain gy
                            • #1934 Collapse

                              is main full focus say kam karna ho ga kun kay market main kam karty hain to kafi learning say kam karna ho ga kun kay learning karty hain to hi achi earning hasil ho sakti hay is main apny ap best kar kay market main kam karna ho ga ta kay trade ko use karna humary liye asan ho sakay humain demo ki help say trade ki learning karn ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                agar hum forex trading main apny weak points par focus karen gay to humari trading esmain behtar ho sakti hay aur humay chahiey keh es business main dil lga kar focus karen kyun keh tab he humari trading bohat achi aur kamyab ho sakti hay humay esmain theak say time bhi daina chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X