Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...
    Assalam o alaikum my dear friend umed karta Hon k ap sab khariyat sy Hon gy to main jab bhi trading karta Hon to oil par aksar karta Hon mujhy oil par Trading karna bahut acha lagta hy mujhy oil ki trading hamasha profit daiti hy main jab bhi trading Karon GA oil par Karon GA mujhy bahut acha lagta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

    Walaikum assalam dear friend ummid karta hun ki aap bhi theek Honge while preparing karna risky bahut hai itna Aasan Nahin Hai Jitna aap samajh rahe hain Kyunki isliye mood Karta Hai To iski Ek tips 0.01 lot ke sath hai aapko lost de sakti hai. 10 ka aap bhi Lagate Hain To Ek minimum lot size ke sath Bhi Ek maximum profit and loss Dega aapko chahie is per risk na len yah Kaisa risky Yeh Hai Jis per trade karna bahut Mushkil Hai Kyunki aapko Nahin Pata ke mobile market kis Taraf Jayegi iske liye aapko bhej Di gai hai kya fundamental analysis ko approve Karen Rachit reserve karne ke bad agar aap red Karenge to vah aapke liye fruitful Hogi aur use bolo ki vah aapko Achcha profit de sakti hai lekin Itna Aasan Nahin Jitna aap Karen took a gold aur oil donoUN bahut koshish Ki Hai
    • #3 Collapse

      Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

      agar hum expert trader hain to hamy gold pair main kam karna chahey agar hum new member hain to hamy gold pair ko trading ky liey chose nahe karna chahey hamy currency ko trading ky liey chose karna chahey hum is main live trading karty hain hum is main gar bath kar kam karty hai is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote yai aik international karobar hain
      • #4 Collapse

        Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

        ji theek hai mere bhai agar aapko yahan per mobile mein trading karna sham lagta hai to aapko main yahi advice dunga ki aap sirf aur sirf oil mein Hi training Karen agar aapko acchi profit hoti hai to aap oil mein add Karen hall mein main kuchh bhi ped karta hun yah bahut hi lajawab hai aur ismein bahut discrete manage karna padta hai ham
        • #5 Collapse

          Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

          Gee haan oil per trading kerna aasaan lagta hai lakin aisa hai nahin oil per trading kerna bahut mushkil hai iss mein jis tarah profit jaldi hota hai issi tarah iss mein loss bhi bahut tezzi sae hota hai aur account jaldi wash ho jata hai forex mein oil per trading tub kerni chahyea jub humara forex trading mein acha experiance ho jaye
          • #6 Collapse

            Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

            Oil par trading jtni ziada profitable hoti hai utni hi risky bhi hoti hai kiok oil ki market fast hoti hai aur oil ki movement bhi buht ziada ho jati hai oil mein jtni jaldi profit hota hai utni jaldi loss hota hai hum ko knowledge aur experience se hi oil par trading karni cahaiye nahin tu account bhi jaldi wash hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

              Curde oil per ek best business hay curde oil 🛢 per trading kanra bhut mushkil hota hay jin ka pas experience aur knowledge zadya hu gaa wo crude oil 🛢 per trading karna kio mushkil naii hay phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay isley hume kio treading karna hay tooo phly hukray pass experience aur knowledge ka honaa bhut zoure hay phir hum kamyab hu sakty hay phir acha profit hasil kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

                Ji han aapane bilkul theek kaha hai all per trading karna bahut hi Aasan hai Kyunki iski spread zero hai to Hamari Humne Itni trade open ki Hoti Hai vah bhi 10 Mai open Hoti Hai To iska mein bahut jyada fayda hota hai aur ham bahut jald hi profit book kar sakte hain lekin Hamesha crude oil Trend ke sath read Karen kabhi bhi friend ke muh Kala fried na Karen Varna aapka counter wash Karke Chhod Dega isliye crude oil per trade karne se pahle lajmi to appear analysis karne aur Chitra se chat score dekhle aur Udal ki news ko bhi dekh len Taki aapko loss nahore aapka account varshon se Baje bahut Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

                  Ye bhoht hi risky pair hy es pr maze bhi hn aur wash hone ka dar bhi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

                    Wa Alaikum Brother ji ham theek hn baat ye h k oil py trade krna asaan ho ga but mojooda situation ma oil, currency ar Gold sb py bai yaqeeni ki situation hai ar hamain us silsily ma apni aankh kaan khoal k trade krni ho gi no doubt oil boht profit daita h ar is ki markete b kafi taiz h but jitna profit milta h oil se utna risk factor loss ka b hota h bs hamain markete pe gehri nzr rakhni ho gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

                      Oil ke upar trading karna expert Banda ka kaam aur beginners aur learners ke upar trade Nahin Laga sakta Kyunki unko Iske bare mein koi experience Nahin Hota. Iske alava oil Ke Andar Se spread bhi nahin Hote isliye yah trader ke liye ek beneficial trade Hogi. Jo log expert hai aur usko Soch samajhkar karte hain vah Hamesha Kamyab bhi Honge oil ke andar trade Karke kafi earning krty hen. Oil pr trading krna best hy.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Oil par Trading karna asan lagta hy mujhy...

                        Oil k trade risky hoti hy risky trade lgana chaye jn ka account bara hota Hy choty account walon ko sirf pairs per trade lgana chaye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X