what is enemy in forex trding.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is enemy in forex trding.
    i think the greed and our emotions are enemy of aur trading .hm greedy ho jaty hn aur lot size zeada use krty hn lalich krty hn jis ki wja sy hm nakam hoty hn aur loss krty hn.ap sb ka is bary ma kia khyal hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is enemy in forex trding.

    Hello dear friends hopefully you all are fine and enjoying your weekend according to my personal opinion and my two year experience of Forex trading greedy and emotional trading Forex trading Mein Hamare sabse Bade Enemies Hain Jinse Ham kabhi baat nahin sakte hain Agar apni trading mein aapane lalaj aur jajbat se kam liya to laalach aur jajbat Hamesha aapko nuksan ki taraf le kar Jaenge Lala jaaoge is Baat Ko Sath Lekar aap kabhi bhi fayda nahin Utha Sakte
    • #3 Collapse

      Re: what is enemy in forex trding.

      Aj kal sari economy forex pr hi depend krti hy.
      Ye dunya ka sub say barra forex forum hy Jahn word level business hota hy
      • #4 Collapse

        Re: what is enemy in forex trding.

        I agree with you forex main greed and emotions hamary liye big enemy hai apny emotion sko co trol kerna seekh jaen aoko lamyabi zaroro mily gi and sab se pehly apko khud main se laluch ko khtam kerna hiva aver laluch ko khtam ker den gy to ye possible hi nahi hai k apko loss hi ager laluch hai to nakami hi miltinhai jab bhi trade karen oehky bug profit ka lakuch na karen eik rule k tehat hi kam kiya jay and greed se avoide kiya jay jab ap greed se avoide karen gy to emotion sko khud hi control ker len gy
        • #5 Collapse

          Re: what is enemy in forex trding.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ziishi پيغام ديکھيے
          i think the greed and our emotions are enemy of aur trading .hm greedy ho jaty hn aur lot size zeada use krty hn lalich krty hn jis ki wja sy hm nakam hoty hn aur loss krty hn.ap sb ka is bary ma kia khyal hy.
          Over trading jese k losshunay k forun bad trade lagana recovery k lie without any analysis bhi apki trading ko bhut effect karty hai,jub ap over trading mai involve hu jate hai to k loses ka time start hu jata hai q k apki ek trade loss mai band hoti hai ap dosri trade laga dete hai or revenge ki tarah kam karty hai, esi tarah bad analysis ki waja say wo trade bhi SL hit karadeti hai to wo revenge mai kam karty hai or ek k bad ek ka SL hit akradete.
          Last edited by ; 09-05-2020, 04:52 PM.
          • #6 Collapse

            Re: what is enemy in forex trding.

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men lalach aur jald bazi hamari enemy hen iss liay jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account jaldi wash ho jata hey aur jaldi men mistakes hoti hen aur bara loss ho jata hey iss liay jitna ho sakay lalach aur jald bazi se kam nah len
            • #7 Collapse

              Re: what is enemy in forex trding.

              forex trading me ap kay emotions and greed ap kay sub se baray enemy hain jub traders greedy mind set kay ho jatay hain tu wo forex me just profit ka sochay hain or har rules ko ignore kartay huey market me big risk letay hain or un ko loss ho jata ha jo emotional traders hotay wo apna decision market ki movement kay hisab se nehi emotion me letay hain or wo trades loss me chali jati hain
              • #8 Collapse

                Re: what is enemy in forex trding.

                Yes dear greed traders ki apni hoti hai lekin ye traders k against jati hai traders jitni greed krty hein loss us se ziada hota hai hamari trading mein greed ko bilkul finish hona chahiye phr hum profit bhi hasil kr sakty hein loss ko bhi easily recover kr sakty hein capital bhi increase hoga mtlb totally hamara faida hoga lekin sirf aik chez greed ko khatm krna hai.
                • #9 Collapse

                  Re: what is enemy in forex trding.

                  Assalam walekum bhai jaan aap Forex trading mein jo Hamara sabse bada aadami jo hai vah grade hai ki Ham Jitna Jyada grade karte hain lalach Karte Hain Tum Itna Jyada nuksan Hota Hai Hamara account was Ho Jata Hai Hamari trade loss Mein Chali Jaati Hai Iski Se bachne Ke Liye Hamen chahie ki Ham jo hai vah Sabse pahle Apne Lala ko khatm Karen aur uske bad hi Forex trading Mein trade karte ho Karen Taki Ham ismein acchi trader Ban sake aur daily basis per nahin kar sakte
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: what is enemy in forex trding.

                    Forex mein ziada loss greed se hi hota hai hum forex mein greed kartay han aur jab loss hota hai tu emotional trading kartay han js se loss hi hota hai hum ko greed kabhi nahin karna cahaiye greed mein hum lot size ziada laga kar trading kartay han js se loss hota hai tu account hi Wash hota hai aur jab loss ho tu emotions ko control karna zaroori hai emotions ko control nahin karain gey tu account hi Wash hota hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X