Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h
    G han dosto aap agr achi trading krna chahty hein tu sb se pehla kaam ye krna hoga k market ki direction dekhni hogi kionkeh hum sell ya buy ki trade open krni hoti hai is liye market ki direction bht important hoti hai kabhi kabhi market peak pe hoti hai us waqt lot size bhi acha use krna chahiye market ki direction dekhny se traders ko idea ho jata hai phr profit hasil krny mein mushkil paish nhi ati.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

    Ji han Jaise hi Ham market ko analyse karte hain jo sabse important aur Pehla step hota hai vah hota hai market ki correct direction ko find out karna means market Mein major trend ko find out karna FIR use trend yah use direction Ko Jab aap follow Karoge To aap successful Rahoge aur maximum bonus maximum profit achieve Karoge Kyunki Kahate Hain Ki trend is your friend aur sabse important hai ki Jab aap market ki direction Mein Hi trade Karoge direction market ki favour Mein trade Karoge to market aapko profit Degi Jab aap market ki Sevak against send Karoge To aapko loss hoga
    • #3 Collapse

      Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

      Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Main agri karta hun aapki baat Kanha Mein sabse pahle jo hai market ki movement Ko Jab Karna chahie ki market ki movement kya hai market rate kya hai aur Market kis train mein Munh kar rahi hai To Hamen is hadse trade apni Lagani chahie ki market ko follow karte hue time lagaenge tabhi Ham ismein cheated Laga sakte hain aur daily basis per acchi aur nahin kar sakte hain Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
        G han dosto aap agr achi trading krna chahty hein tu sb se pehla kaam ye krna hoga k market ki direction dekhni hogi kionkeh hum sell ya buy ki trade open krni hoti hai is liye market ki direction bht important hoti hai kabhi kabhi market peak pe hoti hai us waqt lot size bhi acha use krna chahiye market ki direction dekhny se traders ko idea ho jata hai phr profit hasil krny mein mushkil paish nhi ati.
        Trend ki term use hoti hai market ki direction klie forex mai, or trend ki 3 tarah ki type hai, 1st type hai long term trend, ye wo trend hota hai jo apko daily weekly or monthly time frame mai same nazar araha hota hai, 2nd type hoti hai medium term trend, ye apko Daily or H4 wale time frame mai nazar aiga or H1 mai bhi, 3rd type hoti hai short term trend jo k apko H1 say le kr M1 jese her chote time frame mai nazar aiga,, name k hisab say hi inki strentgh pai jati hai k jitna bara trend huga utna ziada maboot huga or jitna chote time frame mai nazar aiga utna hi weak trend huga.
        Last edited by ; 09-05-2020, 04:43 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
          G han dosto aap agr achi trading krna chahty hein tu sb se pehla kaam ye krna hoga k market ki direction dekhni hogi kionkeh hum sell ya buy ki trade open krni hoti hai is liye market ki direction bht important hoti hai kabhi kabhi market peak pe hoti hai us waqt lot size bhi acha use krna chahiye market ki direction dekhny se traders ko idea ho jata hai phr profit hasil krny mein mushkil paish nhi ati.
          Exactly are bilkul theek hai ki sabse pahle Hamen trading entry Lagane ke liye Jo Jaruri requirements Hoti Hai vah Complete Karni chahie unke market ke analysis bahut jyada Jaruri hoti hai main market ki Jor direction usko acche tarike se dekhna padta hai ki market ki direction kaun se side per hai Hamen isko Palan karte hue Apne trading intraday Karni chahie aur Chitra Chitra Kaise ham log market technical analysis complete Karenge Hamen Itni Jyada fayda hota hai isliye aap log koshish karen kya market Mein analysis course strong banaen aur acchi Tarah Se apni judgement complete Karen Taki aap Logon ki jo trading entry about profit Mein Ja sake
          • #6 Collapse

            Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jab market ki movement slow hoti hey tu trend ki samaj nhi ati iss liay wait karen aur jab market ki movement fast hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

              hamy market ke movement ko dakth kar kam karna chahey market har hafty main 2 din band be hote hai yai fridy ke rat ko band ho jate hain or yai monday ko open hote hain to is ke movement bohat fast hote hain hamy is ke movement ko dakth kar trade open karne chahey hamy aik time main aik he trade open karne chahey yai kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

                Market ki movement ko hum tab hi dekh saktay han jab hum market ki movement ko samjh saktay han hum ko market ki movement ko samjhna cahaiye aur ye dekhna cahaiye kay forex ki market ki movement up hai ya down hai agr hum market ki movement ko samjh jatay han tu hi hum trade open kar saktay han aur is se profit hasil kar saktay han market ki movement ko samjhna zaroori hai
                • #9 Collapse

                  Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

                  Ji bilkul market hamaisha trend mein move keeti hai hamaen market ke sahi trend ko janana ho ga ke wo kis taraf move ker rahi hai. Aur kis tarha move ker rahi hai. Aur hamaen hamaisha koshish kerni chahye ke hum trend ke sath sath trade karaen. Kyon keh jab market trend mein hoti hai tu wo maximum trend ko hi follow kerti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

                    Market ka trend dekh kr trading krn.
                    Trading positive way say krn.
                    ......
                    • #11 Collapse

                      Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

                      G hn bhai ap ny bilkul thk kaha ha hmen trade krny sy phly market ki direction k bary mn pta hona chahye k market kahan move kr rhe ha usk bad hi hum is mn kamyabi hasil kr skty hn isk lye hmen market ko analys krna chahye agr hum market ko analys kr k trade kren gy to hum kbi b nakam nhe hn gy or hmen success zror mily ge jab b hum trade open krty hn to hmen sab sy phly uski direction ko dekhna chahye or us mn graph ko dekh k hi market ki direction ka pta lgaya ja skta ha jis sy hum trade k bary mn achy sy smjh skty hn or hum trade kr skty hn tab hmen kbi b loss nhe hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Sb se pehly ye note krein market ki direction kis taraf h

                        Assalamu Alaikum aap sab khairiyat se Honge isko dekh liya na ke market kis site per is Baat Ka Khyal Karke FIR Kahan Shuru Kiya Karen market per Najar rakhne chahie Jaise Jaise market badhegi yaden Hogi Hamen Pata Hona chahie market ke bagair To Ham Chali Nahin Sakte market ko Dekhte Rahenge To Hamara kam Aur Bhi Aasan ho jaega market ko Humne dekhna hai market ke upar Hamari Najar theek hai agar market Ko Nahin Dekhenge To Hamen love sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X