Forex trding me nakami ki wja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trding me nakami ki wja

    Forex trading Mein Na Kami Ki Sabse Badi vajah market ka analysis na karna aur emotions ki madad se trade ko open ya close karna Shamil Hai Jis Insan ko acche tarike se market ka analysis karna aata hai vah maximum profit achieve kar sakta hai lekin Jis Insan ko market ke analysis ka Nahin Pata vah emotions mein tradeco open karta hai aur uski trade Hamesha loss Mein close hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trding me nakami ki wja

      forex trading main nakami ki wahi waha hain k stop loss ko use nhe kiya jata hain stop loss ek big account ko b wash hone say bacha deta hain forex man agar hum lallach karte hain tu pher b account wash ho jata hain is liye bina lalalch k jitne b trader hain ko kamyab hain or nakamyab wahi ho jate hain jo bina knowledge aur experience k kaaam karte han jo hard work nhe karte hain jo mehant nhe karte hain vo baar baar nakamyab ho jate hain kamyab hone k liye b aapko bhot hard work karne ki need hoti hain
      ​Sadaf Khan
      • #18 Collapse

        Re: Forex trding me nakami ki wja

        Forex trading mn nakami ki sb sy bari wja trading knowledge ka na hona h r kch log bgair strategies r planning k trade start kr dety hain jb unhn loss hota h to wo disheart ho kr forex ko chor dety hain agr forex trading mn kamyabi hasil krni h to forex ki complt malomat ka hona zarori h
        • #19 Collapse

          Re: Forex trding me nakami ki wja

          Pak forex business mein trading kani bhe bagir experience or knowledge ke nahi kerni cheye kuin ke pak forex business trading mein nakam tab hoty han jab hamre pass acha knowledge or experience nahi hota analysis kerna nahi ata market ko watch kerne ka experience na hone ke waja se ham trading mein nakam hoty han or jaldbazi or lalach kerne se bhe achi success hasil nahi hoty hay
          • #20 Collapse

            Re: Forex trding me nakami ki wja

            Pak forex trading ma nekmi ke waja hum treading ma, bhut zadya jadlbazi karty hay aur bhut zadya larch karty hay trading close kanry isley pak forex trading nekmi ke waja bhut zadya hay
            • #21 Collapse

              Re: Forex trding me nakami ki wja

              Aapane bilkul theek kaha hai hamen apni mistakes ko avoid karna chahie mistake ho jaane ke bad Dil nahin aana chahie balke use mistake se hamen sikhana chahie jab tak Ham apni mistake se kuchh nahin sikhenge tab tak Ham apni jindagi mein kamyab nahin ho sakte forex trading bhi ek aisa Hi platform hai ismein aap jitna apni tradend se sikhenge utna hi aap apne aap ko apne last se bacha sakenge agar aap apni life se Khushi ke nahin to aap forex trading mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte
              • #22 Collapse

                Re: Forex trding me nakami ki wja

                forex trading min kami ki vajah sabse badi yah hai ki Ham usmein learning nahin karte balki apne mujhe ke sath dete Hain uske bad hi ham
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trding me nakami ki wja

                  forex trading me nakami ki waja traders kay pass knowledge ka na hona ha jub traders kay pass knowledge nehi hota ha tu traders market me analysis kartay huey mistake kartay hain or mistake hone ki waja se loss hona start ho jata ha aisy traders jo greedy hotay hain wo bhi nakam ho jatay kyun wo big risk letay hain or account zero ho jatay hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trding me nakami ki wja

                    Trading aik best business hai lekin iss ko agr samjh kr kiya jaye kun k forex se benefit leny ka hr koi sochta hai lekin le nhi pata is ski khas wajha hai non serious attitude agr hum apny work se diljispi zahir nhi krenge to forex ma kamyabi bht muskil balky na mumkin kam hai iss liye trading k liye pehly apnea p ko tayr krna chahyie uss k bd phr trade open krna chahyie iss se hmry win k chances zaida ho sakty hain forex ko samjhny ki zurart hai na k darny ki iss liye forex ka sath den aur apna kam achy se kren thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trding me nakami ki wja

                      Forex trading min kami ki vajah yah hoti hai ki aap log bagair soche samjhe trade laga dete Hain aap log market ka bilkul analyses nahin karte aap log mehnat bilkul nahin karte aap logon ko jo bhi signal deta hai aap usko follow karte hue aap trade laga dete Hain Jo ki bahut hi galat baat hai aap log khud kam Karen kisi ke signal ke upar depend na Karen aap log market ko samjhaie market ka analyses Karen uske bad hi aap log kam Karen aap jab new member Jude hain aap shuru shuru mein demo account per kam karte rahen aur vahan per kamyab Ho jaen
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trding me nakami ki wja

                        Pak forex trading account ma sub se Bari nakami ki waja ye hai k lalach aor apni marzi se trade ko open karna ..koi bhi trade agar open krni hai tu sub se market ko analysis karna sekhna hoga aor kabhi bychas koi trading acha profit bana lagty tu Hume lalach a jata hai aor apni marzi se aor ziada trades ko open karna shuro Kar dety Hain Jes ka results ma hmesha nakami hovi hai q k na tu market ka kuch pata hota k aj uski movement kya hogi wagra wagra ..
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trding me nakami ki wja

                          Forex mn nakami ki main vja lack of knowledge and lalach ha..kyun k jb forex k baray sahe tarha say ilm nai hota aur lalach mn a k bri bri lots lgai jati hain to aksar surto mn account wash ho jata ha. Me yeh samjhti hun yeh forex mn nakami ki bahut bri wajohaat hain. Agr hum thora sa work krain aur sahe tarha forex pay kam krain to agr yeh khamian door krain to bahut had tak forex mn kamyabi mumkin ha . Lekin main jo vja ha forex mn nakami ki wo yahe knowledge ki kami aur lalach ha.
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trding me nakami ki wja

                            Forex trading business Mein Na Sami Ki Sabse Badi vajah Hamara kam experience per Hamara kam knowledge hai agar Ham apni trading kinship improve Karen aur apne knowledge ko increase karne ki koshish karen to Ham easily Forex trading business Mein market ka message karte hue Apne knowledge to use karte hue profitable trade select kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain bahut se log Forex trading business Mein emotional of trading karte hain aur sometime loss me apni trade close the date Hain Aise traders Forex trading business Mein nakam Hote Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trding me nakami ki wja

                              Mere mana hay ke ye ye waja hain nakami ki.
                              1. Learning ka na kerna proper.
                              2. Trading ka experience na hona.
                              3. Lalach kerna kr Sabar na karna.
                              4. Lot size big use kerna.
                              5. Trade me SL use nai kerna.
                              or Sab se main baat ke loss hone ke bad usey learn na kerna ke mistake kahan horai hay kia kami hay umey takey hum usey pura karke kamyab hosakein.
                              Mahereen or apsab ki nazar me kr bhi wajuhat hongi.
                              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trding me nakami ki wja

                                Forex Treading mn nakam hony ki bahut si wajohat hain Kiun ky forex mn Kam krana bahut riski hota hy har kam souch samjh kr krana hota hy forex trading mn bahut sy log sirf es waja sy nakam hoty hain ky jab wo treading krty hain market mn entry lety hain tu un ky pas na tu acha experience hota hy aur na acha knowledge, tu jab wo treading karty hain tu wo tread loss mn hi jati hy tu i think hum ko tab tak Treading nh krni chahie jab tak hamry pas acha experience aur knowledge nh j jata hum ko forex trading mn laluch nh krni chahie lot ka use Kam sy Kam rkhana chahie market ko analysis kr ky market mn entry leni chahie insah Allah hum acha porfit pick kr sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X