Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai
    My dear Forex members Jaise ke dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai agar Hamen Forex trading market se starting Mein loss Ho Jaaye To Hamen se pareshan Nahin Hona chahie aur na hi ghabrana chahie aur na hi Hamen emotional hokar trading Chhod Deni chahie Kyunki Agar Hamen starting Mein loss hota hai aur ham apni mehnat ko Jari rakhte Hain To Inshallah Hamen Ek Din profit bhi Jarur hoga isliye Hamen lost se Gujara kar trading Nahin chhodana chahie Bal ke apni mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Har Haar Ke Aage Jeet hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

    Harr dar ke aage Jeet hai dar ko khatm karna hai aur jisko aapane apne liye ek aisa golden rule banana hai ki aap kamyabi ke liye din raat mehnat Karen aur aapki dar khatm Ho jaaye yahan ek bahut hi important message sab trader ke liye ke forex trading main aap ka dar kaise khatm ho sakta hai yah bahut hi simple hai ki agar aapane forex trading mein apna confidence level hi kiya aur aapane mehnat ki hardworking skin wale log bhi kabhi bhi pareshan nahin hote aur kabhi bhi Na Kam nahin hote aur unke dar forex trading mein khatam ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

      Bilkul dar k aagy jeet tabhi milti hy k ham us dar ko bagany k liay mehnat krty hen yhan forex me b aesa hi hay k loss ko overcome and finish krny k liay hmen mehnat krni prti hy tbi hmen kamyabi milti hy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
        My dear Forex members Jaise ke dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai agar Hamen Forex trading market se starting Mein loss Ho Jaaye To Hamen se pareshan Nahin Hona chahie aur na hi ghabrana chahie aur na hi Hamen emotional hokar trading Chhod Deni chahie Kyunki Agar Hamen starting Mein loss hota hai aur ham apni mehnat ko Jari rakhte Hain To Inshallah Hamen Ek Din profit bhi Jarur hoga isliye Hamen lost se Gujara kar trading Nahin chhodana chahie Bal ke apni mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Har Haar Ke Aage Jeet hoti hai
        G haan Agar aapko is business mein loss hota hai to aap ismein bahut kuchh sikhate Hain ki loss hamesha ose vajah se hota hai Jahan per aap mistake karte hain isliye hamen chahie ki Ham apne mistake se sikhe aur apne loss se apne aap ko expert banaen kyunki aise hi koi bhi member is mein expert Ban sakta hai aur hamen bhi chahie ki Ham jagah mehnat se kam Karen Taki baccha fayda is business se Hasil kar sake.
        • #5 Collapse

          Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

          G han bro apki baat theek hai jb aik kaam ko bar bar krny ki koshish krengy tu us mein expert ban jaty hein loss tu hota hai trading mein lekin jo experience milta hai woh next trading k kaam ata hai jis mein loss kam hoty hoty khtam ho jata hai phr profit start ho jata hai hamein mehnat aur hinmat se trading krty rehna chahiye success zaror milti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

            Daer agr hm log apny mistake ko sahi nahi karty hy tu main kehat hun ky bahut hi mushkil ho ga ky hm log is marekt main sasani ky sath kam nahi kar sakty hy wesy koi mushkil kam nahi hy laikn agr nahi karty hy tu amin lkehat hn ky kamaybi ky sathh tarde ki jay gi tu bahut hi asani ky sath is kam ko smajha ja sakat hy wesy koi msuhkil kma nahi hy agr samjh kar ki jay t u kamayb ho skaty hy.
            • #7 Collapse

              Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
              My dear Forex members Jaise ke dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai agar Hamen Forex trading market se starting Mein loss Ho Jaaye To Hamen se pareshan Nahin Hona chahie aur na hi ghabrana chahie aur na hi Hamen emotional hokar trading Chhod Deni chahie Kyunki Agar Hamen starting Mein loss hota hai aur ham apni mehnat ko Jari rakhte Hain To Inshallah Hamen Ek Din profit bhi Jarur hoga isliye Hamen lost se Gujara kar trading Nahin chhodana chahie Bal ke apni mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Har Haar Ke Aage Jeet hoti hai
              ji bilkul sahi Kaha Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai waise hi loss ke bad profit hota hai Hamen Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie aur Agar Ham zyada mehnat Karte Hain To Apne loss ko recover karne mein Kamyab hote hain loss se Darne wala trader kabhi bhi successful nahin kar sakta loss ko manage karna sikhen Kyunki Jab aap apne loss ko manage karte hain to our Profit Lene Mein Kamyab Hote Hain kamyabi ke liye sabse zyada zarurat experience knowledge ki Hoti Hai jisse Hamara bahut fayda Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaqi568 پيغام ديکھيے
                Bilkul dar k aagy jeet tabhi milti hy k ham us dar ko bagany k liay mehnat krty hen yhan forex me b aesa hi hay k loss ko overcome and finish krny k liay hmen mehnat krni prti hy tbi hmen kamyabi milti hy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
                Aapane bilkul theek Kaha Hamen Aisa Hi karna chahie ki kamyabi Hamen aise hi milegi۔
                • #9 Collapse

                  Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
                  My dear Forex members Jaise ke dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai agar Hamen Forex trading market se starting Mein loss Ho Jaaye To Hamen se pareshan Nahin Hona chahie aur na hi ghabrana chahie aur na hi Hamen emotional hokar trading Chhod Deni chahie Kyunki Agar Hamen starting Mein loss hota hai aur ham apni mehnat ko Jari rakhte Hain To Inshallah Hamen Ek Din profit bhi Jarur hoga isliye Hamen lost se Gujara kar trading Nahin chhodana chahie Bal ke apni mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Har Haar Ke Aage Jeet hoti hai
                  Dear ais market mai ap tab tak loss karty rahy gay jab tak ap khud ko sahe nai kar lety hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai learning karni ho gi aus k baad ap ais market mai agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi k liay planing karni ho gi ais market mai ap ne agar acha profit hasil karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai loss ko khatam karny k liay apni trading strategy par work out kary tab hi ap ko ais mai faida ho ga,
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

                    gee han dear app nain theek kaha hai loss kay bad hum profit he hasil karty hain hamain chahya kay hum forex main dil say or mahnt kay sath kam kairn gay to he hum ismain kamyab hon gy forex aik best online business hai haain mahat karni ho ge pher he hum is main acha profit hsil kar lain gay forex main acha kam he kamyabi ke zamanat hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

                      Koi bhi kam jab new start kiya jata hai to uske bare mein members ko itna jyada idea nahin hota hai ki usko kis tarah se karna hai aur form per bhi jab koi bhi member new join ho jata hai to usko bhi yahan ke mahaul ka sahi se maloom nahin hota hai aur yahi vajah hai ki member jahan per start mein jab trading karte hain to unko loss ho jata hai lekin waqt ke sath jab vah isko learn kar lete hain to use loss ke bad unko profit bhi hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

                        Ya bhi ho sakta hy us ki ik reason hy hum apni life ko spend kerty hy to ya dar hota hy k hum ko kise bhi time death bola sakti hy same us hi traha ya business hota hy jab hum ko loss ho jawta hy to phr hum ko waite hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaise Dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: msarwar7861 پيغام ديکھيے
                          My dear Forex members Jaise ke dar Ke Aage Jeet Hai vaise hi loss ke bad profit hai agar Hamen Forex trading market se starting Mein loss Ho Jaaye To Hamen se pareshan Nahin Hona chahie aur na hi ghabrana chahie aur na hi Hamen emotional hokar trading Chhod Deni chahie Kyunki Agar Hamen starting Mein loss hota hai aur ham apni mehnat ko Jari rakhte Hain To Inshallah Hamen Ek Din profit bhi Jarur hoga isliye Hamen lost se Gujara kar trading Nahin chhodana chahie Bal ke apni mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Har Haar Ke Aage Jeet hoti hai
                          Jis Tarah Har Dar Ke Aage Jeet Hoti Hai ISI Tarah Forex trading Mein loss ke bad prapt hoti hai agar Ham Forex Mein loss hone per Pareshan Aur mayus Ho Jaenge to profit Hasan nahin kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham Prabhas karne ke liye Jyada mehnat aur Lagan se kam Karen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X