Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti
    Forex trading kertay huay koi bhi trade nuqsaan nahi daiti hai. Traders ko apni trade mai loss bhi hoto usay next time kay liye bohat acha experience zarur hojata hai. Forex trading kertay huay Agar traders apni soch ko positive rakhain tou bohat faida uthaya jaa sakta hai. Forum members ko bhi iss pay focus kerna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

    No brother aisa possible nahin Hai hamen trading se lost bhi Ho jata Hai jab hamari Koi trade trend ke against move karti Hai to hamen lost start ho jata hai isliye hamen try karni padati hai ki hamara experience good Ho jab hamara experience board hoga to hamen bahut hi kam loss milega aur agar hamara experience board nahin hoga to fir hamen trading mein loss bhi ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

      Very good post dear friend aapki post bahut jyada motivational hai aur appreciation ke layak hi dear friend aapki baat bilkul theek hai ki Hamen koi bhi trade nuksan Nahin Deti Bol Ke Jab Ham Koi mistake Karte Hain To Hamen vah mistake experience deti hai ki aap next time is mistake se avoid Karen aur behtarin aur Achcha trader vahi hai good quality traders vahi hai jo apni galti se Sabak sikhane Hamen chahie ki Jab Bhi Hamen loss Ho To Ham apni self-assessment Karen aur Dekhenge Ham Ne kaun si galti ki thi Jiski vajah se Hamen Itna loss hua hai aur next time ke liye use problem ko use Galti ko fix Karen aur avoid Karen
      • #4 Collapse

        Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

        koi bhi trade hamara nuksan nahin karti hai Ham apna nuksan khud karte Hain jab hamari trading theek nahin hoti hai tab hamen nuksan hota hai aur agar Ham theek tarike se trading kar len to fir hamen nuksan nahin ho sakta hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham hamesha hi acchi tarikese trading Karen Taki hamara nuksan Na Ho aur hamen hamesha hi Munna sar milta Rahe
        SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
        • #5 Collapse

          Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

          Agar Ham galat rate lagaenge To Hamen loss Hoga Agar Ham Sahi train lagaenge To Hamen profit hasil Hoga Hamen ek time Mein Ek Hi trade Lagani chahie Hamen market ke aap aur down ko was Karke Ek time trade ko aik bar he open karna chahey karne yah Ek aisa karobar jo ky kabhi bhi band Nahin ho sakta Ham Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur ham isliye raat mein bhi kam kar sakte hain yai aik online karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

            dear g han ap nay acha swal kia hay agar ham nay kamyb hona ahy to is main ham ko kabhi bhi kisi trade ko loss think kr k close nahi karna ho g is main ham ko chye k ham is main chye ho g k ham is main best sa best kam ko achay say acha kam ko karty rahna ho g is main ham ko hemat nahi harna ho g
            • #7 Collapse

              Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

              koi bhi kaam loss de sakti hai ham ne is mein agar mehnat ki hai to hmain loss nahi ho ga agar ham mehnat se kaam karne ke liye hmain buhat hi acha kaam karna hai agar ham ne kaam karna hai to hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain demo pe kam karain ta ke hmain acha knowledge ho to ham market mein kaam kar sakte hain ta ke ham achi earning kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

                اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                Forex trading kertay huay koi bhi trade nuqsaan nahi daiti hai. Traders ko apni trade mai loss bhi hoto usay next time kay liye bohat acha experience zarur hojata hai. Forex trading kertay huay Agar traders apni soch ko positive rakhain tou bohat faida uthaya jaa sakta hai. Forum members ko bhi iss pay focus kerna chaiye
                g han apne thek kaha hmen forex treading krte hue chae k ham apni ghaltion se sekhen aur forex treading krne kly hard work kren qun k hard work k beghr ham kabi bi succcess hasil ni kr sakte agr ham se koi ghalti ho jati hy to hame ise koi na koi sabq mil rha hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

                  G han dear tradin8mein koi bhi trade balance ko loss deti hai lekin experience ko faida deti hai kionkeh next time traders management kr k trading krta hai jis mein usko last mistake yad hoti hai is liye loss bhi learning ka zariya hai kuch na kuch seekhny ko zaror milta hai hamein loss se preshan nhi balkeh faida uthana hai next time experience se trade open krny se loss nhi hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

                    Assalamu alaikum dear aisa nahin hai trade use waqt nuksan nahin deti jab aap market ko Puri tarah analysis karna Sikh lenge to aapko koi bhi trade open karenge to nuksan nahin hoga agar aap market ko analyser karna nahin jante to koi bhi trade open karenge to aap nuksan degi
                    • #11 Collapse

                      Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

                      Aisi trades ke jane ko open karne se pahle koi bhi member acche se manage nahin karta hai ya fir uske liye market ko sahi se analyse nahin karta hai vahi trades aisi trade hote hain ki jo loss deti hain aur trading ke liye members ko sahi se sab kuch manage kar lena hota hai aur uske bad hi trading karne mein kamyabi hoti hain Kisi bhi trade mein success hasil kar lena itna aasan nahin hota hai ki jitna members isko samajh lete hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Koi bhi trade nuqsaan nahi daiti

                        Ye har kise ki apni soch hai kiok jo log new han aur learning kartay han tu un ko agr loss hota hai tu hota tu loss hi hai lakin next time kay leye aik acha experience hota hai kiok is experience ko hum next time trading mein use kar saktay han aur jo loss hota hai us loss se next time bach saktay han is leye learning to karni hoti hai hum ko har trade mein js traha bhi ho learning karni cahaiye loss ho phr bhi learning karain profit ho phr bhi learning karain is traha hi acha experience hota hai aur ziada experience kar kay phr profit hi hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X