Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai
    Dear Assalamualaikum ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur form the enjoy kar rahe honge Forex trading is risky kam hai aur is main loss apni hi galti ki vajah se hota hai jab ham overconfidence ke sath kam karte Hain proper analysis ke sath Kam nahin karte Forex trading mein loss hota hai brother analysis aur confidence ke sath trading karenge profit gain kiye ja sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

    is forum main hmain learning karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market man hamain rules ko follow karna ho ga tab hi hum achi earning h saky gi aur hamain loss sayy bachny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum run karien gay aur hamain trnd ko use karna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

      jab Ham market mein proper analysis ke sath working nahin karte hain din hamen loss ho jata hai hamen chahie ki ham always hi market mein proper analyses ke sath working Karen den hamen loss nahin hoga kyunki jab Ham good working karenge to apne dost per control kar lenge sau hamen good analyses ke sath working karni chahie den hamen loss nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

        trading mein nuksan hamare jajbat ki vajah se hota hai agar Ham trading mein apne jazbaat per kabu rakhte Hain to hamen nuksan nahin hota hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham hamesha hi apne jazbaat mein kabu rakhte hue trading Karen tab hamari trading acchi hogi aur agar Ham apne jazbaat per kabu nahin rakhte Hain to hamari trading kabhi acchi nahin hoti hai aur ham fail ho jaate Hain
        SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
        • #5 Collapse

          Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

          dear g han ap nay acha swal kia hay agar ham nay kamyb hona hay to is main ham ko lalach ko mind main set kr k kam ko nahi karna ho g is main ham ko ityat k sat apnay kam ko last tak karty rana ho g is main ham ko kabhi bhi lalach ko mind main set kr k kam ko nahi karna ho g is main ham ko ityat k sat apnay kam ko karty rana ho g .
          • #6 Collapse

            Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

            Jab Ham kam karte hue Koi mistake kar dete Hain To Hamen loss ho jata hai Hamen loss hone Ki Har EK waja ko Sahi karna chahie phner he hum agy bar sakte hain aur Market Mein Run kar sakte hain Ham ismein aik time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein part time kam kar sakte hain market 24 ghante open rahte Hai Hamen is Mere time table Banakar kam karna chahie Agar Ham new trader Hai To Hamen currency Mein kam karna chahie euro USD currency sabse best currency hain
            • #7 Collapse

              Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

              humain loss es wajha say hota hy jub hum es main achay say kam nhi kurtay haain agar hum es main achay say kam nhi kurtay hain tub humain es main loss hota hy es lyay humain es main fresh mind say he kam kurna chahiyay:1f60e: orv es kay sath sat humain active ho kur kam kurna chahiyay or es main humain kam kurnay kay liyay market ki achay say analysis kur kay he kam kurna chahiyay or es kay sath sath humain es main laluch say kam nhi kurna chahiyay or es main humain agar hum laluch say kam kurtaya hain tub humain es main loss hota hy es lyay humain laluch ni kurni chahiyay or forex maain humain apni achi performance dayni chahiyay:1f44a:
              • #8 Collapse

                Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
                Dear Assalamualaikum ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur form the enjoy kar rahe honge Forex trading is risky kam hai aur is main loss apni hi galti ki vajah se hota hai jab ham overconfidence ke sath kam karte Hain proper analysis ke sath Kam nahin karte Forex trading mein loss hota hai brother analysis aur confidence ke sath trading karenge profit gain kiye ja sakte hain
                Ge ha senior member over ck fidence nahi hona chaua aur bhut soch samaj ke sat treading karna chaya is se hum loss se bach sake ge aur is ke her member ko chaya ke wo her treading karne se phele market ka achi tareeke se analysis kare is se achi earning hasil kar sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                  loss hony ki bht hi ziada wajoohat ho sakti hein
                  1. knowedge aour experince key bina trading krna
                  2, trading mein gred aour juldbazi sey kaam lena
                  3 kisi key tips ko folow kery huy tradig kernuy sey bhi akser lodss hota hy
                  4 high expectations ki wja sey bhi loss o sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                    Dear traders ko loss different reasons se hota hai is mein traders mein kuch kami hoti hai mtlb experience aur knowledge na ho tu loss hota hai jb blindly trade open krein ya without analysis ya phr risky pairs mein order place kr dena aur big lot bhi iski reasons hein agr experience hai tu in baton ko mind mein rakh k trading krein tu loss nhi hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                      Forex mein humain loss apni ghaltioun ki wajah sae aur forex ko na seekhnay ki wajah sae hota hai forum main hmain learning karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market man hamain rules ko follow karna ho ga tab hi hum achi earning h saky gi aur hamain loss sayy bachny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum run karien gay aur humain trend kay mutabiq trade kerni ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                        bro agr hum kisi kam men loss.hoty hen to uski sb sy bri wjah us.men mehnat ka na krna hy aur hard working ka na krna hy jiski wjah sy hum loss hojaty hen agr hum ye sb kuch krny k bawjoob bhe loss hoty hen to hum ko es men planing tbdeel krna ho ge aur es men hum ko aur experience ka bhe ziyadh istemal krna hoga aur miyari kam krky he hum es.men kamyab ho skty hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                          Court question dear aapane bilkul Sahi sawal Kiya hai loss hony ki sab se bari waja ya hoti hy k hum jab hum trading krty hain to hum apny jazbat our emotional ko control main nahi rakh ker kam krty hain jab hum apny jazbat our emotional ko control nahi krain gy to hum kabhi bhi kamyab trade nahi ker skain gy is liay humain.chahie k hum jab trading krain to apny jazbat our emotional ko control main rakh ker kam krain gy to hi hum kamyab ho skain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
                            Dear Assalamualaikum ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur form the enjoy kar rahe honge Forex trading is risky kam hai aur is main loss apni hi galti ki vajah se hota hai jab ham overconfidence ke sath kam karte Hain proper analysis ke sath Kam nahin karte Forex trading mein loss hota hai brother analysis aur confidence ke sath trading karenge profit gain kiye ja sakte hain
                            Walakum Slam loss hone ki sab se badi wajha jald bazi ho sakti hai our agar ise kahan jai ke ye loss ki 1st wajha hai to ye ghalat nhi hoga is lye hamain jald bazi se trading nhi karni chahye our hamesha analyse ke sath trading karni chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamen loss kaun si wajuhat ki vajah se hota hai

                              Members ko loss ho jane ki koi bhi ek vajah nahin hai aur jiski kafi wajah hai jiski vajah se members ko loss ho jata hai aur member jab achcha kam karte hain aur trading ke liye practice ko jyada continue karte hain to is tarah se unko loss nahin hota ya fir agar loss ho bhi jaaye to unko kam hota hai lekin members ko khud per hi depend karta hai ki vah apne liye kaisi practice ko continue kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X