Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.
    Dear members koi bhi kam ho us ko karny ki aik capacity aur limit hoti ha aur apki jitni bhi limit aur capacity ho us se barh k kam na kren q yeh apki sehat k lia nuqsandeh ho sakta ha. Dear members hum aksar apni family aur paisy k chakar main bht ziada overload mrhnat krty hain aur apni sehat kharab kr baithty hain aur uska nuqsan yeh hota ha keh kharab sehat main bhi kam ni ho sakta. Is lia utna kiya jaye jitni capacity ho apni sehat ka khial rakhen.thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

    forex mai hamy himat sy kam karna ho ga pher he hum passia kama sakyg y hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara accunt baned ho jy a hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kr sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss hi jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

      Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex main kabhi bhi himat nahi harni chahay hamain forex main acha aur high quality Walla kam krna chahay hamain forex forum main ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahnat krnaysy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain dil laga k kam krna chahay aur acha bonus hasel krna
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

        forex main humain es mian kam ko akrny kay ley humian es mai mahant say huamin es main kam karna ho ga our humian es main kam ko karty howy humian es main apne helth ka be khiyal rkhna ho ga our hum es mai experience ka our humian es mian knowledge ho ga tro he hum es main sucess ho skty hain hum es mai den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

          Jo insan apni himmat se jyada kaam karta hai agar to use kam ko kar leta hai to fir bahut hi acchi baat hai magar kya hua na kam rahata hai tu na vo jo usmein thoda kam karna tha vah bhi nahin kar pata aur kuchh bhi nahin kar pata hai.isliye aapko Apne motor battery kam karna chahie aapko yah dekhna chahie ki mere se kitni hai aur main itna kam kar sakta hun Tu kahaan par wo kaam kar loge.
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

            G han bro trading mein itna magan na ho jaen aur profit ki lalach mein apni sehat ka khayal rakhein utna work krein jitnna apki sehat afford kr sky kionkeh sehat hogi tu work bhi hoga is liye hr kaam ko timetable k sath krein tah k personal life bhi disturb na ho is tarah aap apni trading pr ziada concentrate kr paengy.
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

              Je han, apni sehat ko imprtance deni chahe, hamari sehat ho gi to ham kam kar saktyn gy, hamy achy work py focus karna chahe, serf quantity par focus karna hamary lae kbi achy bonus ka sabab ni bany ga, forum zayada posting karny walo ko aj b acha bonus ni deta, serf unko acha reward melta hai jo munasib kam karyn magar quality wala karyn,
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                forex online busienss min hum 24 ghanty kaam karin to bhi hum is min kaam ki limit ko poora nahin kar sakty hain isi lia hum ko chaye hum forex min otna ik kaam kairn jitna hmari sehat bardshat kar saky agr ham zaroroat sy ziyada kaam kairn to hamri sehenat khrab ho skaty hy agr sekhant khrab hy to hum firex min kabhi bhi kaam nahin kar pain gy isi lia ziyada kanry sy bhetar hy ka hum thors kaam kain..
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                  Bilkul theek baat ki hai aapane Hamen kabhi bhi apni sehat Ko Dekhe bagair kam karne ki koshish Nahin Karni chahie Agar Ham apni Himmat se maximum kam karne ki koshish Karenge To Ham bimar ho sakte hain aur apne kaam se Dur ho sakte hain Hamen Is Tarah ka koi Kam Nahin Karna chahie jisse Hamari sehat per Koi Koi Fark Aaye Aur Hamara Apne kam se link kharab ho Hamen Hamesha apni sehat Ka Khyal rakhne ki koshish Karni chahie Taki Hamari sehat ke sath Hamara kam bhi Behtar tarike se chalta Rahe aur ham Apne kam Mein acchi kamyabi ko Hasil Karte Rahe
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                    gee han bhai ye tu ap ne bilkal thek kaha hai is main hume apni seyat k mutabiq kam krna hota ha agr hum is main zada extra kam krein gey tu se be hume nuqsan ka samna krna pphrey ga is liye is main ap phaly se hi acha kam krein jise hamri seyat be achi rhe ur hum is main asani se kameyab be ho saken hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr k kam krte rehna lazmi h
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                      ji han dost apne ne theek kaha hamain apni sehat ka kbayal rakhna chahye our is ke sath sath jab hamari sehta achi hogi to ham kafi achi earning karne ke qabil ho sakian ge our hamari preshanian bhi kgatam ho jain gi our kaam karne main dil bhi laga rhe ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                        Dear members koi bhi kam ho us ko karny ki aik capacity aur limit hoti ha aur apki jitni bhi limit aur capacity ho us se barh k kam na kren q yeh apki sehat k lia nuqsandeh ho sakta ha. Dear members hum aksar apni family aur paisy k chakar main bht ziada overload mrhnat krty hain aur apni sehat kharab kr baithty hain aur uska nuqsan yeh hota ha keh kharab sehat main bhi kam ni ho sakta. Is lia utna kiya jaye jitni capacity ho apni sehat ka khial rakhen.thanks
                        Ji han Janab aapane bahut hi acchi baat ki hai Hamen Forex trading ke Business mein kam karne ke sath sath apni sehat ka bhi Khyal Rakhna chahie Kyunki Agar Hamari sehat acchi Hogi to hi Ham Forex Mein Achcha kam kar Sakenge isliye Hamen kabhi bhi apni sehat se aur Himmat se over working karne ki koshish Nahin Karni chahie isase Hamari sehat per Bura Asar padta hai Jiski vajah se Ham Forex Mein Achcha Kam Nahin kar paate isliye Hamen apni sehat ko Madhya Najar rakhte Hue Forex Mein kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                          g ha humhain ziyda over load ho kar kaaam nhe karna hain apni sehaat ka b bhot khayal rakna hain merket main profit hota rahy ga agar sehat nhe rahy gi tu profit b nhe rahy ga i sliye forex ki merket b yahi hain apni family ko b time dena hain pesa family k liye earn kiya jata hain agar haar time forex main work kiya jy haar time merket main pesa he pesa kiya jy tu sehat py bhot asar par skta hain aram k time aram karna hain or kaam k time kaam karna hain profti hasil karna hain tu merket hamesha yahi py hain profit milta rahy ga phly apni sehat ka khayal karna hoga jaaab tak sehat hain tab tak kamyabi hain
                          ​Sadaf Khan
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                            g han ap nay shi kha y humain itna kam kurna chahiyay jitna humaray main kam kurnay ki capicity hy humain es main utna he kam kurna chahiyay jitna hum es maain achay say kam kur saktay hain humain es main itna zyada kam nhi kurna chahiyay keh woh humari sehat pay effect kuray humain aisa bilkul bhi nhi kurna chahiyay q keh jub hum aisa kurtay hain to hum laluch kurtay hain or laluch kurnay say humain kbhi bi kamyab gain nhi hoti hy to humain aisa nhi kurnaa chahiyay balkay utna he kam kurna chahiyay jitna hum es main kur saktay hain or es main jub hum utna kam kuray gay jitna hum kur saktay hain tub hum es main achay say kam kuray gay :1f63b:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi bhi apni himmat se ziada kam na kren. Apni sehat ka khial rakhen.

                              Ji han aapane theek kaha hai Hamen Apne Saiya Tekari Uske mutabik kam karna chahie Agar Hamare Saiya chachi Hogi To Ham kam acchi Tarah Se Kar Sakenge acchi Rahi Hogi To Ham acchi Tarah Se Kam Nahin kar Sakenge to Agar Ham acchi Tarah Se Kam karna chahte hain To Ham chahie ki Ham apni sehat ko Behtar banaen aur apni Himmat ke mutabik ki kam Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X