Spread ko Ignore matt krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread ko Ignore matt krain
    Hamen spread ko ignore nahin karna chahie aur ek trade open karne se pahle yah Apne mind Mein Rakhna chahie ki spread kitna hai aur aap kis currency pair par trade Laga rahe hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread ko Ignore matt krain

    hamy spred ko kabe be ignore nahi karna caey hamy learning gain kara ky spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum profit kama saky gy forex aik best business hain hum is mai live trading kar sakty hain hamy experience gain kar ky market ke movement ko samj kar kam karna ho ga hum isy apna life time careeer be bana sakty hain yai aik best business hain
    • #3 Collapse

      Re: Spread ko Ignore matt krain

      Wesy spread ka masla nhi hota lekin agr pair ka spread kam ho tu trade spread k loss ko jaldi cover kr k profit mein run krny lgti hai jis k bad trader befikr ho jaty hein jis pair ka spread ziada ho us mein spread k loss cover hony mein kafi waqt lg jata hai is liye kehty hein kam spread waly pairs mein trading ki jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Spread ko Ignore matt krain

        G dear bahut acha thread lagaya hai ap ne hamyn spread ko kisi bhi soorat mein ignor ni karna chahye agar apka account balance kam hai tu ap aisy pairs par trading karyn jin ka spread kam ho kyun k jitna spread zayada hota hai itna he trade loss se strat hoti hai aur agar choty account par zayada spread wala pair loss mein jaye tu account wash ho jata hai is liye spread ko dekh k trade open karyn
        • #5 Collapse

          Re: Spread ko Ignore matt krain

          Dear humain spread ko watch Karke kam karna chahie hamen kabhi bhi apread ko ignore Karke Kam Nahin Karna chahie hamen learning join Karke kam karna hoga aur hamen lagakar mehnat se kam karna hoga tabhi ham kamyab Ho payenge
          • #6 Collapse

            Re: Spread ko Ignore matt krain

            Hamen Hamesha koshish Karni chahie ke Jis pair per Ham trading kar rahe hain uski sari information hamare pass maujud ho to vahan per Hamen surprise dena hai aur kahan per Hamen Commission ko dekhna hai agar Ham ine Baton ka knowledge Hasil kar lete hain to hamare liye Kisi bhi pair Mein kam karna aur acchi kamyabi Hasil karna Koi masla Nahi Rahega gold Mein Hamesha Yad rakhen separate hota hai aur crude oil Mein Humne Commission Dena hota hai agar Ham acchi trading Karenge To Ham ine donon Ko aasani se de sakte hain aur accha profit Hasil karne mein aasani se kamyabi ki taraf Ja sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Spread ko Ignore matt krain

              spreads jitna ziada ho risk utna ziada hota hy aour ager risk ziada hota hy to profit ziada hota hy ager ap ziada spreads waly pair per trade open kerna chahty hein to apk pas capital bhi acha hona chahiy iss key sath apk pas trading ka experince hona chahiy phr ap big spreads waly pair per trading kernuy per achi earninig bhi hasil ker sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Spread ko Ignore matt krain

                spread kisi bhi pair ka jitna ziada ho ga utna uss ka risk factor ziada ho ga aasan alfaz main agar kisi pair ka spread ziada hy to uss sy uss pair main profit aur loss ziada hota hy. laikan spread agar kam ho ga to risk factor kam ho ga yaani aap ko loss ka andessha kam ho ga iss ky sath hi profit bhi kam ho ga. issi liye agar aap begineer hain aur abhi ap ka experience itna nai hay aur na hi ap achy sy analyse kar sakty hain to ap kam spread waly pair par hi trade karain ziada waly par karny sy nuqsan ho sakta hy. iss ky sath sath agar aap ny ziada spread waly pair par trade karni hay to aap ky pas capital bhi ziada hona chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: Spread ko Ignore matt krain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AshiqNadeem پيغام ديکھيے
                  Hamen spread ko ignore nahin karna chahie aur ek trade open karne se pahle yah Apne mind Mein Rakhna chahie ki spread kitna hai aur aap kis currency pair par trade Laga rahe hain
                  ji han kisi bhi piar ka spread bbot zyada mane rakhta hai is lye hamain forex business main piars ke spreads ka khas kar khayal rakhna chahye agar ham in cheezion par dehan rakhte hain to hamain loss our profit use hisab se hota rege ga .
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread ko Ignore matt krain

                    Threading karte hue Hamen dekhna chahie ki Ham mistake na Karen Forex trading business Mein acchi profitable trading karne ke liye hamare pass Forex trading business ka knowledge Hona chahie Jitna hamare pass knowledge Hoga utani acchi Ham trading kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread ko Ignore matt krain

                      Pair sub main spread different hota hai dekh lena chahie Jis per kam spread Ho Usi par trading karne chahie ignore nahin karna chahie Kyunki Jab market Mein order place karte hain pahle loss Mein Jata Hai Commission cut hota hai FIR wahi market Apne level per Aati Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread ko Ignore matt krain

                        ji bilkul aapane sahi kaha hai ki ham log kabhi bhi Koi Kam nahin karna chahie aur hamen hamesha spread per focus rakhna chahie acchi tarah se Friday ko samajhna chahie tha ki Ham acchi tarah se aur acchi acchi tarah se soch samajh ke ki jaaye is tarah se aap ko bahut acchi tarah se bhi hoti rahti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread ko Ignore matt krain

                          aapko chahie ki aap market ke spread ko acchi tarah se samjho aur market ke spread ko samajh Kar aap bahut acchi tarah se trading kar sakte ho FIR aapko bahut acchi earning bhi hoti hai isliye aapko hamesha Forex main acchi tarah se soch samajh Kar Hi Kam karna hota hai tab hi aap ek acche aur kamyab trader band padhte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Spread ko Ignore matt krain

                            g haan yeh bata bilkul thaek hein keyu jab hum spread klo ignore krte hein to humen iska loss he hota hein is liya humen chahye hein k hum spread ko ignoire na krey keyu k humen stat main zayad experince nhi haot hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Spread ko Ignore matt krain

                              g ahmen spread ko kabhi bhe ignore nahi karna cheye hamesha he spread ko follow karna cheye or market ko analysis karty hoye he kam karna cheye tabhi hum kamiyab hongy..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X