Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye
    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

    ji aapane bilkul trade mein chhapi nuksan a jaaye aapane gussa nahin karna hai balki apne aap ko control mein rakhna hai mere sath bhi aise hi hota hai jab fat loss mein chali jaati hai to mere motion bahut jyada ho jate ho aur main apne aap par control nahin kar sakta aur galat trading ki vajah se mere aur training mein result aana shuru ho jaate Hain aapane hi nahin karna hai yah bhi forex trading mein hamari training kaisa hai ki jab aapko loss jyada ho jaaye to apne usse nahin karna aur give up nahin karna sabse important message sar new hai unke liye hai ki aur ismein loss ki Surat mein aapane jawab nahin karna aur aapane hamesha Mera ke sath aage jana hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

      Forex me thora bht loss to hota hi rehta hy us gabrana ni chy bal k khud py control rakhe forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

        aslamoalekum dekhhn dosto loos ya profit business ka hisa h .ik acha trader in dono soorton mn khud pr control rkhta h.loos hony pr b hymn preshan ni hona chy balky hesha achy ki umeed rkhni chy .ik bar loss hua to inshaalh agli bar profit b zaror ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

          Forex market Mein trade karte hue Ham Jab Bhi emotional Hote Hain To Ham apna hi loss Karte Hain Kabhi Bhi Aisa Nahin Hota ke yahan emotional hokar bahut Achcha decision Le Le Kyunki Jab Ham Apne emotions ko control mein nahin kar sakte to Fir Ham Koi Na Koi Itna Bada aur aur risk wala decision Lete Hain Ki Hamara account bahut jald Vas Ho Jata Hai Kabhi Bhi Is Tarah Ki trade open Nahin Karni chahie ki agar Hamen Bada loss Ho Gaya Hai To Ham news Moscow ek hi trade mein bahut jald recover karna hai Kyunki Is Tarah loss recover Nahin Hota lekin account was Jarur Ho Jata Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

            Bht he kmaal ki BT ki h apny ke hmain har trade par hosla dikhana chahye keh hmari trade loss m ja rhii hoto to hmain Gusa nii karna ya Khud ko low confident Ni smjhna chahye kabhi Na kabhi to Woh trade gain m lazmi aegii to hmain yeh chezain mind m rakh k agy Jana chahye yeh zarori h hmary liay
            • #7 Collapse

              Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

              dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko trade mn loss ho jay to preshan naen hona chayay balkay sabr aur hauslay k sath loss ko bardasht krna chayay aur loss ki waja jo mistake ho usay door krna chayay ta k apko dabara loss ho
              • #8 Collapse

                Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                jab hum galt trade laga daty han to hamy loss he hota hain hamy par sabar karna chahey or trade ko close kar dyna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                  forex main humian es main boht sbr say humian es main kam karna ho ga our hum es main agar humian es mian kam ko karty howy humain es main nuqasnho jata hian ya humara account be wash ho jata hian to humian es main phir say humain es main kam karn aho ga our humian es main mahant say humain es main trading kar kay humian es main sucess ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen.
                    Ji han doston Forex trading Mein kaam karte hue aapko chahie ki mehnat Karen aur jald Bazi bilkul na Karen Jo log mehnat karte hain aur jald Baji karte hain Vahi log loss Bhi Karte Hain aapko loss hone se pareshan Nahin Hona chahie aur aapko is per mehnat Karni chahie Sabar karna chahie aur apni Earning start Karni chahie
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                      Profit aur loss her business ka ek paath Hota Hai Jab Hamari trade last Mein Jaati Hai To Ham per bahut jyada emotions dominant Ho Jaate Hain jisse Hamen nuksan ka Khatra hota hai aur jab Hamari trade profit Mein Jaati Hai To Hamen bahut jyada excitement hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne emotions ko acche tarike se control kar sake Taki Ham Ek average ke hisab se apni trade score profit mein le Saken aur Yahi Tarika Hai account ko grow karne ka thank you
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                        G dear aapane bilkul theek Kaha Hai Hamari sari game Hamare emotions per hoti hai agar Ham Loss hone per Apne emotions ko control Nahin Karte To Hamen use Bhi Jyada loss ho sakta hai Hamen loss ke Waqt Bhi Aur profit Ke Waqt Bhi Apne emotions ko control Mein Rakhna Hota Hai Jab Ham Apne emotions ko control mein rakh Denge To Hamen ziada profit ke chances Honge aur loss ke chances kam se kam Honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                          ji haan dear friend ap ki baat sy agree krti hn main ye kehna chaon gi k koi b buisnes ho Pak forex ya koi b buisness ho loss buisnes ka hissa hai hmain agr busines main loss ho to hmain ghusy main control krna chy or us loss ko recover krna chy tbhi hmm kayaab hn gy .ik acha trader loss ohny py ghussy main control krta h or zeyada mehnt kr k hi succesful hota hai .hmain b chy Pak forex main agr hmain loss oh to hmain ghusy ko kaboo main rkhna chaiy or zeyada zeyada mehnt kr k kaamyaab hona chy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                            Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen.
                            Jas my dear Forex member Agar Hamari trade nuksan Mein Chali Jaaye aur Hamen loss Hone Lage To Hamen Apne gusse bar control karna chahie aur Hamen loss hone per emotional Nahin Hona chahie Agar Hamen loss ho raha ho To Hamen Sabar karna chahie aur na hi Hamen emotional hokar jaldbaji Mein ya gusse Mein Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie isase Hamen aur loss ho sakta hai aur Hamara account bhi Vas ho sakta hai isliye Hamen Hamesha Soch Samajh Kar aur Sabar ke sath Raksha market Mein trading Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade nuqsan me jane par ghusa pe control hona chaheye

                              Aisa Aksar hota hai ki Jab Mari trade laws Mein Jaane Lagti Hai To Hamen is per bahut jyada gussa a Jata Hai To Hamen chahie ki Ham Apne gusse per control Karen aur Hamesha Achcha kam karne ki koshish karen Kyunki Ham Agar Apne emotions ko control kar Jaate Hain comment Mein Kamyab and loss to is business Ka hissa Hota Hai Hamen Kabhi bich Mein loss hota hai to main kabhi bhi Himmat Nahin Harni chahie balki Hame Har condition mein ismein sahi tarah se kam Karte Rahana chahie Taki MS Mein Kamyab Ho chuke hain aur tabiyat Mein Kamyab ho sakte hain Jab Bhi Samay Har condition Mein acchi Tarah se kam kar Saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X