Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?
    Me nay yeh aksar note kea ha k Friday waly din rat ko market bahut ziyada slow ho jati ha bil kul halki halki movement hoti ha jb k baqi dino mn agr ap daikhain to Monday opening pay thori slow hoti ha ic k elawa baqi 4 din sahe volatile rehti ha aur sahe hal chal rehti ha. Mera sawal ha ap senior logo say k aisa kyun hota ha koi bta skta ha..kindly thora bta dain ta k meray zhen mn yeh sawal clear ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

    Forex ke business Mein Raat Ko maker bahut hi slow ho Jaate Hain Kyunki Friday Wale Din weekly bonus a jata hai aur bahut se log trading ki taraf Chale Jaate Hain Forex trading karna Shuru kar dete Hain Is vajah Se a Forex form per thread Banna kam ho Jaate Hain isliye Hamen chahie ke Hamen Jo Friday Wale Din jaldi jaldi Apne kam ko khatm kar lena chahie Friday Wale Din Hamen din ke time per posting Karke apni limit aur apne target to achieve kar lena chahie.
    Last edited by ; 08-05-2020, 11:33 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

      friday rat ko market es ley slow ho jate hian kay log es main trade lghgaty hian our markwt friday ko of ho jate hian humian es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho jaty hia hum es maikn den main be kam kar skty hian hum es main rat main be kam karskty hain hum es mai analysis ko use kar kay hum es mian trading karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
        Me nay yeh aksar note kea ha k Friday waly din rat ko market bahut ziyada slow ho jati ha bil kul halki halki movement hoti ha jb k baqi dino mn agr ap daikhain to Monday opening pay thori slow hoti ha ic k elawa baqi 4 din sahe volatile rehti ha aur sahe hal chal rehti ha. Mera sawal ha ap senior logo say k aisa kyun hota ha koi bta skta ha..kindly thora bta dain ta k meray zhen mn yeh sawal clear ho jaye.
        Ge ha forex member forex treadi g ka market fridy ko close hi e ke waja se slow hoti he is waja fridy ki aona tread ko ckose karna chaya aur mkndau ki pir open larna chaya take acha fayada hasil ho sake aur niksan se be bach sake
        • #5 Collapse

          Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

          choon k forex market nay friday night main close hona hota hay to es liay market main movement bohat slow ho jati hay bohat say traders apni trades close kar rahay hotay hain long term waly traders risk letay hain and open chor daitay hain jin k account and equity kafi bary hotay hain Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
            Me nay yeh aksar note kea ha k Friday waly din rat ko market bahut ziyada slow ho jati ha bil kul halki halki movement hoti ha jb k baqi dino mn agr ap daikhain to Monday opening pay thori slow hoti ha ic k elawa baqi 4 din sahe volatile rehti ha aur sahe hal chal rehti ha. Mera sawal ha ap senior logo say k aisa kyun hota ha koi bta skta ha..kindly thora bta dain ta k meray zhen mn yeh sawal clear ho jaye.
            Dear ais market mai ap ne agar dekha ho to ais market mai kai dafa moment hoti hai kabi fast ho jati hai market aor kabi slow ye nai keh sakty k ais market mai her friday ko raat k time par market slow hoti hai ais mai kai dafa buyyer aor seller zayda na ho to aus time market slow ho sakti hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

              Market ke slow ho jaane ki vajah yah hai ki market is waqt close ho jane wali hoti hai aur jab market closed hone wali hoti hai to uski movement bahut jyada slow ho jaati hai isliye har ek member ko chahie ki vah market close ho jaane se pahle hi apni friend ko acche se manage kar le aur aisi trade ke janme unko loss ho jaane ka khadsha ho Vaise trades ko close kar lena chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Friday raat ko marker bahut slow kyun ho jati ha?

                yes dear friday ko market buht slow ho jati hy q.k es din men bonus milta hy aur log bonus ky chackr men he jald trade kr lety hen aur apny friday ky kam ko jald he mukmal kr lety hen market bhe es wqt men close s ho jati hy jis ki vjah sy market slow ho jati hy aur uski movment buht jayadh slow ho jati hy es laiy hr member market ky close hony sy pehly he apna target mukmal kr leta hy aur kamyabi hasil kr leta hy

                اب آن لائن

                avatar Ayn
                avatar Aaadil
                Working...
                X