gold riski pair hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: gold riski pair hai?

    Ji dear bilkal, actually gold pair main risk to involve hay, laikin is risk main profit bhi bahut hay, bus is kay liye jo main requirement hay, wo yeh hay keh hamain is main experience ho, secondly hamari equity strong ho, q keh daily gold pair hain support and resistance points daita hay, in kay darmian hony wali movement say hamain tab he profit ho sakta hay, jab keh trade reverse hony ki surat main hamara account wash na ho or hum survive kar sakain, ja again trade hamari favour main aye to good earning possible ho sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: gold riski pair hai?

      G dear gold bahut riski pair hai aur iski movement bahut Tez hoti hai jo log beginners hote hain unhen koshish Karni chahie ki vah gold Ki Taraf Na Aaye ya sirf experts Logon ke liye hota hai agar Ham Start sy hi gold per trading karna start kar den to ise sirf Hamare account he wash Honge Kyunki ismein spread Jyada hota hai dusra ya Kisi bhi fundamental ko follow nahin karta yah apni Marzi se chalta hai isliye Hamen koshish Karni chahie ke Ham Gold per trade na Karen balke Jab Ham expert Bane tab Hamen Gold per trade Karke Achcha profit earn karne ki koshish Karni chahie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: gold riski pair hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
        hamain is forum main expeirence hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main part time main b i job kar skaty hain aur full time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum achy say earn ho saky gi ta k loss km ho saky aur hamain marke tmain trend ko use karna ho ga
        ji han dost apne sahi kaha gold ek riski piar hai our is main bhot zyada risk hota hai our loss ka dar har waqt rehta hai aksar is ki movement samajh se bahir hoti hai our logon ke account wash ho jate hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X