Kiya forum pe daily 4 threads karna zaroori hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya forum pe daily 4 threads karna zaroori hen

    Dear friends Forex men 4 threads ki limit Hoti hai to hamen chahiye k ye 4 threads quality ki r new informative topic wali kren ta k in posts men ziada sy ziada knowledge share ho r ziada sy ziada log apni posts kr sken is k ilawa hamen limit sy aagy ni chahiye no to is sy loss b ho skta hai preferably 4 ko poora kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya forum pe daily 4 threads karna zaroori hen

      G belkul forex business main daily kay target kaya hisab say humain sirf 4 he thread krna teak hea or 4 he thread krny caheyan our wo bhe 50 post krny Kaya baad thread itne zabardast krin Kaya reply both zada Milain humain youn humain bonus ke taraf say both banifet hea kosish krin Kaya pahly 50 post complete kar lain phre end main thread krin our thread ko both mayari banain
      • #18 Collapse

        Re: Kiya forum pe daily 4 threads karna zaroori hen

        Nahin zaroori Nahin ke Ham 4 thread hi Karen yah Hamen sirf Pakistan Forex form ki taraf se ek limit de di gai hai ki Ham daily basis per 4 Threads aur 50 post kar sakte hain Agar Ham apni yah daily basis per limit Puri Karte Rahte Hain To Hamen iska Achcha bonus Milta Hai Lekin Agar Ham ismein Kotahi Karte Hain To phr Hamara bonus bhi kam aata hai Jaise Ham acche trading nahin kar sakte
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Kiya forum pe daily 4 threads karna zaroori hen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
          Dear friends forum pe 4 threads daily ki limit hey iss liay 4 threads daily zaroor karen kiun k threads hon gi tu log reply posts bhi karen gey lekin 4 se ziyada threads bilkul nah karen kiun k iss se sub ka nuksan hota hey iss liay 4 threads achi quality ki full of knowledge aur new topic wali karen jiss se logon ko faida miley aur woh khush ho thanks Karen
          dear members agar a0 zyada bonus hasil karna chahte hain to ap ko daily ke 4 threads lazmi karne chahye kyun ke jab ap threads karte hain to ap ko thanks posts ki nisbat bhot zyada milte hain jab ap ke thanks zyada hon ge to ap ko bonus bhi zyada hi mile ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X