Big loss k waqt wrong decision Q lety hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Big loss k waqt wrong decision Q lety hein

    mera to yeah kehna jab humen forex k b ary main sub kuch sahe sy pata hoga to humen itna he profite haisl kar sakte hein phir hum zayda koie be loss nhi ho sakta hein keyu k humare pas jitne laernaing hogi hum itna he zayda profite haisl kar sakte hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Big loss k waqt wrong decision Q lety hein

      g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k forex forum mein jb hm kaam kr re hoty hein tu hmein apny mind ko calm rakhna hota hai q k agr hmein loss ho jae tu us condition mein hmein zayada pani nai hona cheheye balky apny mind ko fresh r active rakhna chaheye q k agr hm panic ho k trade krein gy to us se mazeed loss k chances ho sakty hein isi leye pur skoon ho k smghdaari k sath situation ko handle krein r loss ko cover up krein,..
      • #18 Collapse

        Re: Big loss k waqt wrong decision Q lety hein

        Assalamu Alaikumg jab big loss hota hai to recover karnay Kay iraday say double trade kar dete hain sometimes helpful to hota hai but sometime yeh nuksan b bhot de deta hai ap ka account zero b ho Sakta hai us waqt baitr yehi hota hai Kay ap trade ko ROK dain aur phir jab acha time milay to phir small trade karain.
        Thank
        • #19 Collapse

          Re: Big loss k waqt wrong decision Q lety hein

          yahi to aasal waja ha jub be trader greedy hota ha per us ko loss hota ha per wo gambling karta ha or wo samjhta ha k wo market say apna loss pora kare ga laken market ka to koi be pata nahin chalta ha is leya tension free ho ka daily ka 1 he trade karen or us me chahay loss ho ya profit market ko close karen bas per agly din trading karen,
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Big loss k waqt wrong decision Q lety hein

            jub hamen market main loss hota hai hamara mind kam nahi kar raha hota hai jiski waja sa hamen bhot tensions hoti hain or un tensions ki waja sa hum wrong decision le jaty hain ...hamen cheye k loss hony k bad bhe relax raha karen or or relax ho kar he kam kia karen tabhi hum kamiyab hongy..

            اب آن لائن

            Working...
            X