Market ke sath Jude rahana
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ke sath Jude rahana
    Doston Forex trading ke andar kafi sare hamare dost apni trade close kar dete Hain Jo ki bilkul hi galat hai kabhi bhi apni trade co close na Karen balke market ke sath Jude Rahe jab tak aapko ek achcha khasa profit hasil nahin ho jata agar aap ki lagai Hui trade nuksan mein ja rahi hai to aap ek risk tolerance set kar den agar uske andar market munh kar rahi hai tu apne favour ke liye vate Karen otherwise jab dekhenge aapke risk tolerance a market jyada down ja Rahi hai to fir aap close kar len aur profit ke andar market ko kabhi close na Karen maximum profit hasil karne ki koshish karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ke sath Jude rahana

    Ham agar market ko rojana dekhte hain aur market ki jaana practice karte Hain tujhe hamare liye bahut hi achcha hota hai kyunki jab Ham Baki ke sath sath kam karte rahte Hain to hamara kam bahut achcha ho jata hai isliye hamen market ke sath sath kam karna chahie isliye hamen bhi bataiye aur gram market ke sath milkar Kam nahin karenge to hamen kamyabi nahin milegi
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: Market ke sath Jude rahana

      ji han dost aap bilkul theek kah rahe ho main aapki baat se a atefah karunga Jis market mein aap reading karna Pasand Karte Hain kis market aapki trading ka Achcha knowledge rakhte hai use ke sath Hamen chahie uske sath Jude Rahana chahie Kyunki uske sath Rahenge To Hamen kah sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Market ke sath Jude rahana

        main hmaisha trading market ko anlaysis karny k bad karen q k jub ap market k according apni trading karty hain tu ap kabhi bhi galat trading nahi kar skty na he apko forex main loss hota hai es liye hmaisha market ko analysis kar k trend ko folow karen jitna ap trend ko follow karengy otna he apko forex main afida hoga or ap apni trading main kamyab ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ke sath Jude rahana

          market main guide lay k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni h gi aur hamain jald bazi say avoid kar hi trade karni ho gi aur hamain market main bi pracice karni ho gi tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur hamain rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain a ur amain achi earn ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Market ke sath Jude rahana

            Hamen market ki movement ko samajh ke ismein kam karna hoga ki Ham baisakh ma Sakenge Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamara account Band Ho Jaega Hamen is mai analysis ko or indicators ko istmal Karke market Mein kaam karna chahie Kabhi Khatam na Achcha business hai isme Hamara Koi boss Nahin Hai is jasa koi or business nahi
            • #7 Collapse

              Re: Market ke sath Jude rahana

              Ap ko chahe ap market k sath touch rahain aur acha profit banate rahain
              • #8 Collapse

                Re: Market ke sath Jude rahana

                humain es main market ke movement ko smj kar humian es main kam karna ho ga our hum es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat mai be kam kar skty hain agar hum es main lalche bn kar hum es main kam karain ghain to humian es main loss ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Market ke sath Jude rahana

                  hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm anhe hota loss hum apne he waja sy karty hai hum is main aik din main aik account main 50 posts karty hai hamy posts ke limit ko pora karna chahey hamy threads ke limit ko hargus cross nahe karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ke sath Jude rahana

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fxguru91 پيغام ديکھيے
                    Doston Forex trading ke andar kafi sare hamare dost apni trade close kar dete Hain Jo ki bilkul hi galat hai kabhi bhi apni trade co close na Karen balke market ke sath Jude Rahe jab tak aapko ek achcha khasa profit hasil nahin ho jata agar aap ki lagai Hui trade nuksan mein ja rahi hai to aap ek risk tolerance set kar den agar uske andar market munh kar rahi hai tu apne favour ke liye vate Karen otherwise jab dekhenge aapke risk tolerance a market jyada down ja Rahi hai to fir aap close kar len aur profit ke andar market ko kabhi close na Karen maximum profit hasil karne ki koshish karen
                    ji han dost apne sahi kaha jitna ap market ke sath touch main rehte hain ap ko usi hisab se achi earning karne ka moqa milta rhe ga our ap bhot zyada earn kar sakian ge is lye ap ki nazar mukamal forex market par honi chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ke sath Jude rahana

                      Assalamu Alaikum dear friend ummid hai kya fir se Honge Forex website per aap apne se ladka Jara bhi kar sakte hain ismein aap Muslim Kishan ke apne chalati bata sakte hain lekin Vaghela Jo Forex se musafat ho ho ho ek bahut acchi website hai iske liye ham apne aap ko is Kabil bana sakte hain kya acchi Tarah paise bhi Kumar sakte hain se aur apne aap ko Ek Pal Teri Insan bhi samajh sakte hain Agar Ham ismein Apne khayalat ka sher karen to
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ke sath Jude rahana

                        ji han markeet key sath jurey rehuy sey hi to ham isski movemnts ko achy sey smjh pain y dear member ager ap iss mein achy sey analyse krein gy tub to apko profit bhi acha mill saky ga ager ap iss mein trend line ko folow kerty huy trading krein gy to apko yhan sey acha profit bhi hasl hoga..
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ke sath Jude rahana

                          Forex trading main kamyabi market k sat miley rehney main ha agar ap market k sat Miley rahain gey to apko market k up ya down honey k barey main Maloom hoga q hum ko profit bhe usi wakt hota ha jab market up ya down jati ha agar hum market k up ya down ho honey k barey main mukammal information rahkain gey to hum acha profit kama sakain gey or hum ko loss bhe Kam hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ke sath Jude rahana

                            Market kay sath juray rakhna trader kay liye bara hi fidamand hota hay. ager trader ko profit na bhi ho per wo market main zinda rahay to yeah trader kay experience ko mzeed acha bana deta hay. zarori nahi hay kay har trader ko har trade man profit ho. baaz dafa kuch trades traders ko boht acha sabaq bhi dey jati hain. jis say us ka experience boht acha hota jata hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ke sath Jude rahana

                              yes humhain chahaiye k hum merket k sath touch main rahy merket main acha profit hasil karne k liye take profit and stop loss ko hamesha use kare merket main kabi b trade laga kar ek dam closs karna ghalat hain jaaab merket ko ek baar analysis kar diya hain tu pher stop loss and take profit ko hit hone ka wait karna hoga tab he kamyai hain merket up and down hoti rehti hain is liye humhain bhot sabar say kaam karna chahiye agar hum profit hasil karna chahate hain tu
                              ​Sadaf Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X