Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

    Trading main sucess hony k liay hmain hardworking ki zaroorat prthi hai .agr hm mehnt krein gy to hm forex trading main kaaamyaaab hn gy .agr hm mehnt ni krein gyto hm kbhi b sucessfull ni hn gy hm ko loss ho ga or hmari income b achi ni oh gi .hmain chaiy pehly hm achi trah trading ko learn krein or mehnt sy kaam krein tb hi hm kaaamyaaab hn gy.or kaamyaabi hmara muqqdr bbny gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

      Ziada Analysis Aur ziada Success
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

        aap ny pucha ky success ky liy kia kiya jaye to main aap ko batana chahta hon ky trading main agar aap ny success ful hona hy too ap ko lagatar mehnat karni ho gi taakeh aap achay sy kamyabi hasil kar sakain aap ko lagatar mehnat karni ho gi aur inshallah jb aap lagatar mehnat karain gy to kamyab zaroor hon gy.
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

          Trading main Kaamyaaab HoNay k LiYe Humaaara MaRket Ko Samajhnaaa or Samajh KaR Kaaam KaRnaa BhoT ZaRoori Hai Jitnaaa Achi Tarhaaa MaRket Ko Samajh KaR Or Analise KaRnay k Baaad Trade Lagaaaen Gy Utnaaaa hi HumEn Faaidaaa Hogaa oR Kaamyaabi k ChanCes Bbi Zyaada Hoon gy To HunEn is Main Jo Bhi Trade Lagaaani Ho MaRket Ko Achi Tarhaaa ObServe KaRnay k Baaad Hi Lagaani Chaahiye Taakamy is Main Kaam KaR k Kaamyaabi Haaasil KaR SaKen....
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

            successful hone k liye ek trader ko bhot hard work karna hota hain sab kuch learn karna hota hain successful trader hard work kar k demo account main learning karta hain or kamyabi pane k liye din raat mehant kar he ek successful trader ban jata han achi earning karne k liye learning karna ek trader ka kaam hain jaaab tak trader k pas learning nhe hoti hain vo kabi b successful trading nhe kar skta hain haar ek chez ko learn karna hain trading main tab he aap successful trader ban skte hain
            ​Sadaf Khan
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

              trading ma success k lia hmain proper mehnut krni hogi aur hmain proper analysis ko sekhna hoga jb tk hm analysis krna nahi ay ga tb tk hm profit earn nahi kr skty .is lia sb sy pahly technical aur fundamental analysis ko sekhin phr hmain trading krni chahea.movement jb tk smj ni ay ge tb tk kamyabi mumkin nahi hy.
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                Trading main success ko possible karne ke liye hamen kafi hardworking karni padati hai hi aur jab tak Ham hardworking nahin karte Hain Ham trading mein success ko possible nahin kar sakte hain jataka hamare pass strong experience nahin hota hai Ham trading mein isliye successful nahin ho sakte hain kyunki trading dekh risky business hai aur ismein success ko possible karne ke liye hamen strong scale chahie hoti Hai den ham is business mein success ko possible kar sakte hain
                Trading Mein Ham apne aap ko kaise successful kar sakte hain Chandan karne ke liye Hamen Jyada mehnat aur Sharab Lagane se kam karna hoga jo log truck mein Din Raat mehnat karte hain unko bahut jald kam hoti hai isliye Apne Apne Hisse ki mehnat Karen aur Jyada Se Jyada shikshakon ko jaen.
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                  Assalamu alaikum dear friend trending ne
                  Ma success us waqt possible agar Ham market ko mukammal to analyse karna jante Hain to to Ham kabhi bhi trade ko open karke profit gain kar sakte hain isliye hamen chahie ki market ko jyada se jyada analyses karna seekh le
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                    Dear trading mn kamyab honay k leay apko kafi sari mehnay yeni hardworking krni parti ha aur dosra apko discipline mind aur bahut ziyada committed hona parta ha . Hmain forex ki field mn agr kamyab hona ha to din raat mehnat krna ho gi aur tb he kuch chance hain k forex ki dunia mn kamyabi hasil ki jaye. Agr daikha jaye to jitnay bhi kamyab trader hain unki history nikal k daikhi jaye towo pehlay din say he kamyab nai huay bal k unko loss aur time period nay bahut kuch sikhaya experience k sath kafi sari chezain ati hain so hmain thora careful hona pray ga aur dil lga k an thak mehnt krna ho gi yahe aik chez ha jo hamin forex mn kamyab kr skti ha.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                      Kamyabi hasil karne ke liye yah bahut jaruri hai ki members form per jyada time online hokar aur usko continue karen aur jab members apne kaam se related jyada experience hasil kar lete hain to vah isi tarah se hi kamyab bhi ho sakte hain aur aise members ke jo hardworking nahin hai unke liye kamyab hona easy nahin hai Kamyab ho jaane ke liye members ke liye yah jaruri hai ki vah apne kam ko ek planning se karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                        Trading main success ko hasil kernay kay liye zarori hay kay trader apnay ap ko pehlay forex trading kay seekhnay kay amal main dalay aur us kay bad us ko chahye kay demo account main trading kay bad jo is say result mialy us ko check kray kay yeah result acha hay kay nahi. ager achay hay to is ko mazeed test ker kay live trading main test keray. aur trading kay liye jo asool banaye us ko pabandi say apnaaye. is say trader kamyabi say trading keray ga.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                          Dear members Forex trading mein agar aapane kamyabi Hasil karni hai to aapko chahie ki Hamesha Dil lagakar kam Karen aur Achcha experience Hasil karne ki koshish karen new members ko chahie ke demo account se practis Karen aur senior members ki help se vah acchi trading kar sakte hain
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading mein success ko kaise possible kiya jaaye

                            Volume and open interest statistics are not available on the spot market as there
                            is no centralized clearinghouse or exchange to collect the data. It is available for
                            currency futures. Volume is the total number of transactions over a fixed period of time,
                            usually one trading session. Open Interest is the total number of outstanding
                            futures contracts. If a new long buys from a new short, open interest increases
                            by one. If a new long or new short buys or sells to an old short or old long, open
                            interest does not change. If an old long offsets to an old short, open interest
                            decreases by one. Many technical traders in the futures market consider volume
                            and open interest to be useful forecasting information.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X