asslam.o.alaikum
money management bahot hi importent hai forex traiding main aise main ham ko 2 chizo k oper focus karna parta hai .
1.stop loss
2.lot size
stop loss or lot size bahot hi importent hai .taqriban jo bhe traider hai wo in ka istaml har traide main lazmi karta hai magar aise ka ismal kafi nahi hai balkey ais ka sahi istamal karna hamry lia zarori hai .ham ko stop loss ko apnay balance k hisab sey set karna chahi hai yeh na to ziada kam ho or na hi ziada barra hona chahi hai .
lot size ko bhe apny balance k hisb sey set kary or ais ko set karty waqat knowledge ka use kary na k lalach k sath ise ko set kary agar ap lot size kaa use ghalt karty hain or ik bara lot size lagaty hain to agar market thori se ap k against jati hai to ap ko barry loss ka smana karna parta hai ya ap ka account wash ho skta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим