assalamu alaikum dosto main aaj aap logon ko yah batana chahta Hun ki hamen fixed Laut nahin lagani chahie iski sabse badi vajah yah hai ki agar Ham fix Lot lagate Hain to hamen main jyada nuksan dekhna pad sakta hai iski vajah yah hai Hi agar hamari 10 mein se 4 trade munafa mei jaati hai to hamen nuksan hoga lekin agar ham money management ka istemal karte Hain to hamen nuksan nahin dekhna pad sakta kyunki yahan per hamari risk reward ratio jyada hoti hai aur risk kam ya jyada nahin hota balki ek fixed hota hai jo ki hamare account grow mein madad deti hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим