Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

    Ji han bilkul hamen trading mein loss knowledge na hone ki vajah se hi hota hai agar hamare pass knowledge hoga To Ham acchi tarah se trading kar payenge agar hamen nahin karenge to bhi kamyabi Hasil kar payenge aur knowledge Hasil kar payenge hamare pass learning nahin hogi To Ham naraj bhi nahin kar payenge aur Forex mein Kam nahin kar payenge aur hamen loss hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

      yes aksar dekha gya hain k big say big account b wash ho jate hain achy achy account is waja say wash hote hain k knowladge hasil nhe karte hain acha knowladge hota hain tu achi earning hasil ho jati hain kamyabi trader agar forex trading main kaaam karta hain tu usk pas forex trading ki movement ki achi knowladge hoti hain trading k rules ko follow karta hain loss ki mistake say b learn karta hain tab he kamyabi milti hain baar baar loss hona yahi waja hoti hain k knowladge nhe hoti hain
      ​Sadaf Khan
      • #18 Collapse

        Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

        Forex trading mein achi trading ke liye ache experience aur knowledge ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se Forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain lekin Forex trading mein humne kam experience our knowledge ki madad se trading nahin karni chahie jiski madad se Forex mein hamen bahut bada loss ho ga aur ham nakam ho sakte hain aur hamari Puri mehnat waste ho sakti hai aur forex mein hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.
        • #19 Collapse

          Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

          Loss pak forex mn Uss waqt hota hy jab Hamre pas Knology nhi hota hy is vajah se Hamen Lo Sujata Lo se puchna chahie loti Gaya To Ham na kam ho gaya Ham Kamyab Nahin ho sakte Khoob koshish kamyabi ke liye Apne mind ko activate kar Hamesha positive rakhen aapke liye Achcha Hoga mehnat karne wala acchi kamai bhi aaram se leta hai isliye koshish se acchi mehnat Karen Ham Jitna Jyada time dekar Yahan per kamyabi ki koshish Karenge Hamen Yahan per bahut jyada learning Hogi
          • #20 Collapse

            Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

            Ji bilkul theek kaha hai aapane yeah trading Mein loss Ki Sabse Badi vajah knowledge Ka Na hona hai isiliye Hamen chahie ki ham loss se bache aur knowledge Hasil Karen Taki Ham kamyabi Hasil kar sake knowledge Hasil karne ke bad hi trade Karen Taki Ham Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake aur Hamen loss Na Ho
            • #21 Collapse

              Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

              g bilkol bhai jan agr ham ko kisi trad ka bary ma ilam nai ha ham jan ka os ka trad ko start karty ha to os ma lose hi hota ha ya bohat kam chance ha ka ham apni trade ko aik asl or sai tara mukal kar saky asa bohat kam hota ha new trader ya samjta ha ka bas buy or selll ka buton pa click karna ha or ham na profitt hu jay ga ya kam agr itna asan hota tooo har koi kar lata ha har kan ko karna ka liya aik arsa lgta ha os ma mehnat krna parti ha kam koi bi ho wo asan nai ho os ky liya mehnat ki zarort hoti ha ham jab aik asa km start karty han to os ma bohat hi lose hota ha q ka ham ko es km kam liya hamy koi knowledge nai hota or na hi expirence es liya kam jo bi hu hamy agr ham os ka bary ma nai janty to os kam ko start na karn kam ko shoru hona sa pahly os ka bar ma knowledge hona zarori ha
              • #22 Collapse

                Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

                yes bro hum ko trade men jo loss hota hy wo sb sy bri wjah hmary pas knowledge ka na hona hy aur hum ko es men tjrbah na hona hy hum ko agr es men kamyab hona hy to alwayes hmen es men mehnat krna hoge aur aur knowledgee wali post krni hon ge aur apna target bna k he kam krna hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

                  Ji bhaijaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading Mein loss hone Ki Sabse Badi vajah knowledge Ka Na hona hai Jis Insan ko proper tarike se trading Aati Hai aur jo market ko acche tarike se analyse karne ki Salah hi Rakhta Hai vah Forex trading Mein Kabhi Bhi Mar Nahin Khata isliye Hamen chahie ki Inteha dilchaspi Aur mehnat Ke Sath trading co sikhen aur FIR business start karen
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

                    g han bilkul trade main loss ki sab si buri wajha knowledge ka na hona q keh humain jub kisi cheez kay barya main acha knowledge nhi hota hy hum es main achay say kamyabibhi gain nhi kur saktay hain q keh humain es kay varay main koi knowledge he nhi hy agar humaray pas es kay baray maain koi knowledge ho ga to hum es main acha km kur sakay gay
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

                      Asalam o Alikumumeed ha ky ap sab kheriat sy hon gy forex ak lajawab bessines ha ji han is main noksan ya loss ki sab sy bri waja yehi ha ky insan markit jo real ha is main entry to le leta ha lakin us ko forex ky bary main mukammal toor pa pta nai hota us ko analysis ka achi tara pta nai hota to wo loss pa loss krta jata ha or ak din us ky leye parshni bohat bri kharii ho jatii ha or phr jab loss krny ky bad us ko samjh atii ha ky dobara sy forex ky barry main seekha jay or demo accont pa us ko analys krky jo sekha ha usy mukamal tor pa azmaa ky phr jab jo real main entry lay ga to usy us waqat profit hasil karny main asanii ho jay gi or us ko markit ki achi tara samjh any lag jay gi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading main loss ke sub sy bari waja knowledge ka na hona.

                        Bilkul theek baat ki hai aapane Agar aapke pass this business ke bare mein knowledge Nahin hoga to aap is business ko kaise kar Sakenge to isliye Forex Bhi Ek Aisa Desh Hai ki aapke pass Agar knowledge nahin hai to aap acchi Tarah Se is business se main Kam Nahin kar sakte hain Kyunki yah Koi Chhota business Nahin balki Duniya ka sabse bada business hai to ismein aapko chahie kya aap Hamesha mehnat Karte Rahen Kamyab hone ki koshish karen Taki aapas Mein Ek acche friend ban Sakte aur achi Tarah Se kamai kar Saken

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X