agr hum lalach main aa k kam karein gay tab hamain is say los hi ho ga kuch haisl nai ho sky ga so hamain si forum main pahly learning karni ho gi aur demo main practice karni ho gi tab ja k hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain markt main anlayse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur boht say log is forum main kam kartyy hain aur hamain planing karni ho gi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим