Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay
    Dear friends forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir musalsal loss men bhi himat nah haaren balkay pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen aur kamyab traders ban saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

    ary dear ye kam ghlt h k loss k dar sy trding chor di jay.forex ik business h ar business mn profit ya loss b ho skta h.is liy preshan na hon balky himat ar mhnt sy kamn jari rakhn.himat mardaan madad khudaa...
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

      forex aik online business hain humis mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kair sakty hain hum is mai din mai be kam kair sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kair sakty hain yai kabe be band na hony wala businss hain hum is mai bager paisao ky account bana kar be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

        Kyon na members ko loss bhi ho raha hun members ko kabhi trading se avoid nahin karna chahie aur members ko chahie ki vah apne trading co continue karen kyunki loss ki vajah se jo member apne trading co live kar dete hain is tarah se unko jyada experience bhi hasil nahin hota hai aur isi vajah se jab unka minds ek dafa trading se hat jata hai to fir vah dobara se acche se apne trading co continue nahin kar sakte hain isliye members ko chahie ki vah apne andar confidence paida karen aur trading co continue karen
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

          Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss ki waja se trading nhi chorhni chahiay kiun k loss tu hamen bahut kuch sikhata hey iss liay agar musalsal loss bhi ho jay tu phir bhi mehnat aur himat se kam karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

            Sar Mere Khyal Se To Hamen apni trading ko control Mein Rakhna chahie kya kar Hamen loss ho jata hai to message se pareshan Nahin Hona chahie Hamen aur Jyada mehnat Karni chahie Taki aur apni galti se Sab cancel karna chahie Taki Hamen Dobara last Na Ho aur uske bad hi Hamen trade Karni chahie aur focus karna chahie Hamare Jo market chart analysis Hai vah Behtar se behtar hun tabhi Hamen cheating kar sakte hain aur daily basis per acchi nahin kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

              Forex business is traha ka business hai js mein profit aur loss business ka hisaa hai agr business mein loss hota hai tu profit bhi ho sakta hai aur agr lagatar loss hota hai tu is se hum ko dishart nahin hona cahaiye kiok forex mein jab bhi loss hota hai apni mistake se hota hai aur agr loss hota hai tu hum ko aur ziada mehnat karni cahaiye aur demo account pat ziada se ziada practice karni cahaiye practice kar kay apni mistake ko theek karain gey tu is se loss ko kam kar saktay han aur profit bhi ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

                Aslam u alaikum dear friend how are you dear friend men ap ki bat se agree nhi karti hun agar hame forex trading men musalsal loss hurha hai to loss ki waja se trading nhi chorni chahiaye bilky hame wo waja ya mistake dhundny ki koshish karni chye jis ki waja se loss hu rha hai.ur us key bad us mistake ko repeat nhi karna chye.
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

                  Ji aapane Achcha Sawal poochha ki agar aapko daily message mat le Ho To Aisa nahin hai ki aap bilkul hi trading Chhod do aap use Waqt Ke Liye trading Chhod De aur apne improvement Karen galtiyan ki aur apne skill ko improve Karen Taki aapko net speed Mein acche se Accha profit ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

                    Nahi hamein apne kaam ko kabhi nahi chorna chahiye hamein apna kaam kabhi nahi chorna chahiye ke hamein agar apne kaam main loss ho jae to hamein apne loss se ghbrana nahi chahiye apne loss ko recover karna chahiye or aage barhte rehna chahiye apne kaam ko nahi chorna chahiye kabhi bhi kion ke loss to har business ka hisa hote hain hamein loss hone par afsarda nahi hona chahiye balke himat se kaam karna chahiye apne emotions ko control main rakhna chahiye or emotion ko control main rakh kar kaam karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                      Dear friends forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir musalsal loss men bhi himat nah haaren balkay pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen aur kamyab traders ban saktay hen
                      Forex trading se Hamen loss Hamare apni hi galtiyan ki vajah se aur frocks market ke kam experience ki vajah se loss hota hai aur Forex trading Mein loss or profit ji donon forex business kya hissa hai isliye Hamen kabhi bhi lost se gana Nahin chahie aur na hi loss hone per Forex trading ke business ko chhodana chahie Agar aapko musalsal loss ho raha hai to aapko chahie Kuchh din ke liye trading stop Karke pahle forex market ko acche se Samjho usko Sikho uski acchi learning karo forex market ka Achcha experience install karo Uske bad Dobara trading start karen Inshallah aapko forex market se acchi profit Hogi aur aap ek Kamyab trader ban Sakoge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men musalsal loss ki waja se trading chor deni chahiay

                        Assalam o Alikum,

                        Jub hum trading bussiness ka naam laty hrin to pir smj lein k it's a risky business , trading asa bussiness nai jo hum araam r sakoon k ya susti sa b kr sqty hein es ma kamiyabi k liye hmein active mind hona bht zarori h, trading ma hmein kbi profit hota h r kbi loss b, hmein agr tora sa loss hota h to hmein tension nai lani cheaye r trading continue rkni cheaye but agr hmein lgataar hi loss hona start ho gya h to pir hmein traif G close kr dani cheaye r forex ka kaam ko continue krna cheaye r sat ma demo account prr practice start krni cheaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X