Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety
    Dear members forex 1 aesa business hai jiss mn apny emotions ko control mn rkhna buht zrori hai qn k jb bhi hm trade krny lgty hen to itny emotional ho jaty hen k wqt sy pehly hi hm trade open kr dety hen jiss sy hmara loss brh jata hai or profit km reh jata hai or ici trah jb hmari trade loss mn jati hai to emotions high ho jaty hen or hm ghlat point sy exit kr k hm ziada loss ly lety hen bilkul ici trah jb hm profit mn hoty hen to market ki fluctuation ko dakh kr apny target ko hit nhi hony dety or pehly hi thora profit ly kr nikal jaty hen ici liye hmary emotions hmary loss ki sb sy bri wjah bnty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety

    Aap Jab Kabhi Forex trading kar rahe ho to use mein aap apne emotions ko control Mein rakhen Kyunki Hamare motions Hamare profit per bahut jyada Pasand hote hain aur vah motions ki vajah se Humne lalach Paida Hota Hai Aur lalach se Hamen loss ki Shakal Mein nuksan pahuncha tha Hai To Hamen chahie ki Ham Jis Waqt trading kar rahe ho is Waqt Ke dauran emotions per Hamara full control Hona chahie
    • #3 Collapse

      Re: Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety

      hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain hamy aik time table bana kar is main daiky base par kam karna chahey pher hi ahm kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar skaty hain ham is main 24 ganhto main sy ksii be waqt kam kar sakty hain yai aaik real business hain
      • #4 Collapse

        Re: Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety

        Yes dear apki baat theek hai ke hamein apne emotuons ko control main rakhna chahiye apne emotions ko apne kaam main zahir na hone dde jitna ham emotionaly apne kaam ko krenge utna hi loss hoga hamein hamein emotions ko apne kaam main ane se rokna chahiye hamein loss hone par mayos nhi hona chahiye apna kaam nhi chorna chahiye kion ke loss to har business main hota hai to loss hone par emotions ko dor rkh kar aage barhna hi kamyabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety

          Dear emotional trading say hamen kabhi koi faida ni hasil hota hay islye hamen chaye kay ham pehlay market ki position ke check kar kay trade lagain aisa na ho kay just thora bahot market ko dekh kar jaldi profit lenay kay chaker men trade laga den aisa ni karna chaye aisa karny say hamensha loss he hota hay na kay proftit forex men profit banany kelye time lagta hay ilye mehnat karen tab he profit milay ga.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Hmary emotions hmy kbhi profit nhi hony dety

            Trading hamesha members apne mind se hi karni chahie aur kabhi bhi trading mein members ko emotional nahin hona chahie kyunki kafi members trading se related jyada experience nahin hota hai aur yahi vajah hai ki vah jaldi mein aakar aur jab baat hi hokar aur trading co continue karte hain aur is tarah se yah hota hai ki unki trading sale ho jaati hai aur lost jyada ho jata hai

            اب آن لائن

            Working...
            X