Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    G han dear forex men sab kch short ha,hamen is men sirf 2 line ka coment post krna parta ha,in sya zayda koe short cut method wala online busniess pory pakistan men nhn hosgta ha.ya aik acha and good earner online busniess ha pakistan men is jisa koe bhe nhn hosgta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      main ne dekh hai k forex mein jo bhi short cut way ko choose karta hain wo forex se bhut juldi out ho jata hain kyun k un ki forex mein koi bhi jaga nahi hoti hai forex mein aik dam se aaj tak kase ne bhi earning nahi ki hai jo forex k business ko understand karta hain kyun k un ko pata hai k aik dam se earning karna se hum ko loss ho skta hai.
         
      • #378 Collapse

        Aap ne bilkul theek kaha ke Forex main short method se Tradig karne wale is main se zyadaa faida nahi uth sakte aur wo mostly loss uthate hain q ke is ki ye wja hai ke wo kum time main zyada profit hasil karna chahtte hain aur Mazeed time dene se bachna chahte hain is lye Short time dene wale is main zyada profit hasil nah kar sakte.
        • #379 Collapse

          janab g forex men trading karnay kay liye short cut say lay kar earning karna koi khatray say khali nahi hota hain. ye aap ko waqti tor par to profit day hi deta hain magar baad mein loss ka bhi samna karna parta hain isliye no short cut only exprience trading ok..
          • #380 Collapse

            Foreign currency is actually a all over the world businezs enterpeise, hence listed here to get being successvul you require extra practical experience plus awareness. discovered really want shorter trim strategy being successfuly ou must fine practical experience.
            • #381 Collapse

              forex men short cut method k shortly greed kehty hen bht sy traders short cut method k through bht sa prfoti earn karna chahty hen wo bhi kam waqt men is leye zyada tar loss hi hota he, forex traidng hamesha app ka waqt or interest require karti he, or badly men profit,,,
               
              • #382 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Members hum janty hain k Forex mai trader fail ho jaty hain or hum yeh nahi samajna chahty or follow nahi karty hain k trade kis waja se fail ho jaty hain or jab hum woh mistake apni trading se dor kar dain gay tu hum achy trader ban jaty hain.Jo trader Forex mai Short cut ways se earning karna chahty hai ya karty hain like greed,gambling,without experience se tu woh Forex mai fail ho jaty hain woh apni investment,time & career sub taba kar daity hain.
                Members hum es mistake ko apni trading se khatam kar k achy trader ban sakty hain.
                Share your valuable comments.
                :cool:;):)
                Forex trading main bohat say trader shortcut method say profit gain karna chahty hay humay chahiey keh hum aisy chakro main na pary es trha loss bhi hota hay khyun keh aisay blind trade lgti hay aur loss bhi ho jata hay.
                • #383 Collapse

                  yes i agree with you forex mai short cut say trading karny walo k liay kohi jaga nhe h,is mai lalach aur gambling say hamara apna he loss h,jis say hum ek ache trading ki tarf agay ko move nhe kar paen gay
                   
                  • #384 Collapse

                    yes absolutely true . aap sab ne suna ho ga Greed is curse , jo traders shortcut method use karte hain wo forex main settle ni ho sakte , aur agar wo apni iss ghalti se kuch seekh lain to wo b ache trader ban sakte hain
                    • #385 Collapse

                      forex trading ak world wide online business ha,es per success hasil kernay k liye knowledge or experience ki kafi zaroret hoti ha,forex trading per short cut use kernay wala koi b banda success hasil nahi ker sakta,kyu k forex trading k kuch rules hen,humy un rules ko fellow kerna parhta ha jes ki waja say hum forex trading per shortcut method use nahi ker saktay,kyu k es say bad impression parhta ha.
                      • #386 Collapse

                        yes gee han my dear app naey bilkul sahi kaha mujhe appki baat bohat achi lagi aur main appki baat se 100% agree hoon agar hum forex mein gamebling ya short cut karey gey to hum yaqinan es mein fail ho jaey gey humein chahiye kay jab bhi hum trade karey without laluch aur micro lot size mein trade karey es say hum save rahen gey aur humein loss bhi nai hoga balkey profit hi hoga hamari har trade successful hogi
                        • #387 Collapse

                          ji haan meray khayal mein tou aap theek keh rahey hain k forex trading business mein ager tou hum short cut trading methos apnaaein gay tou hum iss business se achi trading ker k profit hasil nahi ker saktey hain yeh humein loss de sakta hai.
                             
                          • #388 Collapse

                            forex trading itna easy be kam nai ha is ko karna k lia ap k pas is ka acha knowledge hona cha agar ap forex ko join karta ha to forex ko kbi be ap easy smj kar join na karna agar ap na forex ko easy la lia to phr ap forex trading sy kuch be profit hasil nai kar skyta forex trading bht he soch smj kar karna wala kam ha.
                            • #389 Collapse

                              bikul main ye baat pehle nahi samjhta tha.forex main aisa reality main kuch bhi nahi hai.forex main mehnat kerne hote hai.knowledge ko increase karen.taake apka experience barhe forex ke bare main.thanks.:)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Har trader ki apni apni planning hoti hai kiunke har kisi ka apna way of trading hota hai laikan aik baat to must hai k hamesha long term planning he kamyab hoti hai aur samjdar trader wo he hai jo long term planning kary . abhi tak koi bhe short cut use kar k kamyab nhi ho saka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X