Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2071 Collapse

    Forex main hum de dekh hai aksar log nakam ho jaty hein koun wo shortcut taraqay se jaldi ameer bna chaty hein jo ke bahat hi buri bat hai kisi bhi business ko knowledge ke baghir shortcuts se krny walon kbi kamyab ni hoty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2072 Collapse

      jo log life mai kisi b sohbay ya business mai short cut method say kamyabi hasil karna chatay hain woh ziada tar nakam he hoty hain . forex trading mai kamybai hasil karny ke liye b koi b short cut rasta nai hai .
       
      • #2073 Collapse

        g bhai ap ny sahi kha hai k jo log forex main sirf earning k liye aty hain or un ki soch hoti hai k hum aik rat main he ameerr ban jaengy tu unhain apni yah soch khtm karni chahye q k aysa kuj nahi hota aysa kar k wo apna or fourm ka time waste karty hain
        • #2074 Collapse

          Zindagi ki kisi bhi field mein shortcuts lagany waaly aksar nakaam rehty hain aur Forex mein to bilkul bhi kamyab nhi ho skty keun k aam tor py dekha yehi gia hy k shortcut lagany waaly ghalat raaston ko apnany lag jaaty hain
          • #2075 Collapse

            Gee Bhai forex mn short cut waly sab ko loss he hit a hai asi liay kaha jata hai k forex mn jb tak ap ki achi practice aor knowledge aor experience ni ho ga aor good planing ni hoge trading krny ki tab tak ap loss he kren gy ya tab tak ap ko loss he ho ga forex mn short cut ni chalta bilkul bhe
            • #2076 Collapse

              Koi bhi kaam agar ap us ko us k sahih time aur tajarbe se nahin kren ge to ap loss main ken ge agar ap greed kr k ya gambling kr k agay jana cahte hain to sirf aik ya do baar ap kamyab hon ge us k baad loss main chale jain he
              • #2077 Collapse

                bro good sawal ha ap ka short cut forum k rule k khalaf ha hume is ma rule k mutabiq kam krna chaiye ye hamre liye sab se important h hume is ma lalach nai krni chaiye ya hamre liye sab se sab se important ha
                • #2078 Collapse

                  BAhot good baat hae aapki q k maen ny kafi bndon ko dekha hae jb unko hm forex trading k bary men bataty hain to wo bahot jaldi men hoty hain k isko jaldi jaldi shurru karren aur paisa kamain aur kuch din k bad wo apna sari investment ko loss kr behtty hain aur phr wo iss business ko burra bhalla kehty hain.
                  • #2079 Collapse

                    is main jitna learn karein gay utna hi hum is forex main earn karein gay aur hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi trade karein gay ta k earn ho
                    • #2080 Collapse

                      market main agr kam karna hay to hard work kar kay achy sya kam karna hoga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay magr is main jo log short cut kay method ko use kar kay trade main kam karna satart karty hain is main kafi risk lay kar kam karty hain kun kay risk tb hota hay jab humain km time main ziada earning ka shok hota hay
                      • #2081 Collapse

                        Firex trading ka business aik aisa business hai jis main traders trade kr k 2 dino main he ameer nahi bn jatay blky is main kam kr k earn krny main kafi time lgta hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #2082 Collapse

                          G bhai forex my shart term trading krny walo ki shart methad sy pasy kamny walo ki koi jaga hi nai hy is my who kbhi bhi save nai reh sgty hy har bar apna account wash krty rehty hy our un ko phr kamyabi nai hoti hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #2083 Collapse

                            Aslam o aliuom daikhain brother app ke bat bilkul teak hain world kaa koi bhee kam hooo uss mian harr kam ky ly hardwork chahaiy hota hhhh as hee tarhan forex foram main kam ko sikhny ky lay hard work ke zarorat hhhh jitna hard work zeada ho gaaa aur jita ap as ky bary mian sikhain gyyyy aap zeada say zeada earn kr sakty hain aur nuksan say bach sakty hain.....
                            • #2084 Collapse

                              is forex main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main earn karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2085 Collapse

                                g bhai ap na bilkul thek kha hai hum mein sa aksar log forex trading ka doran bhut ziyda laluch karta hai ya ap ko just loss he data hain mara khyal sa zyda tar jo new trader hota hain wo laluch ziyda kart ahin q k wo new hota hain unha is market ke sahe smjh ni hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X