Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1891 Collapse

    g ahn aap nay bilkul theak kaha hai jab bhi trades main real tading karain to humashan proper learmimg kay baad hi karain q kay start main aap ko mehnat karni parti hai lakin ap ko is ka faida hota hi aur iss kay saath hi aap ko achi trades karni aajati hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1892 Collapse

      Forex main kamyabi key leye koi shortcut nahi hy. Jo log shortcut methods use krtey hain unhain ziada loss ho jata hy. Hamain through proper channel kam karna hy, pehlay learning krni hy aur phir demo account main practice krni hy. Is key bad aap khud ko trading key leye prepare krtey hain aur achi trading kr saktey hain.
       
      • #1893 Collapse

        G han app ne shai kaha ha hmen is business me kabhi bhi short cut method se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me short cut ka use karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen short cut ka use kabhi bhi is business me karna nahi chahe
        • #1894 Collapse

          g ha forex forum my trading krny k kuch rolle hoty ha jin ko folliow krna zorari ha ager ham in role kio follow ni krny gay is say hamy loss be zaida hu ga or learning hassial ni kr saqty ha jo log short cut dhotny ha wo forex say loss my chaly jaty ha ku k yah ik world wide business ha or best online business be ha ...
          • #1895 Collapse

            forex main daily bohot say loog fail ho jaty hain aur wo loog new hoty hain un ko main kehna chahta hon ky wo forex ko fail hony ki waja se chor kar na jayen wo pehle practice kar len to un k liye acha rahega sari zindgi forex ko nahi chorenge, short cut method ko use krty howy news ko follow krna must hai agr knowledge nhi to hasil kryn then trading kryn.
             
            • #1896 Collapse

              mery bhai forex mein to kea i think k life mein koi short cut nahi. so humein simple rehna chahiye. or rules ko follow kar k hi hum kamyaab ho skty hein. or humein rule ko violate nahi karna chahiye.
              • #1897 Collapse

                jnab hum jab trading karty hain to humain is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr success hasil kanri hay to huamin is main short cut avoid karna ho ga
                • #1898 Collapse

                  G han forex ma success hasil karne k leye short cut use nai karna chayhe kyu k loss hosakta hai ..shortcut use karne se log term kamiyabi hasil nai kar sakte ..forex ma hard work karna chayhe ta k ache earning kar saken..
                  • #1899 Collapse

                    short cut say mmoney ko kamany k liay humy bohat sary online kaam mil jaty hain laikin un say humy jo income milti hai us ko b hum nay short time mai hi run nahi kr saqty hain in say humy loss milta hai profit nazar ata hai laikin reality kuch or hi hoti hai
                    • #1900 Collapse

                      ji han forex ke business me shortcut method se earning koi nahi kar sakta aap bhi yahi koshish karen ke is me sakon se proper way aap talash karen kaam karne ki or jitna profit ho sake aap bina greed ke kamane ki koshish karen takey profits ka ratio losses se hamesha zyada he rahe .
                      • #1901 Collapse

                        Forex ek mukamal busniss hy jis mai apko earning hoti hy lakin bohat sai log forex mai be short cuts lagaty hy lakin forex mai un jaso ke liya koe jaga na hy
                        • #1902 Collapse

                          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main leanring kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho or huamin is main short suts ko avoid kar kay kam kanra ho ga
                          • #1903 Collapse

                            My bro aap ko is bat ka pata hona cahay Kay is business ma aap kosortcat sa koch hasil nhthoga asay logo Kay liay forex trading business ma kio Java nhe ha is ma aap ko both zada both zada mahnat ki zaroorat hit ha our is ma aap ko both zada mahnat our hardwarking karne cahay q k is sa he aap ko success hasil hoge.
                            • #1904 Collapse

                              G haan sae kaha ap na forex trading main jo log shortcut search karta haan wo log kabi b forex main acha kam nhe kar sakta is leya jab b forex ko join kara tu phir proper method sa phila forex ko learn kara then os ka bad join kara,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1905 Collapse

                                mary dost forex ak world wide business hay forex is not short cut business. forex ma koi be shor cut nhie kar sktay q k jb hum is ki market ma atay hay to is sa hum kamyab ho jatay hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X