Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    yes forex trading ek life time busniss hy jis sai log earning kerta hy lakin is ko smjna be bohat zarori hy jis sai apko lose na ho balke profit ho is ke liya ap isko study karo demo account dakho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      Aslam o alikum janab mere khayal me forex trading me koi be short cut nahi hai iss me ham hard working kar ke iss ke knowledge aur experience ko hasil kar ke iss se profit earn karte hain
      • #1878 Collapse

        forex me short cut ke way se kamae kerne walon ke liye koe jaga nahi he or na he lalachi logon ke liye koe jaga he yahan per ap ko sabar se kaam kerna perta he tab he ap kamyab ho sakte hen
        • #1879 Collapse

          her trader ke apni apni planning hoti he kiyun ke her kisi ke apni way of trading hoti he lekin aik baat to must he ke humesha long term planning he kamyab hoti he or samajhdar trader wo he he jo long term planning kare abhi tanke koe bhi short cut use ker ke kamyab nahi ho sake
          • #1880 Collapse

            yeah brother agree with you, short cut method forex men nahi hota, short cut way se earning karna greedy, overconfidence, multi trades open karna, high volume se trade karna hedging karna, yeh sabh short cut method men aati he, successful trader wahi he jo planing and strategy se trade karta he.
            • #1881 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho skata or huamin is main shortcut say huamin is main loss b ho skata hay or huamin is main agr success hasil karni hay to huamin is main practice kanri ho gi
              • #1882 Collapse

                short ut say apki earning kuch hi din ki ho sakti hai likin agar ap is ko long term kay iya use karay gay tu apki learning is pe aik boaht hi psootive bun sakti hai aur is ka fadia hi fadia mil sakta hai
                • #1883 Collapse

                  nahi bro is maiapp nai kafi hardwork kerna hoga tab hei apki bohat achi earning hogi
                  • #1884 Collapse

                    g han bro theak kaha apne agr hum forex ko ameer ban'ne ka short cut hai to ghalat soch hai or yeh soch humen forex men fail kre gi humen chay slowly and hrd work kam kren to zaror kamyb ho jaen ge
                    • #1885 Collapse

                      jnab hum jab tgrading karty hain to huamin is main sab say phly humain is main learnign kar kay kam karna ho ga kun kay huamin is main short cuts say huamin profit nai loss ho ga
                      • #1886 Collapse

                        Bilkul theek kaha, forex men short cut ka koi method nahi, ap kisi bhi traha short cut way sy success gain nahi kar skty, ap ko ziada sy ziada mehnat ki zroort hy, jo log greedy hen ya gambling krty hen ye sab arzi hy, 1 dam sy itna loss ho ga k in ka account he wash ho jata hy, is liye behter hy, k aram sy step by step learning karen aur phir success ki trf qadm brhain.
                        • #1887 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me short cut ka use nahi krna chahye kyun k agr hm is business me short cut ka use karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me short cut ka use nahi kiaa kareen soch smjh k kam kiaa kareen
                          • #1888 Collapse

                            G dear forex main shorycut tareke se hum income hasil nai kar sakte bcz AGR him asa kare ge to hume loss ho ga . kw ke shortcut wo log karye hai jo ke unexperenced hote hain.aik acha traider apne life time experience se or apni mehnat se achi income hasil kr sakta ha.
                            • #1889 Collapse

                              hanji bhi jan hum logo ko forex trdaing ma short time sa trdaing nhi krny hy hum logo ko forex ma dill lga kar kam krna hy hum ko is par pher eh kam yabi hasil ho gee
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                g ahn aap nay bilkul theak kaha hai jab bhi trades main real tading karain to humashan proper learmimg kay baad hi karain q kay start main aap ko mehnat karni parti hai lakin ap ko is ka faida hota hi aur iss kay saath hi aap ko achi trades karni aajati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X