Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    Forex Ik business h aur forex mn juwa ni lagaia jata forex mn short cut ki lalich mn aa k apna naffa b zai ho skta h. Forex mn kamyab tb ho skta h bnda jb lalich na kry aur short cut na lagaey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      Theek kaha apny forex trading main Jo traders short cuts use karty hain waqy e unki forex trading main koi jaga ni banti aur wohamesha loss main hi rehty hain unko mashwara hy k plz shirt cut sy bachain aur forex trading ko seekhain
      • #1998 Collapse

        G han short cutt krte hai tou woh lalach bhe sath sath chal rahe hoti hai tou is wjah se jo loag jaldi me hon tou woh behter hai k forex me he na aaen
        • #1999 Collapse

          is forex main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k market main achi trade kar k kamyab ho skaty hain aur short cut ko avoid kar k hamain experience hasil karna ho ga ta k market main earn ho
          • #2000 Collapse

            g han is forex main hamain trade karny k liye short cut ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main earn ho skay aur hard work kar hi trde karni ho gi ta k profit acha hasil ho saky aur market main achi trade ho
            • #2001 Collapse

              bikul apki bat right hai kay short term say trade karnaysa y kya milta hai apko kuc bi is kay baray me samjh nai ata hai is liay long term ka mind bana kay trade karay aur long term kay liay professioanl raders bun jaiy
              • #2002 Collapse

                agar hum forex trading main short cut use karty huway trading karen gay to es chakar main humay market main loss he hota hay aur humay aisa nahi karna chahiey humay mehnat karni chahiey
                • #2003 Collapse

                  forex aik real busienss ha ic man short cut marnay walun k liye just loss mojud ha or kuch ager trader chahta ha k oc ku profit hu or loss bilkul na hu tu short cut say bechay or long term ku prefer kery
                  • #2004 Collapse

                    Hain kuch log ko new kamars hotay hain wo short kat method use kartay hain matlb scalping hedging or is tara ki techniques laikin ya har banday ki strategy alag hoti hay Han ye bat hay may shuru shuru main earnings zada ho laikin kuch kafi trades bad main ghalat be hun ge jo account wash kr daitay hain
                    • #2005 Collapse

                      g han hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k earn karny main asani ho saky aur profit hasil kar k earn ho gi aur sucess ho gi
                      • #2006 Collapse

                        aik bat humesha apny mind ma rkhni chahye kay koi b business lay lay agr hum us ma short cut dekhty hain yani rato rat ameer hona chahty hain to yhi sab se bari wja hoti ha fail hony ki aur bilkul esi trah forex ma b humy dekhna chahye kay hmari kya mistake hain aur hum kese trading kr rhy hain aur jo b hmari mistake hoon usy find kar kay zror door krna chahye.
                        • #2007 Collapse

                          ji ap ka swal boht axa h forex mi nshort cut method sy earning krny walon k liy koi jaga ni q k is min hamen knowledge hota ni h r ham trading start kr dety han jis ki wja sy hamen boht sara loss ho jata h r us waqt hmen smjh ni ati k hmen kia krna chiy
                          • #2008 Collapse

                            I agree with you humy Forex me shortcuts nahi find karny chahye bulky is business me zyada se zyada hard-work karna chahye aur is ka zyada se zyada experience gain karna chahye isi trha hi hum Forex trading business me aik professional trader ban sakty han aur acha profit take kar sakty han.
                            • #2009 Collapse

                              Shortcut always cut the life kibi b shortcut use na kary kisi b business my or forex my to shortcut buhat nuqsan dy sabit ho sakta hy so hmesha apny business k fail hony ki waja dondy k kis waja sa treading fail hovi hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                forex market mai koi short cut method nahi hai. es lye ap es market mai short cut method ko serach na kray. weana ap es market mai successful nahi ho sakty. es lye ap forex market mai durast way ko choose kray.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X