Analyse nahi to kuch nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analyse nahi to kuch nahi
    Forex main successful trading k liye best analyse hi sab kuch hain ager analyse hi nahi kerna aty to forex main kamyabi possible nahi hai successful trading tab hi possible hai jab ham achy analyse kerna janty hon analyse nahi to kuch bhi nahi because forex main apki achi earning depend kerti hai just best analyse per to apni trading skills kp improve karen and strong analyse kerna seekhen markete ko samjhna seekhen jo markete ko samjh jata hai is k liye best analyse kerna possible hota hai and jo member analyse nahi ker sakty wo dosry nembers k signals per depend ker k earning to ker sakty hain but best earning nahi ker sakty so khud mehnat karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analyse nahi to kuch nahi

    aap nay bohat hi achi bat ki hay analysis jitna acha ho ga trade us hisab say hi kamyab ho gi analysis k bagher trading possible hi nai hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Analyse nahi to kuch nahi

      hamain market main analsye kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum run karin gay aur hamain is forum main bi knwodlge ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi tab hi hum real main kam kar k hi hum achi earning h osaky gi tab hi hum run karin gay
      • #4 Collapse

        Re: Analyse nahi to kuch nahi

        Analysis bhoht kuch hn. Ager ap ye seekh jate hn to ap kamyab ho skte hn
        • #5 Collapse

          Re: Analyse nahi to kuch nahi

          hamy analyses ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai successful ho sakty hain agar hum analyses ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai broker ka ki blam nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is main agy bar sakty hai or market mai run kar sakty hai or pasia kama sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Analyse nahi to kuch nahi

            dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham k pass achay say acha analysis nahi hay to ham k pass kuch bh nahi hqay so is main ham ko chye ho g k ham is main ityqat k sat apnay kam ko last tak karaty ranay ki try kia karein is main ham ko kabhi bhi apnay time ko waste nahi karna o g is main anay k bad agar ham nay agay ki janib jana hay to .
            • #7 Collapse

              Re: Analyse nahi to kuch nahi

              Ji han doston Forex trading Mein kam karte hue Agar aapka analysis Nahin Hai To aapka trade aapki Ki loss ka sab banta hai isliye aapko chahie ki Hamesha message karte hue hi aap apni trading start karen aur analysis Ke bagair Apna trade Mein entry bilkul na Karen Kyunki Jo log without analysis trade karte hain vah loss hi Karte Hain
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Analyse nahi to kuch nahi

                Koi bhi kam kiya jaaye to uske liye jaruri hai ki sabse pahle Hamen unke bare mein analyse kar lena chahie translate Kaisa Businessman licence ka process bahut jyada Jaroori hai agar aap accha analyse kar lete hain to aap Kamyab ho sakte hain agar aap analyses Nahin Karte to aapke pass kamyabi Nahin ho sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Analyse nahi to kuch nahi

                  Forex market mein kaamyaab hone Kay leye market k analysis zaroori hai market ka analysis karain gey tu market ko samjh saktay han market ko samjhne Kay leye analysis karna zaroori hai analysis ko sekhna zaroori hai analysis ko sekh kar market ko samjh saktay han aur profit earn kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: Analyse nahi to kuch nahi

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                    Forex main successful trading k liye best analyse hi sab kuch hain ager analyse hi nahi kerna aty to forex main kamyabi possible nahi hai successful trading tab hi possible hai jab ham achy analyse kerna janty hon analyse nahi to kuch bhi nahi because forex main apki achi earning depend kerti hai just best analyse per to apni trading skills kp improve karen and strong analyse kerna seekhen markete ko samjhna seekhen jo markete ko samjh jata hai is k liye best analyse kerna possible hota hai and jo member analyse nahi ker sakty wo dosry nembers k signals per depend ker k earning to ker sakty hain but best earning nahi ker sakty so khud mehnat karen
                    Dear ye cheez 100% analysis py depend nahi karti hai bul k analysis jo ati hai wo technical ya trading hybrid method mai ati hai, or iska success percentage just 20% hoti hai,or hamari is market mai subse bari ghalti hi ye hoti hai k hum market mai 20% method pay focus kar rahay hote hai jb k 80% cheezay ziada market ko control karti hai or hum jo mai 80% hai wohi neglect kardete hai esi lie bhut say trader loss karadete hai apnay paison ka.
                    • #11 Collapse

                      Re: Analyse nahi to kuch nahi

                      Some slippage is unavoidable in trading, particularly during fast markets when
                      there are no guarantees. But some slippage is also poor execution on the part of
                      the floor broker. Slippage and commissions are interconnected because you must
                      eventually weigh the cost of commissions with the service of your broker. Poor
                      execution and an extra tick of slippage on every trade can eat up a low
                      commission rate very quickly. Remember that there a good floor brokers and bad
                      floor brokers. It is worth paying a little more commission for better fills.
                      The more trades you make, the more important slippage and commission
                      becomes. The more trades you make, the higher the volume for your broker and
                      the lower your commission rates should be. This is a very important cost of doing
                      business and one you should focus on once your trading business is up and
                      running.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analyse nahi to kuch nahi

                        Whenever you look at a price chart, you will select a timeframe chart perhaps it’s a minute or an hour or a day. for that Rather than simply plotting the open or close price for that time frame, the candlestick gives you information about what went on during that period of time. Having all this extra informat ion, gives you a heads sentiment up about market and can offer invaluable clues about the way the market will move.
                        • #13 Collapse

                          Re: Analyse nahi to kuch nahi

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                          Forex main successful trading k liye best analyse hi sab kuch hain ager analyse hi nahi kerna aty to forex main kamyabi possible nahi hai successful trading tab hi possible hai jab ham achy analyse kerna janty hon analyse nahi to kuch bhi nahi because forex main apki achi earning depend kerti hai just best analyse per to apni trading skills kp improve karen and strong analyse kerna seekhen markete ko samjhna seekhen jo markete ko samjh jata hai is k liye best analyse kerna possible hota hai and jo member analyse nahi ker sakty wo dosry nembers k signals per depend ker k earning to ker sakty hain but best earning nahi ker sakty so khud mehnat karen
                          Forex trading Mein analyse Hai To Sab Kuchh hai agar Hamare Paas analyse Nahin Hai To Ham Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte isliye Forex trading Mein Silai karne ke liye Hamen mehnat Karni Hogi Din Raat Se Dil Laga kar kam Karenge To Ham analyse Mein Kamyab Honge frocks form per analyse karne ke liye hamare pass Achcha experience Hona chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Analyse nahi to kuch nahi

                            Ji friend bilkul main aapki baat se Ittefaq karta hun aapne theek kaha hai Forex form per analyse ke bagair Ham tra3 nahin kar sakte ya To Hamen Apne analyses ko strong banana chahie Taki Ham acchi earning kar Saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analyse nahi to kuch nahi

                              Forex trading mukaml tor par ap k anlaysis or strategies py depend
                              karti hai. Jab ap k pas good skills or achay or expert traders ap k dost hongy tu koi bhi ap k analysis or skills ko challenge ni kar skta hai. Is liye jab bhi ap koi bhi new strategy ya skills ko azmana chhaty hain tu zarori hai k a phly usko demo trdaing account main Geri karein or us k bad apni trading main utilize krein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X