new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain
    agr ham is main new hain to hamy major pairs par trading karni chahey hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hai ham kamyab ho sakrty hain or acah pasia kama sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

    Ham Nahin Karenge To Hamen kamyabi mil Jayegi aur Agar Ham Nahin Karenge To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga aur ek take online business hai Ham 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar usmein kaam kar sakte hain Ham ismein Raat Mein ya Din Mein kaam karke Paisa kamate ky apne zarto pura kar sakte hain isliye kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti
    • #3 Collapse

      Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

      Zebra dost new member ko chahie ki vah currency pair jo hai unko choose Karen Kyunki Agar currency pairs main aapki trade aapke last Mein JB Sahi to aapko Itna Jyada loss Nahin Hota Kyunki yah pair hote hain inmein moment Itni fast Nahin Hoti jitni ke aapke oilier gold ki trade se passbook karti hai to unmen Aapka loss Kare Shor jo hai vah bahut jyada hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Jo new member Hain unko guide Karenge vah currency Mein trading Karen Taki unko experience bhi hasil lo
      • #4 Collapse

        Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

        hamain is foruum main learning karni ho gi aur pair ki currency ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora kar hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main bi trnd ko use kr k hi hum loss say bach saky hain aur hamain trnd ko use kar k hi hum run k arien gay ta k loss km ho
        • #5 Collapse

          Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

          agar hum es main new hain to humian es main demo account maikn humian es main practice karne ho ge to he hum es main expert bn skty hain humian es main mahantr say humian es main kam karna ho ga to he hum es main kamajb ho skty hain hum es mian den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain agr hum es mian lalche bn kar hum es main kam karian aghin to humian es main loss ho ga
          • #6 Collapse

            Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanpk پيغام ديکھيے
            agr ham is main new hain to hamy major pairs par trading karni chahey hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hai ham kamyab ho sakrty hain or acah pasia kama sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
            Maray khyal may tho sirf 2 pairs asay hay jis par sab members trading karthay hay ek gold our dhosra crude oil jis par har member chahtha hay I so trading karay our agar is pairs par experiance hasil Kia jaaye tho buhut acha profit mil saktha hay.
            • #7 Collapse

              Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

              new trade ky liey silver pair best hain is ke movement slow hote hain is main loss ky chance be kam hoty hain hamy is mai kam karny ka acha bonus hasil hota hain hum is main live trading karty hain hum is main sada urdu main trading karty hain hamy is main confidence sy kam karna chahey hamy is mai kofzada ho kar kam nahe karna chahey hamy is main cool mind sy kam karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

                Dear new members ko sirf currency pairs mein trading krni chahiye kionkeh us mein big loss nhi hota aur slow movement wala pair theek rehta hai kionkeh usko bar bar dekhny se market ka experience barhta hai phr waqt k sath sath aur pairs add krty jaen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: new mamaber kis pairs main trading kar sakty hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanpk پيغام ديکھيے
                  agr ham is main new hain to hamy major pairs par trading karni chahey hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hai ham kamyab ho sakrty hain or acah pasia kama sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time prfoessioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
                  dear members new members ko main ye kehna chahon ga ke woh hamain jab start tradign karen to demo ka istamaal karen our us ke bad un ko chahye ke woh sif cruncies piar par trading karen ta ke woh trading seekh sakain our un ka account wash na ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X