Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.
    Dear members Assalam o alaikum. Dear members forex trading all over the world use hony wala bussiness ha aur is main all over the world investers ne apna paisa invest kiya hwa ha aur is main politics k log bhi shamil hain aur dear members forex trading main up aur down jitna bhi hota ha woh apki mulk ki economically ratio pa hota ha aur yeh direct apki political parties ki waja se bhi hota ha. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

    Jee sir ap ny thek kaha politics international ho ya national and news ye forex py bht assar andaz hoty hen Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market7 main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

      dear is main ham k kam hay k ham is main forex k related he apnay kam ko achay say karaty rahnay ki try kia karein is main ham ko kabhi bhimind main politic ko set kr k kam ko nahi karna ho g is main jitna bhi ho saky ham ko mehnat k sat last tak apnay kam ko jaery rakhay rahein to bad main ja kr k he ham ko kamybi gain ho sakti hay .
      • #4 Collapse

        Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

        Mere Khyal se pahle tax ka Jyada Asar Forex per Nahin Hota ismein different parties Ke Log Shamil hote hain aur unhen chahie ki vah pura score Ek Pakistani hone ke Naate istemal Karen nahin hai ki vah kis party se Taluk rakhte Hain iski markets mein jo aap sentence Hoti Hai To vah Mere Khyal se latest ki vajah se nahin Hote vah mobile ke Apne Hi Halat hote hain jinki vajah se yah sab Kuchh Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

          forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain forum main learning karni ho gi tab hi um real main main trend ko use karna ho ga tab hi hum run karin gay uar hamain market main bi planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main earning ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

            forex main humian es main kam ko akrny kay ley humian es main mahant say huami es main kam karna ho ga to her hum es main kamajb ho skty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main kam karain ghain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main bgir learning kay hum es ain kam karian gain to humian es main nuqsan ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

              dear friend ap nay sahi kaha hy mulki halat ka forex market main bohot asar hota hy aur as main forex market main bhi bohot soch samgh kr mulki halat k motabiq aur politax ko bhi dekhna chaye ges say hum ak bahteren order bena kisi ziada resk k ly sakty hain as leye her tarah say market ko folow karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Politics forex trading pa bht asar andaz hoti ha.

                Dear forex market mein bhi currency pair pr us country ki economy aur political situation bhi depend krti hai aur pair ki value up down hoti hai lekin aik country ki baat ki jaye tu us pe bhi political aur economic situation bhi asar andaz hoti hai jiski waja se us country ki taraki depend krti hai is liye pair mein trade open krein tu us country ki political aur economic news ko read kia krein trading mein help milti hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X