Bollinger band ke jab bands jab squeeze hoon tu us time market slow move ker rahi hoti ha US time agar ap daikhaen ke candle ne upper band ko bemreak kiya ha tu aur cand ziyada berhi nahi ha tu ap buy ker laen. Aur jab candle lower band ko break ker k close ho aur candle ziyada big na ho tu ap sell ki trade lagaen. Es ke liye ap 15 mint chart use karaen. Stoploss closing candle ka low agar buy krean tu aur sell ke liye high rakhaen. Es se ap 20 to 30 pip le sakty haen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим