Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.
    Assalam O Alaikum friends.
    Sometimes hum bahut achy analysis bhi karty hain laikin phir bhi market hamary analysis kay agaisnt he ja rahi hoti hay, jaisy keh last two days CL continue up ja raha tha halan keh iski RSI above 70 thi, or over bought bhi show ho raha tha, phir bhi 400 pips sold out hua, or 26+ main gia,
    Ye is liye hota hay keh brokers say ziada big banks market ko control kar rahy hoty hain, or wo aisy pairs daikhty hain jin main maximum invest kar rahy hoty hain to wo sub kuch unky control main hony ki waja say market ko reverse position main lay ja kar apna faida kar laity hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

    Sentiment analysis ko istemal karke Ham market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham usko ignore kar denge To Hamen nuksan ho jaega Forex Ek bahut bada business Hai Isko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai Ham ismein trade open karke profit Hasil kar sakte hain trade open karne ke liye Hamen sentimental analysis ka istemal karna hoga Forex Ek online Business hain
    • #3 Collapse

      Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

      Salam dear friend, umeed krta hu k ap bilkul theek Honge. 2K Aksar Hota Hai Jab Ham Koi analysis technically Karte Hain To uske upar Koi Na Koi fundamental analysis effect kar jata hai Jaisa ke aajkal aur Pichhle Dinon mein aapane dekha hai ki coronavirus ki vajah se forex market bahut jyada affected Hui Hai isliye UN per technical analysis ka koi Asar Nahin hua Aisa Ho jata hai ki kabhi kabhi analysis bhi Kam Nahin karte
      • #4 Collapse

        Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

        forex main humain es main mahant sya humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain hum es main analysis ko estmal kar kay hum e smain trade lga skty hain hum es main trade ko open kar kay hum es main kam ka skty hain agr hum es main bgir learning kay hum es main kam akrian gain to humian es main loss ho g aour humara account be wash ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

          Dear bro apki baat theek hai aap jis oair ka technical analysis krty hein us k mutabik apki trade right direction mein hoti hai lekin is business mein aik smart money hoti hai jo choty traders ko loss deny k liye unki mrzi se market ki movement hoti hai woh jis taraf chahty hein market ki direction change ho jati hai is liye traders ko loss ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

            Han g kabhi kabhi market m aesy din a jatty Hein keh analysis b Kam nii karty Hein market m lakin yeh bht he ziada exceptional case hotty Hein or hmain isko Apny mind m rakh k Kam karna chahye agar Ham karna chahty Hein to
            • #7 Collapse

              Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

              Assalam o Alikum,

              Asa nai h k hum market analysis sei acy tareeqy sa, nai krty, hmary pas agr trading experience h to hum market analysis to a y kr laty hein but un prr per 3 sa 4 din trading krty hein jis ki wja sa hmary analysis fail hoty hein hmein cheaye k daily trading krein ya na krein market analysis daily kiya krein, ta khmein daily ki market values ki up and down ka Pata clta rhy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Aisa q hay keh sometimes analysis bhi work nai karty.

                jinhan esa pehly baar ho rha hai our ye sara is lye ho rha hai ke puri duniyan mai lockdown ki sorat e haal hai our agar is tarhan lochdown chalta rha to markeit ko samajhna bhot hi mushkil our namumkin ho jai ga.

                اب آن لائن

                Working...
                X