Kam Profit Acha Hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam Profit Acha Hay.
    Dear all members forex trading me high profit means hay high risk. High risk se high profit hosakta hay magar account wash bhi hosakta hay or big loss bhi. Bhetar hay jab tak expert na ban jein tou kam profit per kam karein low risk lein. Takey hum slow slow trading bhi krte jein expert bhi bante jein or earning bhi kerte jein.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam Profit Acha Hay.

    Forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh kam profit pe bhi compromise kartay hen kiun k kuch nah milnay se kam milna behtr hota hey aur jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh kam profit se bhi haath dho bethtay hen iss liay lalach se perhez karen aur khud ko kam profit pe satisfied karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
    • #3 Collapse

      Re: Kam Profit Acha Hay.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
      Dear all members forex trading me high profit means hay high risk. High risk se high profit hosakta hay magar account wash bhi hosakta hay or big loss bhi. Bhetar hay jab tak expert na ban jein tou kam profit per kam karein low risk lein. Takey hum slow slow trading bhi krte jein expert bhi bante jein or earning bhi kerte jein.
      Agar Ham Chahte Hain Ki Hamen loss kam se kam ho ya Ham Logon se Bach sake to Jab Bhi Hamen open trade Mein Kuchh profit Hasil ho raha ho To Hamen Apne trade ko close Karke use profit ko sev kar lena chahie aur Agar profit withdrawal ho to pahle usko withdraw Karana chahie Kyunki Agar ham trade ko continue rakhte Hain Jyada profit Hasil karne ke liye to market job reverse move Karti Hai To Hamara account bhi vah so Jata Hai yah Hamen bahut bada loss ho jata hai profit Hasil karna bahut Mushkil hota hai jo Ham small balance ke sath Badi earning karna chahte hain
      Last edited by ; 07-05-2020, 05:12 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Kam Profit Acha Hay.

        Dear members zada lalach ke zarut nai krni chya profit kam bhe ho to acha hea Allah ka sukar aada krin or insaan to. na shukarya. hea zada profit kay leya manat bhe zada krni chya agr zada banifet cahty hain to forex py both hardwark krin fazul kay kaam chor kay forex ko time dain or munafa kamian forex kay kam kay dahan main hum both sarya gumaon sy bhe bach jaty Hain
        • #5 Collapse

          Re: Kam Profit Acha Hay.

          Assalamu alaikum friend aap ne bahut acchi post ki hai aur main aapki baat se agree karta hun aur mere Khyal ke mutabik agar aap is form Mein new hai to aapko kam profit per hi active karna chahie Kyunki agar aap Jyada profit ki lalach mein Jaenge to aapko Las ho sakta hai aur aapka account wash bhi ho sakta hai Kyunki initial level per aapke pass bonus kam hota hai to Las aur Wash Out hone ke chances Jyada Hote Hain yaddasht kam profit hi Achcha Hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kam Profit Acha Hay.

            Ji bilkul kam profit acha ha ji agr hamain hamari trade profit main ha to agr WO profit kam ha to koi bat Nhi hamain WO Profit kabol ha main loss sy to bhaiter ha aur hamain is business main kabbi hui lalach Nhi kerni chayie agr him lalach karain gy to hamain bhaot loss ho ga aur gain hamesa sabr sy kaam Kerna Chayie
            • #7 Collapse

              Re: Kam Profit Acha Hay.

              Pakistan Forex mein agar Hamen Achcha Sa profit Hasil ho raha hai aur Agar bahut kam bhi baat ho Kata Jata Hai To fir Hamen bilkul ghabrana Nahin chahie vah Hamare liye bahut Achcha hai Hamen chahie bahut kam profit per bhi acchi Si Ham acchi trading Karen accha profit Hamara increase day by day Hota Jayega acchi koshish karen mehnat acchi Si karen to yah aapko Achcha Sa fayda aasani se Forex Aasan Hoga Pakistan forex business bahut Achcha business hai Hamen chahie Dil lagakar kam karen to hamare liye acchi Tarah Se kamyabi Hogi
              • #8 Collapse

                Re: Kam Profit Acha Hay.

                Dear member's kamyab honay kay liay hamsha nichay say ham uper jatay hain isliay agr hamin kam profit mil raha ha tu hamin isis pay kush ho jana chaey w keh ham yahin say sikha kay agay barhtay hain agr ham choti choti trade laga kay acha experience gain kar litay hain tubhamray liay ye zeyada bahtr hota ha .jab hamray pas tajarba a jata habtu tab jay kay ham bari trade pay bhi profit gain kar saktay hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Kam Profit Acha Hay.

                  Doston tahmol Se kam Karne Wale log hi Hamesha kamyabi ki Bulandi ar pahunchte Hain jab tak hum khoob forex main tujarba hasil na kar lain hamain chahye kay kam profit ko he ziada samajhna chahye jase rase aap ka skill development hota jay ga profit main izafay ka imkan bhe harh ta jaiga
                  Thank you for your attention
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam Profit Acha Hay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
                    Dear all members forex trading me high profit means hay high risk. High risk se high profit hosakta hay magar account wash bhi hosakta hay or big loss bhi. Bhetar hay jab tak expert na ban jein tou kam profit per kam karein low risk lein. Takey hum slow slow trading bhi krte jein expert bhi bante jein or earning bhi kerte jein.
                    ji han dost agar ye ho ke ham zyda risk ya zyada profit ke chakar main jate hain our haamara loss ho sakta hai to kam profit hamare lye bhot behtar hai our isi main hi hamara faida hai our agar ap zyad profit karte hain to ap ka account wash ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam Profit Acha Hay.

                      bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki humko chahie kya main Kabhi Bhi Jyada kala chana Karen hamare liye kam profit bhi behtar hai agar ham Jyada ka lalach karenge to humko Kabhi account was hone ka khatra hota hai aur aise ho jata hai ki profit se hokar hamar account loss Mein a jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam Profit Acha Hay.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
                        Dear all members forex trading me high profit means hay high risk. High risk se high profit hosakta hay magar account wash bhi hosakta hay or big loss bhi. Bhetar hay jab tak expert na ban jein tou kam profit per kam karein low risk lein. Takey hum slow slow trading bhi krte jein expert bhi bante jein or earning bhi kerte jein.
                        Ji han my dear forex member aapane bilkul bahut hi acchi baat ki hai Hamen Jyada profit Lene Ki lalach Mein account wash karwane se behtar hai kam profit per Sabar karna chahie aur Hamesha kam lot size use Karke Soch samajhkar trading Karni chahie aur Kabhi Bhi Zyada risky trade Ko Nahin Lagana chahie isase Hamen bahut jyada loss ho sakta hai ya FIR Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye Hamen Hamesha risky trade Se Bachana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam Profit Acha Hay.

                          yes dear forex men kam profit ko hasil krny k laiy kam krny wala he hamesha kamyab ho jata hy aur kam ka milna na milny sy behtir hy jo hmen es men kamyab bna skta hy aur agr hum ziyadah ka lalch kren gy to hum ko es men nkami ky siwa kuch bhe nhe mily ga aur hum forex men lgn mehnat aur soch smjh ker kam kren gy to aur kamyabi he mily ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam Profit Acha Hay.

                            Loss se acha hy km profit ka hasil hona bhut zaroori hy trading ko planning se lgaen planning se lgane main hamesha Profit hasil hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam Profit Acha Hay.

                              Ager kam profit ka target rakha jaye to laluch kafi kam ghalab ata hay. is liye kam profit ka target set kerna boht say masail say bachata hay. lakin aisa bhi nahi hona chahye kay zayada profit ki jaga boht hi kam profit ko set kia jaye. aik maqool target set kerna har trader ki achi himat e amli hoti hay jo kay boht say traders ko pata nahi hota. ager trader achi hikmate amli per amal kia jaye to trader ko boht acha target set kernay main madad milti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X