Indicators ka use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka use karna
    Forex trading aik business he jis min market ki theek direction ka andza kar leina hi earning he main ap sab se ye pochan chahta hon k hum kon kon se indicators use karin aur keise hum un indicators ko use kar k kafi bari earning aur profit hasil kar lin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course that we are use the indicators. In this way we are easily find our the market trend and we are prepare the planning. We can warn the good money. Indicators are good in the Forex market.
    • #3 Collapse

      mene tu kbhi bhe koi indicator use he ni kiya hai is leey mujeh ye use kerna bhe nhi ata hai.,is eey me is ko use kerna pasand bhe nhi kerta hun.
      • #4 Collapse

        hamain trade karnay k liay market ka trend daikna hota hai and is k liay ham kafi saray indicators ko use kar saktay hain
        • #5 Collapse

          g han,indicators bohot helpful hotay hain,mein jin indicators se used to hun,un mein wo bollinger bands,stochastic,rsi etc hain,ap apni sahoolat k mutabiq indicators istemal kar sktay ho,search on the net and you will get numerous indicators.
          • #6 Collapse

            gee friends mere kheyal se to agr hum indicator ki bajaye hum khud market koanalysis kr k or ak proper planing kr k traidng kren to hum forex me jldi kamiyab ho skty hn or es me jb hamen ak dafa samj a gai to hamen kabi loss ka samna ni krna pary ga ......
            • #7 Collapse

              Yes of course that the indicators are best. We are use it regular base. Then we are under stand the forex market. We are find out the market trend. Then we are able to earn the hand some money in this market.
              • #8 Collapse

                indicator ka istimal karna chaie agar ap new hen ap ke pas knowledge or experience kam he agar ap ache trader hen to indicator ka istimal na karen.
                • #9 Collapse

                  G bhi thek kaha he apny mery khayal say to agar hum indicator ki bajaye hum khud market koanalysis kar kay or ak proper planing kar kay trading karen to hum forex me jaldi kamiyab ho saktay hain or es me jab hamen aik dafa samj a gai to hamen kabi lose nahi hoga
                  • #10 Collapse

                    Bahi jan forex trading main indicator ko use karnay say kuch had tak humain market kay trend ka andaza ho jata hay, es liay humain different indicator ko analysis main use kar kay market kay trend ka analysis karna chahyie.
                    • #11 Collapse

                      hello bhai indicator bohot helpful hotay hain main jin indicators say used to hoon un mein wo bolinger band or bhi aap kafo sary indicators hain aap apni sahoolat k mutabiq indicators istemal kar sakty ho search karein or jo bhi aap ko acha lagay wo use karien.
                      • #12 Collapse

                        forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai indicators per depend ziyada nahi kerahe.
                        • #13 Collapse

                          Find a mentor, and suppose it is possible, but here there are two very serious problems: first, how to make sure that this is really the tutor whom claims to be, and not an impostor. And in - the second, it will not work for free, they do not beg, as a beginner, and so raises funds for future deposit and money
                          • #14 Collapse

                            Gee baahi sahab forex trading main bht sy log indicater use kerte hn or us ko dekh k he trading krte hn or profit kamate hn
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gee baahi sahab forex trading main bht sy log indicater use kerte hn or us ko dekh k he trading krte hn or profit kamate hn indicater aap ko phle he rates ka bta dete hn
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X