Stretagies bana ne k different tareeqe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Strategies bana kar ham Technic use kar k achi trading kar sakty hey or es ka result b acha hota hay hamy esy hi strategies use karny chaye jes me hamy zeyda faida ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Achi strategy mere khayal mai wo hai jis mai apki har cheez ki planning ho monthly profit schedule set kiya ho apny forex ki working timings set ki hui hun aur full planning ke sath ap trade karain low risk lain.
      • #18 Collapse

        hum forex trading market me different ways k through strategies ko use kar k apne trade ko successful bana skhty han islye forex ek bhot he best business hai jis me hum bhot sari strategies ko use kar skhty han me to is forum me best strategies ko use karta hun
        • #19 Collapse

          bro har ksi ki mentality diferent hoti hay is liya har koi apna apna method chose karta hay trading karny ka liya is liya tu kisi na kisi ko loss or profit hota hay har koi aik jaisa nai hota
          • #20 Collapse

            dear aysa he hy jab ap es business ko seekho gy smjho gy tu no doubt ap boht kam waqt mai boht aage tak le kar chal sako gy soo ap faida b hasil karo aur apni life ko b set kar lo...
            • #21 Collapse

              ji bilkul is main ap strategy k bagair earning nai kr kte ho kyun k is main jb tk ap k pas koi bhe proper plan nai hoga to is main ap kam nai kr sskte ho jb tk ap ko ye he nai pta hoga k ap ka goal kai hah to is main ap kaise kam kro gay
              • #22 Collapse

                Strategies aur plans aik trader ka weapon hai jis k through wo market mn profit earn karny k sath apna name bh bnata hai aur successful traders ki list mn hota hai. But strategies aur plans bh experience sy aty hain.
                • #23 Collapse

                  Koi b strategy bnanay k liye demo account sb say best option hai or demo account mai trader apnay trading skill or knowledge ko zyada say zyada develop kr skta hai or successful strategies ki base pr profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #24 Collapse

                    well sb se pehle tou yes strategy ya planning kisi bhee kaam ko karne k liye bohot zarori aur acghii hai is ko aise bnaya jae k kis waqt aur kitne ghantwe ye jkaam karna hai is k ilaawa is main ye bhee zarori hai k jo itraada kia hia ab us k mutabiq is kaam ko follow karain k daily ye kaam karna hai
                    • #25 Collapse

                      forex trading mien apko apni khud ki trading strategy banani hogi aur phir usko hi apko trading mien implement karna hoga to phir ap is mein bohat kamiyab hosakte hian.
                      • #26 Collapse

                        bilkul bahi bohat say log yahi samjaty hain k trading bohat easy kaam hai lekin esa bilkul b nhi hai yeh bohat risky kaam es main kamyabi k leyeh mehnat or achi planing k zaroat koi b trade lagany sy pehly hr cheaz ka khayal rakhna chaiyeh
                        • #27 Collapse

                          Strategy ya planning to khud hi karni parti hy aur dosron ki planning ko copy nahi karna chaheye. Is key leye sub sey behtar hy keh aap different traders ki opinions aur un key experience sey roshni hasil karain. Forex main indicators aur charts ko use krna seekhain aur is key leye different websites ko study krain.
                          • #28 Collapse

                            gee haan bhai hmein apne trading mein strategies ko follow krna he aur is ke jo bhe different tareeqe hein un ko smjhna he aur apne forex trading ke profper leanring krne he phr hmein in chezon ke smjh ae ge aur hm success lein ge
                            • #29 Collapse

                              mare khyal main hum Forex main soach semjh ker trade ker k he kuch earn ker sektay hain bgair soche hum is business se money earn ni ker sektay is lie humain achi trading kerne k lie aur is se huge profit earn kerne k lie koi strategy bna ker he trade kerni chahie ta k hum Forex main successful ho skain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G agr ap forex trading business mein new trader han tu ap ko forex trading business mein sab se pehly knowledge hisal karna ho ga aur demo account par practice kar k forex trading ki learning hisal karna ho gi aur demo account par practice se achi planning banna ho gi aur planning mein ap ko apne balance k hisab se planning karna ho gi tab forex trading business mein profit earn kar sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X