Dears, aik trader kabhi bhi apni trades ko bahut ziada nahi daikhta. Jab wo trade open ker daita hai tu usy yaqeen hota hai ke us ki trade profit mein hi aye ge. Chahe kitni hi loss mein chalti rahy usy tention nahi hoti. Aur yehi aik trader ki kamyabi ka raaz hai ke wo trade ko us ke hal mein chor daita ha. Forex market ki movement bahut confusing hoti ha agar hum aisy trades ko follow karty rahaen ge tu hum trade ko us ke asal time se pehly close ker daen ge.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим