Chote account pe over trading nahi karni chaheye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chote account pe over trading nahi karni chaheye
    Forex Trading me market halat aur mumalik ki mukhtalif news ki waja se up down hote rehte hen. Kabhi kabhi to ye bohut zyada taghayur pazir hote hen. Jese aajkal Corona waba ki waja se jo market ki situation hai to is ko dekhte howe jin hazrat k small Trading account hoten hen ya jo sirf bonus pe guzara kar rahe hote hen k wo trading karte waqat bohut ihteyat kare aur hamesha over trading se parhez kare. Aur commodities se to door hi rahe to behtar hoga q k commodity account ko khali karne me dair nahi lagate.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

    Hamen Apne experience ke mutabik balance invest Karke market Mein trading Karni chahie Ham 24 ghante mein kisi bhi waqt ka time table Banakar trading kar sakte hain Ham mehnat karte rahenge To Hamen kamyabi milati rahy ge hum is mai pairs Mein Aur currency Mein training kar sakte hain Ham news mein bhi trading kar sakte hain kabhi bhi Khatam na hone wala hai
    • #3 Collapse

      Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

      hamain ahi earning karny k liye mhnt karni ho gi aur hamain acah tradr banany say pahhly is k rule sko mind main rakhna ho ga aur hamain acha tradr bannay k liye mhnt karni ho gi aur hamain account k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main bi mind ko fresh ka rk hi hum achy say trade karni ho gi ta k earn karien gay at k loss km ho saky ga
      • #4 Collapse

        Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

        G haaaan aaaaap ki Baaat biLkul Sahi Hai Chaahay AccoUnt Chotaaa Ho Yaaa Baraaa Ho Overtrading Bilkul Bhi Nahi karni Chaahiye or Jo Bhi Trade Lagaaani Ho Safe Lott k Saath Hi Lagaaani Ho Or Jab Aik Dafaaa humEn Humaaara Matloobaaa ProFit Kaaa TarGet Haaasil Ho Jaaaaey To HumEn Usay FoRan WiThDraw KaRwaaa lenaaa Chaahiye Or DoBaaRaa Trading KaR k Usay Bhi Zaaya Nahi KaRnaaa Chaahiye....
        • #5 Collapse

          Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

          hamy over trading ko avoid kar ky is main mehnat sy kam krna chahey hamy aik time table bana kar is main daily bse par kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil karky apna lief styke change kar sakty hain ham is main part time be kam kr skat yhain or ham is mawin apni amrzi s yfull time be kam kr skaty hawin yai aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

            ji bilkul aapki baat sahi hai Hamen to account per bilkul bhi overtraining nahin Karni chahie Bal ke kam lot size lagakar trading Karni chahie Taki Hamen kam se kam nuksan ho aur Hamara account Jyada der tak kam Rah sake aur Iske alava main bahut jyada a chat Karni chahie trading karte hue hanskar Agar Hamara account Chhota Hai To jyada hi pyar ki jarurat hoti
            • #7 Collapse

              Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

              G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut soch samajh kar kam karna chaheya takeh hum a smne kamyaby hasil kar saken a slia hamen forex men bahut himat kay sath kamyaby hasil karny chaheay kun kay as men himat kay sath kam karny say hi kamyaby milty hy
              • #8 Collapse

                Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                Forex Trading me market halat aur mumalik ki mukhtalif news ki waja se up down hote rehte hen. Kabhi kabhi to ye bohut zyada taghayur pazir hote hen. Jese aajkal Corona waba ki waja se jo market ki situation hai to is ko dekhte howe jin hazrat k small Trading account hoten hen ya jo sirf bonus pe guzara kar rahe hote hen k wo trading karte waqat bohut ihteyat kare aur hamesha over trading se parhez kare. Aur commodities se to door hi rahe to behtar hoga q k commodity account ko khali karne me dair nahi lagate.
                Ji han bilkul Jin trader ke pass small Kaun hote hain unko kabhi bhi over trading nahin Karni chahie aur small account ke sath naahi risky trade Karni chahie Kyunki Jiski trade aur overtrading mein Hamesha nuksan hota hai jo ke Small account wale bilkul bardasht nahin kar sakte unke account varshon sakte hain aur unko nuksan ho sakta hai small count Walon Ko Hamesha Soch Samajh Kar kam lot size ke sath trading Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

                  Punjabi main aik both achi kahawat hay kay chadar dekh ker paon phelana chahye. is say kabi bhi koe kam over nahi hota. jitni himat ho utna hi kam kerna chahye. isi trah say forex trading main apni equity ko dekh ker us kay mutabiq hi trade laganai chahye. is say kabi bhi over trading nahi ho gi. chota account thoray say risk zayda kernay say wash ho sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

                    Assalam o Alikum,

                    Forex account ma agr hmsry pas kam balance h to phly to hmein trading kam bonus k sat trading ki trf nai Jana cheaye but agr pir b hmary pas etna experience r knowledge trading ka h to hmein pir kam lot size laga kr long term trade krni cheaye r tory tory profit ko akta krna cheaye r over trading ki trf kbi b nai Jana cheaye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Chote account pe over trading nahi karni chaheye

                      choty account main kam balance ki wjaa say ap ko trades wo karni chahye jis main trades ky winning ky chanses ziada hon aur choty account main ap ko sirf aik he trade laga kar kam karna chahye kyon ky ziada trades lgany sy ap ka chota account hota ha tu wash bhi ho sakta hai is lea jab tak aik trades close na ho jay tu ap ko second trades nahi lgani chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X