hum loss say kes trha bach skty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum loss say kes trha bach skty hain ?
    forex main humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamajb ho skty hain hum e smain kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main ache warning be hasl kar skty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main kam karain ghain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex 1 on line business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

    Ham apne laws se bahut hi aasani ke sath Sikh sakte hain agar Ham sikhana chahe to yah loves hamare liye bahut mayne official hota hai kyunki jab hamari Koi mistake hoti hai aur hamen loss Ho jata Hai to agar Ham use mistakes ko apne mind mein rakhte hain aur use per practice karte Hain to Ham easily hi apne dost ko recover kar lete hain
    • #3 Collapse

      Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

      Forex memory loss se bachne ke liye Apne analysis ko Achcha karna hoga aur iske liye Hamen Kafi mehnat Karni Hogi aur Kafi time Dena Hoga is Forum per aur Forex ki market mein aur chat ko samajhne ki koshish Karni Hogi candlestick patterns ko Janna Hoga Kyunki Yahi chijen Hain Jo ki Hamen market ke aap yah downtrend ke bare mein batati hain To Hamen chahie ki Hamen ko acche tarike Se Samjhe Uske bad hi koi bhi trade Karen
      • #4 Collapse

        Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

        Dekhiae doston Duniya Ke Tamam business Ki Tarah Forex trading mein bhi last aur profits donon Shamil Hain aur ek dusre ke sath sath Chalte Hain Agar yah Aapke Hain Ki Ham Apne account mein sirf profits Aasan Karen aur lashes se bilkul Baat jaen yah to bilkul hi Mushkil Hi Nahi Namumkin Hai Lekin Ham Apne last score minimise kar sakte hain Apne licence ko minimise karne ke liye Ham ko apni learning per concentrate karna hoga demo account per regular practice karni Hogi acche planning aur acche analysis ke sath market Ko Dil karna padega
        • #5 Collapse

          Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

          Las Forex trading business ka hissa hai or forex market Mein homemade face karna hi padta hai Ham Apne Lash ko minimise kah sakte hain Agar Ham apni trade Mein Star Plus other Ho use Karen yah Namumkin Hai Ki ham har Waqt profit hi game Karen kabhi kbar hamen Lash ka Samna karna padta hai aur Hamen usko accept karna chahie aur Hamen koshish Karni chahie ki Ham Lash ko recover karne ki koshish karen na ke sad Ho Kar Baithe Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

            hum kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is main kamyab trader ban sakty hai or market main run kar sakty hain yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is mai kam karty hai is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hai kue ky yai aik international karobar hain
            • #7 Collapse

              Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

              Los se bachane ke liye Hamen Ek best strategy ki Zaroorat hai Hamen is bare mein senior se bhi Rai leni chahie pahle Hamen trading sikhne chahie tab Ham lass se bache sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                Loss s bchny k bht sary tariky Hein hmain chahye keh ham yeh sari chezain as Apny mind m rakhein keh Kia ham thek Kar rhy Hein ya ghlt jiski base p ham n kamyabi hasil karni h agar ham aesa kreingy to hmary tarkii krny k chances ziada hngy
                • #9 Collapse

                  Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                  Dear brother forex trading men loss se bachna namumkin hey kiun k loss iss business ka hissa hey iss liay loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin apnay knowledge aur experience ki waja se kam kar saktay hen lekin trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu loss ki limit ko kam kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                    Ham log loss Se mehnat Karke bacha sakte hain hi Jo log loss Mein mehnat Karke kam Karte Hain vah Log Hamesha Kamyab rahte hain isiliye Hamen loss se bachne ke liye sabse pahle market ko analysis karna hoga fir soch samajhkar signal per hi trade karna Hogi tab hi Ham Apne account ko save Rakh Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                      Agar Apne account call loss se save Rakhna Hai To fir Hamen Iske bare mein yah dekhna hai ki Hamen Zyada lalach Nahin Karni Apne account ke mutabik chalna hai matlab ke Agar hamare pass Itna balance nahin hai ki Ham lot size ko increase Karke trading per second to Fir Hamen kam lot size ke sath hi trading karni hai aur Agar Hamen kam profit Hota Hai To ismein Hamen Khush hokar apni trading co continue Karna Hai Jab tak Hamara balance $100 se upar Nahin Chala Jata yah baat hai galat nahin hai ki aap small lot size ke sath Jyada profit Le sakte hain ya depend karta hai ki aap kitni der tak trading co open Karte rahte hain matlab ke aagar aapane trading karna start ki hai to aap Laut kam size per aap Aisa Kiya Karen Ki long term trading Karen Jiski vajah se aapko Achcha profit ho sakta hai aur agar aap kam lot size ke sath reading kar rahe hain to nuksan Mein ja bi rahe ho to aapane apni market close Nahin Karni Kyunki lot size kam hone ki vajah se aapko Jyada nuksan Nahin Hoga agar agar trade nuksan Mein Jaati Hai to Abhi isliye long term trading Ka Plan Karen small lot size rakhen lalach na Karen Achcha fayda Lekar Ja sakte hain thank you
                      • #12 Collapse

                        Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                        Salam tamam forex members kaisay hain umeed hy ap sb khariat sy hn gy aur acha bonus earn kr rahy hn gy loss sy bachny k liye sb sy pahly ap agr bigner hain tu choti trades lagain market agr samjh na aa rahi ho tu trade na lagain esk elawa seniors ki guideline main trade lagain us time tak jb tak ap market basics ko samjhny k qabil nai ho jaty esk elawa aik bar loss hony ki surat main uski reson ko talash karny ki koshish karain kis waja sy loss uthaya ap ny jo next time k liye care full kary apko.
                        • #13 Collapse

                          Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                          Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto hum loss se kiss tarah bach sakte hain dosto hum pakisatn forex forum main kam krne main ek time table manage karin ge ta keh hamara time waste nah ho hum apne kam ka mayear ko behtar banain ge iss main hum apne ragular post ko bagair mistakes ke coposse kar ke send karin ge iss min hum ne yeh deekhna hai keh galtee na hoo behtar post ho to accha hai trade ke maumle main hum iss main markeet ka visit kar ke trade karin ge thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
                            forex main humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamajb ho skty hain hum e smain kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main ache warning be hasl kar skty hain agr hum es main lalche bn kar hum es main kam karain ghain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex 1 on line business hain
                            Ji han Forex Mein Hamen mehnat Se Hi as Mein kam karna hoga tab hi Ham Acha result Hasil kar Sakenge Agar market ko ache se Samajh Kar Kam Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin ho sakte na hi Kabhi Acha result Hasil ho sakta hai isiliye Acha result Hasil karne ki koshish Karna Hogi Taki market ko Samajh Kar kam karna Hogi Business mein kaam karne se hi Hamen Acha result Hasil karne ki koshish Karna Hogi market Ko Agar Nahin Dekhenge To Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hum loss say kes trha bach skty hain ?

                              Asslam u Alaikum dear members.. Forex mein loss ko smjhny m liye rules ko dekha jaye. Aur ghbrana nai chahye loss sy...Yeh baat bilkul theek hai k hamien loss sy nai ghbrana chhye.. Hamien ziyada sy ziyada mehnat krni chahye... Hum forex pr jitni zuyada mehnat krien gy utna ziyada bonus hasil kr skty hein.. Agar humien trading mein loss ho jata hai tou hamien ziyada nai ghbrana chahye balk ziyad sy zuyada mehnat krni chahaye.. Ta k hum ziyada earning kr sky. Yeh na ho hum loss ki wjh sy preshan ho jayen aur trading na krien is trah forex ki trading mein kbhi kamyab nai ho skty... Thank you members...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X