Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.
    Dear members koi bhi kam ap tb he kr sakty hain jb ap fit hn ga apki sehat thk ho gi. Lihaza main yeh kahn ga keh forex trading main agr ap trading krna chahty hain to khud ko pehly healthy rakhen aur apna har hal main khial rakhen. Dear members ap ki sehat ka apki trading pa bht gehra asar parta ha. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

    Aap nay sahi kaha trading sy important hmari sehat hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

      Hamen health ka bhi Khyal karna chahie aur Hamen struggle Pay focus karna chahie ya FIR Ham kamyabi Hasil Karke Paisa Kama Sakenge Forex 1 online business hai Ham 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar market Mein kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Ham sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan main market ka koi Kasur Nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

        hamy apne health ka be keyal rahna chahey hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hamy is main meyare or information wala kam karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hain yai aik legal karobar hai hum is mai aik din main aik account mai 4 threads karty hai hamy is main soch samj kar trade open karny ka risk lyna chahey yai aik acha karobar hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey agar health achi ho gi tu trading bhi achi ho gi iss liay jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh din rat trading kartay hen aur unn hi health kharab ho jati hey iss liay apnay time ko adjust karen aur daily base pe 8 ghantay trading karen aur baki time rest karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
            Dear members koi bhi kam ap tb he kr sakty hain jb ap fit hn ga apki sehat thk ho gi. Lihaza main yeh kahn ga keh forex trading main agr ap trading krna chahty hain to khud ko pehly healthy rakhen aur apna har hal main khial rakhen. Dear members ap ki sehat ka apki trading pa bht gehra asar parta ha. Thanks
            Ji han Janab aapane bahut hi acchi baat ki hai Shukriya Janab aapka yah Baat bilkul theek hai ki Hamen trading Ke Sath Sath apni sehat ka bhi Khyal Rakhna chahie Kyunki Agar Hamari sehat acchi Hogi to hi Ham forex market Mein acchi trading kar sakte hain aur Hamen Hamesha Forex market Mein fresh mind ke sath trading Karni chahie aur Hamen forex market Mein active Rahana chahie
            • #7 Collapse

              Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
              Dear members koi bhi kam ap tb he kr sakty hain jb ap fit hn ga apki sehat thk ho gi. Lihaza main yeh kahn ga keh forex trading main agr ap trading krna chahty hain to khud ko pehly healthy rakhen aur apna har hal main khial rakhen. Dear members ap ki sehat ka apki trading pa bht gehra asar parta ha. Thanks
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading se pehly apni sehat ka khial rakhen.

                The energy that drives the wheel of successful speculation is good old-fashioned money.
                To make it, you have to have it, and to multiply it you have to use it wisely. You know the risk is
                immense and that the odds are stacked against you. Your chances of making it in the competitive
                world of futures trading are probably five or ten in 100, but they are reduced to zero by starting with
                nothing.
                Successful speculation is not a get-rich-quick scheme, a no-money-down real estate venture or a 15-
                million-to-one odds lottery ticket. The facts of futures trading dictate very clearly that the more you
                start with, the greater your chance of success and the less you start with, the greater your chance of
                failure.

                اب آن لائن

                Working...
                X