Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing
    assalamu alaikum dear friend mere bhai jo jo trading bhai mere yahan per crude oil ke bare mein trading karte hain vah chhod ke chahat mein dekhen bearish engulfing Ban chuka hai aur inshallah bahut sal aane Wala hai yahan per agar koi Mera by trade karni chahta hai to vah is sabse pahle uske analysis Karen apne analysis karne ke bad ismein trade inter Karen aur mujhe ummid hai ki aap logon ko aapka takat dekar jaega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

    Last 3 to 4 days se Yahi kah ja raha hai ki Koyal option Hoga Lekin file filhal sal ki taraf Nahin Ja Raha aur jo aapane baat ki hai phone mein candle ki to vah isase pahle bhi Kai candle Sachi Ban chuki hai Teen Char Dinon mein lekin Uske bad fir se Royal world book kar Jata Hai To isliye Hamen thoda vate karna hoga oil ke liye Kyunki oil bahut Dekhkar risky Ban chuka hai is Waqt
    • #3 Collapse

      Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

      good analysis crude oil strongly vari aur agar Ham oil ki movement ko dekhte Hain to hamen idea ho jata hai ki payal very very strongly baras ja raha hai aur ham mile per bering strait open kar sakte hain kyunki main bhi iske trend ko analysis kiya hai aur mujhe bhi yahi lagta hai ki is waqt crude oil strongly down ja raha hai
      • #4 Collapse

        Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

        Oil k bary me es wqt sari predictions analysis ghlt sabit ho rhy hen long term trade me bht loss dy rha hy oil sb ko Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

          Oil ki movement bahut Tej Hoti Hai Hamen ismein Apne experience ke mutabik time table select Karke kam karna hoga Forex Ek Aisa business hai jo Hamen experience aur Achcha banaa Deta Hai Ham ismein posting Kiya trading kar sakte hain Ham market Mein trade bhi open kar sakte hain Agar Hamara kam karne ka experience best best Hai To Hamen Mein kam karne ka risk Lena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

            Aaaap ki Baaat Bhi kisi Had Tak ThEak Hai Lekin oil K Baaray Main Abhi Tak KuCh Bhi Nahi Kahaaaa Jaaa Saktaaa k kis Taraf MoVe KaRay Gaaa Q k News ko Dekhaaa JaaaEy To Oil Ne Sell Main Jaaana hai Lekin Agar MaRket ko Technically Observe KaRen To Buy Hai Lihaaaza HumEn Jaldbaaazi Nahi KaRni Chaahiye or Achi tarhaaa maRket ko Analise Karnay k Baaad Hi Trade Lagaani Chaahiye Taakay Kaamyaabi haaasil Kar SakEn....
            • #7 Collapse

              Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

              Wesay jo halat oil kay ajkal hain us say to oil ki market is had tak gir chuki hoti hay kay wo 0 level say bhi nechay gai hay. aur ab halat yeah hay kay ab oil price bullish honay kay liye buy setup banany ja raha hay. ab umeed hay kay oil ko long term kay liye buy kerna chahye. que kay ab oil ka buy setup anay wala hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Oil sell hy aaj h4 maain berish engalfing

                Ji han aapane bilkul theek kaha korona Virus ki vajah se Puri Duniya K trading ko bahut bura Asar pada hai isliye crude oil ki demand bahut jyada kam ho gai hai lockdown ki vajah se crude oil use Nahin ho raha to log Industries Nahin chala rahe Tu goodhal Ki demand Mein Kami a gai hai isliye crude oil ki prices bahut jyada low ho gayi hain aur trading main bhi ko dial bahut down ja raha hai isliye Hamen Soch samajhkar dial Mein trade Lagani chahie bahut Shukriya

                اب آن لائن

                Working...
                X