Importance of planning in Forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of planning in Forex trading?
    Hello Aziz doston mein ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur Ramzan ul Mubarak ke mahine ko enjoy kar rahe Honge doston acchi planning Kisi bhi business Kisi Ki job even Kisi bhi field mein bahut Jaruri hoti hai aur yah buniyadi Chabi ka kirdar Ada karti hai Forex trading mein Main agar aap ki acchi planning hai hai vah aapki acchi planning aapko Hamesha success ki taraf Le Jaati Hai Lekin poor Planning aapko Hamesha losses ki taraf Lekar Jaati Hai isliye main aapko hi mashvara dunga Ki planning ki bahut jyada importance Aur ahmiyat Hai Apna personalised sound plan taiyar Kiya Karen before choosing any currency pair aur apni planning per bilkul strike ho jana hai Kisi Aur ki planning ko follow nahin karna aur kisi ki planning pad per nahin karna Kyunki Har Kisi ka Apna training style aur Apna way of Thinking hai Main ummid Karta Hun ki mera yah thread aap sab Logon Ko Pasand Aaya hoga acchi planning ke bare mein aur importance off planning ke bare mein Apne comments aur Rai share Karen thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of planning in Forex trading?

    planning hamare liye bahut hi important hoti Hai jab hamari planning acchi hogi to hamari trading bahut hi acchi hogi isliye hamen chahie ki Ham acchi trading Karen aur acchi planning Karen jab planning acchi hogi Hindi successful hogi aur agar planning acchi nahin hogi to trading kabhi Sach nahin hoti Hai isliye hamen acchi planning karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Importance of planning in Forex trading?

      is forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain acha trader banay say pahly is k bary main planing karni ho gi aur is forum main trader banay say pahly is k bary main learning karni ho gi aur forum main kam kar k hi hum achi earning ho saky gi aur rules ko mind main rakhan ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Importance of planning in Forex trading?

        hamy aik planing bana kar forex main daily trading karni chahey hamy is main ach or alla qualites ka kam karna chahey pher hi hamkamyab hosaktry hainor ac abonus hasil karky apni family ko support kar sakyy hain ham is main bger pasio ky accou8nt bana kar be kamk kar sakty hian yai usa or china or new yourk main aik unique business hain yai aik international business hain
        • #5 Collapse

          Re: Importance of planning in Forex trading?

          Ye online business our earning platform hy
          • #6 Collapse

            Re: Importance of planning in Forex trading?

            Dear ham planning kar ke hi to apne kaam ko complete karte hain ham planning ke ke hi apne target ko daily pura kar pate hain or planning to har business main bohat zarori hai har business kaa hissa hota hai ham jab tak plan kar ke work nahi karenge tab tak ham log kabyi success hasil nahi akr sakte to hamein chahiye ke planing ke sath work karen kion ke agar ham log planing kiye bagair kaam karenge to hamara kaam kabhi pura nhi hoga or aik acha trader or successful trader wahi h jo planning ke saath work karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Importance of planning in Forex trading?

              Forex mein hum ko profit tab hi hota hai jab hum forex mein trading mein achi planning karain kiok achi planning se hi hum trading karain gey tu hi hum ko forex mein kaamyaab ho saktay han planning kay baghair trading karain gey tu loss hi hota hai planning zaroori hai jo log trading mein planning nahin kar saktay un ko trading mein loss hi hota hai planning Kay baghair kabhi bhi trading nahin karni cahaiye
              • #8 Collapse

                Re: Importance of planning in Forex trading?

                ji mere pyare bhai aapki baat bilkul sahi hai aur main aapki baat ko manta hun kya hamen is Forex trading Mein planning jarur karna chahie kyunki ismein planning karna bahut hi jyada important hai jab ham ismein acchi se acchi plan banate hain aur strategy banakar kam karte Hain To hamen kamyabi jaldi milta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of planning in Forex trading?

                  der friend forex trading min hum ko ziada importanse tab hasel hoty hy gab hum as main bahteren erning keleye as min planin k sath kam karty hain ur hamary planing hum ko bahteren profet dety hy aur tab hum as min bahteren earning hasel karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Importance of planning in Forex trading?

                    Forex ke Business mein planning ki bahut jyada importance hoti hai Kyunki Ham Kisi bhi karobaar ko karne ke liye ye sab se pahle uski planning Karte Hain aur planning ke jariye Se Hi Ham use business Achcha profit Lete Hain ISI Tarah Forex mein bhi Ham pahle planning karte hain planning Karke kam Karte Hain FIR hi Ham Forex Mein Achcha profit earn kar sakte hain yah business Jitna Jyada risky hai utna Jyada profitable bhi hai aur ismein planning karna bahut hi jaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Importance of planning in Forex trading?

                      Assalam o alaikmu all dears friends,
                      Forrx trading me kamiyabi kelye hamen achyi planing hamare lie bhutt important hai ,agr ham forex me achi planing ke sath qork.krengy tu hamen.acha faida hasil hoga esi trah forex me hamari kamiyabi ka behtren zarye hai balkeh tamam kamo ka bethren zarua hai ham bhi jab kam.kren tu achy plan ke sath kam.kren jise hamen faida hasil ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Importance of planning in Forex trading?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sardar Abid پيغام ديکھيے
                        Hello Aziz doston mein ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur Ramzan ul Mubarak ke mahine ko enjoy kar rahe Honge doston acchi planning Kisi bhi business Kisi Ki job even Kisi bhi field mein bahut Jaruri hoti hai aur yah buniyadi Chabi ka kirdar Ada karti hai Forex trading mein Main agar aap ki acchi planning hai hai vah aapki acchi planning aapko Hamesha success ki taraf Le Jaati Hai Lekin poor Planning aapko Hamesha losses ki taraf Lekar Jaati Hai isliye main aapko hi mashvara dunga Ki planning ki bahut jyada importance Aur ahmiyat Hai Apna personalised sound plan taiyar Kiya Karen before choosing any currency pair aur apni planning per bilkul strike ho jana hai Kisi Aur ki planning ko follow nahin karna aur kisi ki planning pad per nahin karna Kyunki Har Kisi ka Apna training style aur Apna way of Thinking hai Main ummid Karta Hun ki mera yah thread aap sab Logon Ko Pasand Aaya hoga acchi planning ke bare mein aur importance off planning ke bare mein Apne comments aur Rai share Karen thanks
                        Assalamu alaikum dear membersbilkul their members Forex mein planning bahut matter Karti hai agaram planning strategy ke sath work karenge to jarur success game karenge so mein koshish Karna chahie ki planning strategies ke sawar Karke achcha se achcha output hasil Karke achcha se achcha profit Man ke kabil ho sake thank you
                        • #13 Collapse

                          Re: Importance of planning in Forex trading?

                          Ji billkul palnning k sath trade krna mn hi success hy agr ap es pak forex form jaisa behtreen platform sy faida lena chahty Hn or achi earning krna chahty Hn to ap jb bhi trade lagin to pehla os k plan k lain k ye es trade ki movement mazeed Kaisi rahy ga or loss ho jay to kis trah recover ho ga jb ap koi Kam proper palnning k sath krta Hn to phir ap loss ya profit ko mind mn ni rakhta or ap Cool mind sy work krta hn to ap ko success bhi milti hy os kam mn mn ap ko yehi mashwra do ga k proper planning k sath sath regular work krin or technical analysis ko dekh kr hi work krin. Agr ap meri es instructions ko follow kr k trading krin gy to ap es pak forex form jaisa behtreen platform sy kafi ziada earning kr pay gy or es Pak forex form ko enjoy krin gy shukria
                          • #14 Collapse

                            Re: Importance of planning in Forex trading?

                            Ji bilkul importance of planning in Forex trading main agar aap per trading kar rahe hain to sabse pahle aapki importance aapki planning krni chahie ki market ko aap analyses karke trade open Karen jitne jyada market ki movement per najar rakhenge itna hi aap ismein success Ho Gai Ek profitable business hamen ismein hardworking karne chahie successful wahi hota hai jo ismein acche tarike se work karta hai Pakistan Forex forum a regular basis per aap apne kam ko complete karenge to aap ismein Kamyab honge yah Ek profitable business aap aur ismein hardworking Karen success honge gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Importance of planning in Forex trading?

                              Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek baat ki hai importance of planning planning ki bahut jyada important Hoti Hai Kisi bhi business ke andar agar aap planning Karke kam karte hain tab aap kamyabi ki taraf Jaate Hain Agar reply Nahin Karke Kam Nahin Karte to aapko Nagamani ka Samna karna padta hai Pakistan Forex form Mein Vahi log Kamyab Hain Jo planning Karke kam karte hain agar aap line Karke Kisi bhi business ko Karenge tab aap Kamyab Honge Agar bagair Palang ke aap kam Karenge tab Apna Kam Hi Na kam ho gaya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X