Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha
    Dears, akser hum strategy ki talash mein kafi mehnat ker rahy hoty haen. Lekin hum yeh bhool jaty haen ke achi strategy achi planning ke bina adhoori hai. Ap beshak bahut achy analyst bun jaen. Lekin agar ap ki planning kemzor hai tu ap profit kama ke bhi zaya ker do ge. Es liye thora sa focus achi planning pe bhi hona chahyea. Ta ke ap her lehaz se ache trader kehelwa sakaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

    ji han dost aap bilkul theek kah rahe ho main aapki baat se a atefah karunga trading mein agar Ek achi strategy ke sath aapki planning bhi acchi hai Yad Rakhenge ji ke sath aapane Apna sound personalize plan banana hai Kisi Aur ki planning per depend nahin karna Kyunki Ham Agar dusron ki planning per depend Karenge To Ham is business Mein success Nahin Hasil kar sakte hain because everyone has his own thinking and is on trading style Agar Kisi Ek Bande Ko Ek plan suit Karta Hai To Jaruri Nahin Ki vah plan aapki personality aur aapke trading style ko bhi suit Karen is vajah se Kahate Hain Ki Apna personalized plan Karen use plan per khojen Jor jabardasti karne
    Last edited by ; 06-05-2020, 04:16 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

      Hamen kamyabi Dene Wale tools Ka istemal Karke market Mein kaam karna chahiye Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Forex Ek online business hai Ham ghar ka kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham struggle Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi yah Ek Aam business ki nisbt bahut Achcha business hai Ham ghar mein baith kar uska kaam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

        hamain streetgy ko use kar k hi trade karni ho gi aur hamain markt main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay uar hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hums uces shon gay aur hamain markt main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum real main b i trade karien gay ta k earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

          agr hum es main planing kar kay hum es main kam akrian gain to hum es main kam kar skty hain hum es main kam ko akrny kay ley hum es main ghr main he bith kar hum aasane say hum es main kam akr skty hain hum es main kam akr kay hum es main sucess ho skty hian agr hum e smain mahant say hum es main kam nahin karain agin to hum es main suces nahin ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

            Acha kam krn achi post krn dosre ki help krn kamyab ho jain ge
            • #7 Collapse

              Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

              g hna ap nay theek baat ki hae hum apni stratigies ko strong kern chahea mager hamri jitni stratigies achi hn apni is baat ko mazeed strong kernay kalea hamn achi planning ki zrort hoti hae hum jitni achi planing krn gay utni he achi hum trade ker saktay hn ur achi trade k sath hum achi eearning ker sakty hn jo hamri loife mn behtri la sakti hn kun k hum jantay hn ak achi strtigy k sath kmyabi kalea ak achi planning is best
              • #8 Collapse

                Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                Dears, akser hum strategy ki talash mein kafi mehnat ker rahy hoty haen. Lekin hum yeh bhool jaty haen ke achi strategy achi planning ke bina adhoori hai. Ap beshak bahut achy analyst bun jaen. Lekin agar ap ki planning kemzor hai tu ap profit kama ke bhi zaya ker do ge. Es liye thora sa focus achi planning pe bhi hona chahyea. Ta ke ap her lehaz se ache trader kehelwa sakaen.
                ji bilkul Agar Ham acchi strategies ke sath planning ka kam use karte hain To is se Hamen bahut fayda hota hai forex market Mein strategies banane ke sath Hamen planning ke sath kam karna chahie ki planer Hamesha bahut zyada Soch Samajh Kar kaam karta hai uske pass bahut zyada experience hota hai aur woh Market mein kisi bhi Tarah profit Lekar Kamyab ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                  forex me hmn ache yani k trade me profit kmane k liye hmn forex tarde me hmn ache strategy bnane k sath hmn achi planning bhe krni chahiye yani k hmn pehle se yeh planning kr len k aya jb hm apne tarde ko satrt kren tu hmn yeh pta hopna chahie k aya hum hm ne kis point p ja k trdae ko close krna hi jb hmari trade me loss ho aur agr hmn trade me profit ho tu hmn kis point p apne trade ko kis point me close krni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                    g bilkul ek achi strategy k sath he hum achi plannings kar sakty hain or hum achi plannings karny k bad he kamiyab ho sakty hain ..hamen kabhi bhe risk nahi lena cheye achi strategy k sath he kam karna cheye or apny apko khud manwana bhe cheye tabhi hum achy maqam par pounch sakty hain ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                      Jee bilkul boht achi bat kahi aap nay k jab tak ap k pass forex trading k baray me mukammal maloomat or information nahi he tb tak aap acha business nhi kar saktay. Because Knowledge is the only thing which can save you from facing loss. A good command over the trading skills and good planning can earn most profit than those who have lacking these skills and knowledge expertise.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                        ji mere pyare bhai aapki baat bilkul sahi hai kya hamen Forex acche kam karna chahie aur jab ham ismein ek baat aur kam karenge To ham ismein jarur Kamyab honge aur ismein aur kam hota hai jisse hamen pata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                          Dears, akser hum strategy ki talash mein kafi mehnat ker rahy hoty haen. Lekin hum yeh bhool jaty haen ke achi strategy achi planning ke bina adhoori hai. Ap beshak bahut achy analyst bun jaen. Lekin agar ap ki planning kemzor hai tu ap profit kama ke bhi zaya ker do ge. Es liye thora sa focus achi planning pe bhi hona chahyea. Ta ke ap her lehaz se ache trader kehelwa sakaen.
                          Acchi starting ke sath sath Achcha experience Hona bhi bahut jaruri hai Jab hamare pass karne ke bare mein maloomat nahin Hogi To Ham Koi profit Pasand Nahin kar sakte Forex trading Ek Aisa online business hai Jisko karne ke liye experience ki bahut jyada jarurat Hoti Hai bagair experience ke flux trading Nahin kamyabi namankan Hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                            Forex trading main both say awamil mil ker kay trader ko kamyab kertay hain. har aik awamil ki munasib miqdar ka hona boht zarori hay. ager trader ko aik cheez boht achi trah say ati hay to wo dosri cheez ko bilkul bhi ignore nahi ker skta hay. is say wo kabi bhi kamyabi hasil nahi ker skta. is liye ager achi planing hay to achi strategy ka hona bhi boht zarori hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik achi strategy ke sath sath achi planning ka hona bahut zaruri ha

                              g haan aap ny sahi kaaha hy ky achi planning ka hona bahut zaroori hy agar ap achi planing ky sath kam karain gy to aap ko faida hasil ho ga aur ultimately aap ki kismat jag jaye gi warna agar aap logo ny planning par kaam na kia to aap ko lamuhaala nuqsan ka samna karna par sakta hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X