investment say ziada loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Agar aap forex ko learning ke baad start kareen to loss ke chance ko kam kar sakty hain aap apny investment ko itna zaida na kareen ke Los hony ke soorat main aap ko problem na aye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      ji bhai yahan itna invest karo ky agar apka loss bhi hoto apko ziadamasla na ho kiun kay ye bohot risky kaam hota hai sambhal kar chalna parta ha
      • #993 Collapse

        ji bilkul esa hi hota hai yeh kam etna asan nai hai jitna hum smjhty hain es liey mein yehi kahun ga es kam ko sahi trhan sy kren yeh kam sahi hai
        • #994 Collapse

          Agar hum forex trading main investment bina forex trading seekhay karen gay to ye bohat he bura result ka sabab banta hay kyun keh hum forex market kay bary main theak say janty nahi hoty aur esmian loss kar lety hay aur apna time bhi waist kar lety hay so humay aisa nahi karna chahiey.
          • #995 Collapse

            bhai stop loss means kay ap apni investment kay mutabiq ak had tak chahen to loss laga skte hen jitna ap bardasht kr skte hon otna loss, means ap ki investment 100 $ ki hai or os trader per ap stop loss 10 $ ka lagatay ho to 10 $ ka hi loss hoga apko os se zyada nahi
            • #996 Collapse

              fx ma loss to hota he hai lakin us waqt zeada hota hai jab ham fx ko sanj k kam nai krty fx ak bohat acha business hai jis sy ham achi earning haseel kars aktry han
              • #997 Collapse

                Assalaam o alaikum bhia apni personal money inves na karen balke chahiye k forex forum se kamakar hi jo bonus milta hai usse trade karen then behtar hoga .isse aapka apna investment b zaya nei hoga aur aap trade b sukoon se karsakenge .
                • #998 Collapse

                  nahi bhai jan me is bare me kuch nhi janta hon or i think ke investment se zyada loss tab he hota hai ke jab aap ko is me kam karna na ata ho or jab aap is me kam karna jan jaty hain to aap ko loss hona bhi kam ho jata hai investment ke hisab se trading kari jaye to loss kam hone lagta hai aap ko .
                  • #999 Collapse

                    bhai sahab kia app bhi is site pe kaam kartay hain ya nahi aur ap k account mai to koi bounas piont nahi hay ap kaisay kartay hoo ya ap apni investment se karay hain kaaam
                    • #1000 Collapse

                      dear brother ap ne saho kaha hai ager ham sahi trah se kam nahi kertay hain tu phir hamin loss milta hai hamari invesrment se bi zada loss ho jata hai
                       
                      • #1001 Collapse

                        jaab aap forex business koo kartat han too iss mein loss too phaly hay but port bad mein hoti hay or aap koo itna too invest karna chahey kaay agr aap koo kuch loss hu too aap bardshat kar sekho or agay kaam koo jari rak sekoo.
                        • #1002 Collapse

                          jub trader kud pasy invest kerta hai or demo account say practice nahi leta or experience bhi nahi rakhta tu ussay loss bhot ziyada hota hai
                          • #1003 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Dosto ap ko pata hay k jab ap kuch brokers ki website par jatay hain to wo ap ko kehtay hain keh jab bhi stop out hoga to ap apni investment say ziada loss nahi karay gay, kia ap mujhay is baat ka matlab bata saktay hain? Yani apni investment say ziada ka loss karna?
                            I think forex buisness main ap bht achi earning kr skte hain,,forex main ap ko limited risk k sath trade krni chahiye,,itni investment kren k agr ap ko loss bhi ho jae to ap loss ko bardaasht k len,,forex main pofit bhi hai o loss bhi hai,,kuch log ziada invest krte hain un ko ziada profit bhi hota hai,,lekin loss k chances bhi hote hain,,i think forex main limited risk k sath kam krna chahiye...
                            • #1004 Collapse

                              Dear Friends and Brothers salam to All ,.,., es taraha ki trading ka nahi pata ka apny invesmen say zaiyda ka loss kyu kay insta forex main asa toh ani hai jab main ny join kiya tha phirr bhi aap ny knowledge leya live call say contact ke skty.,,.,..,.,.,.,,..,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Dosto ap ko pata hay k jab ap kuch brokers ki website par jatay hain to wo ap ko kehtay hain keh jab bhi stop out hoga to ap apni investment say ziada loss nahi karay gay, kia ap mujhay is baat ka matlab bata saktay hain? Yani apni investment say ziada ka loss karna?
                                ager hum na forex ma new kam ko start ke ya ha to hum ko is ma pala is ma kam kar na kar pata na ho ga to hum is ma loss ma ja ga is leya hum ko is ma pala to ager pasa laga ta to hum ko is ma both sa thing ka hal rak kar hum ko is ma kam kar na ho ta ha jis sa hum is ma eran kar ta ha or agerr hum is ma point sa kam kar ta ha to hum ko is ma pala to point ko bana ta ha or is sa eran kar ta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X