investment say ziada loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Forex main Ager hm kuch hasil krna chahte hain to hmain is k liye bohat zayda mehnat k sath sath apni knowledge ko bhi utilize krna chahye kio k ager hm apni knowledge ko utilize krna chahte hain to hamin is k liye thori practice ki zarorat hai
    :p..........No One is perfect and I am No One........:p
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      wese ye baat to theek hai!!agar ap trading me ziada investment krte hain to utne hi ziada loss k chances honge!!!is liye ap trading me kam investment kren or pur sukoon trading kren!!!
      • #423 Collapse

        Forex main app ko loss tab huta hay jab app ko kam ko karne ka knowledge na ho aur app ko is main loss se safe rehne ke liye zada se zada hard working na ki ho tu app ko is main kisi bhi time loss ho sakta hay .
        • #424 Collapse

          yes my dear forex trading me ap nay bilkul thek kaha hy hume apni personal money ko imnvest nai karna chahiye balke forex forum say hasil hone wala bones istamal kar kay trading kar sakte hain agar ap nay knowledge and experience ko proper tarike say hasil kiya hy to ap ko loss kay chance km hu gay or profit ziada
          • #425 Collapse

            Dear brother insta forex ke ilawah doosray brokers per trust nahi kiya ja sakta hai kyun ke woh aap ko pehlay se hi keh rhe hain ke aap ko investment se zyada ka loss nahi ho ga ka matlab hai ke aap ki investment jitna loss ho ga to aap ka account open rhe ga other then woh aap ko close ker den ge.
            Islamic Books Blogging Tips
            • #426 Collapse

              forex boht he risky business ha. hamain is business ma investment karnay sa phly demo account par trading ki practice karn lani chaye .is sa hum trading skills ko better tareky sa apply kar sakhty hn. or is k sath sath hamain bank loan wagera la kar to belkul bhe investment nhe karni cahey .apko forum par posting kar k bones get karna chaye or is sa trading karni chaye.
              :cool::cool::cool:
              • #427 Collapse

                jee bikul hum ko pehle yeh dekhan chaheye ke jahan investment kar rahe hain us ke analysis kese ja rahe hain tab us per investment karin ager bagir dekhin investment karin ge toh loss hi ho ga.
                 
                • #428 Collapse

                  Investment always just didn't giving profit if you want to be a profitable trader with this place then keep your patience and hopes that will be a good and profitable trader easily that how much you want exactly from here,.
                  • #429 Collapse

                    indicatore hamayn koch ideas day datay hayn kah ham kis taraf ke deal lagay magar mayn to apnay indicator khud banati ho is kay liay eligator aur rsi line bohat help full hay hamay direction batati hay .
                    • #430 Collapse

                      jab ap kuch brokers ki website par jatay hain to wo ap ko kehtay hain keh jab bhi stop out hoga to ap apni investment say ziada loss nahi karay gay,invest karo ky agar apka loss bhi hoto apko ziada problem na ho kiun kay ye bohot risky kaam hota hai sambhal kar chalna parta hai. forex aek aesa bsuiens s ha ke yeh to investment leta nhyi ha iss mey aap ko capital required ke rke akm krna parta ah aur invest ment mey los tab hi hota ha
                      • #431 Collapse

                        dear investment sa zayda loss y ho he nahi sakta hai kue ka agr ap investment karo ga to ap ko pata ho ga ka mei ek acha trader ban gaya ho or mara sat experinces be zayda hai or information be hai forex ka baray ma to per loss kasa ho ga ap ko.
                        • #432 Collapse

                          As we all know that forex trading is a very risky business where we must need to have a more and more practice on demo account also we need to have a good knowledge about forex than we are able to earn good profit otherwise we loss more then our investment.
                          • #433 Collapse

                            mere khayal se forex trading main km investment karni chahiye q ke forex aik risky business hai ager ap ko loss bhi ho to ap ko itna dokh nahin ho ga ager ap ne km investment ki hai to.
                            • #434 Collapse

                              Forex ka kaam aik risky kaam hai is kaam may hum ko utna he invest karna chahiyeh jitna hum afford karsaky is leye forex may zada investment nhe karne chahiyeh agar zada investment hum nay kare aur hum ko loss ho gaya to humaray leye problem ho jaye gaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                forex mein agar koi bhi achy investment karta hai aur forex mein achy trading planing se trading karta hai tu main samjta ho k us k loss k bhut kam chances hota hain forex mein ziada investment bhut ziada matter karti hai agar aap acha traders hain aur agar achy trading karna kara ga tu aap ko loss he ho ga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X